practice kro

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    forex main ziada tar log loss mian is liye jaty hain k wo initial investment bht low krty hain, jis ki waja se wo market mian apni stroang position nahn bana patay, is k ilawa lack of knowldge and comitment bhi loss ki waja ho skti hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Practice a man perfect. Jin logon ko ziada loss hota ho ya jo new comers hain, unhain demo account main practice zarori krni chaheye. Is tarah woh brave ho kar trading kr saktey hain aur confidence bhi barhta hy. Practice sey hamari trading main perfectness aati hy aur jin mistakes ki waja sey loss hota hy woh control ho jati hain.
       
      • #48 Collapse

        g han forex aik aisa business hy jahan ham seekhny k liye hardworking krty hn koi b trader jo forex mein successful banna chahta hy usy chahye k forex mien hardworking kry. mtlb ye k ap forex ko achi trha se seekhein r phr us ki practice krein us k baad real account mein trading krein.
        • #49 Collapse

          Forex Trading main Practice kerne se ap ko kafi kuch hasil ho sakta hai ager ap chahtey hai ke ap ko earning ho forex trading field main then ap ko practice krni hai always kiyun yeh practice ap ko successful trader banati hai always
          • #50 Collapse

            g bilkul forex ma practice ki boht importance ha ..agar ham practice karen ge tu trading ache tarah kar sakte ha ...without practice forex ma kamiyabi milna boht mushkil ha..is leye practice karte rehna chayhe aur forex ko time dena chayhe jinta practice karen ge utna hi ache earning kar sakte ha,,,
            • #51 Collapse

              g han Forex trading mai humain knowledge hasil karny k liy practic buhat zarori hai es se humai knowledge milta or Forex trading mai humai bhat kuch seekhny ko milta hain practic se hum khud ko improv kar sakty hain or best trading kar sakty hain
              • #52 Collapse

                thk bt kahi apny dost mai apki bt sy agree krta hun 100%, mai khud b new trader hun aur abi tk demo practice krta hun abi tk learning krha hun aur sary new traders ko b yhi kahunga k tb tk practice kren jb tk ap perfect na hojaen blkl
                • #53 Collapse

                  forex bussinus main practice karna se treader ki skill main azafa hota ha aur mazeed knowledge aur experence main b bhatri ati ha jis se treader ko treading main bhot madad milti ha aur kam wakt main ak kamyab treader ban jata ha
                  • #54 Collapse

                    practice karny se kisi ka koi time waste nahi hota bohat se logon ko lagta hai ky practice time waste hai aur wo is ko choor dety hain lakin jo loog practice ko zaroori hissa samjh kar karty hain un ki galtiyan khatam hoti rehti hain.
                    • #55 Collapse

                      Gee mery bhai ap ki bvaat durast hai k es market mai pratice kro tk hum es market mai confidence ho aur hum es market mai trend ko asani say follow kr sakty hai. pratice bohat zarooriu hai.
                      • #56 Collapse

                        ji bilkul humein chayein ky hum yahan par practice kartey rahey jabhi hum yahan par kamiaybi ko hasil kar sakhey gy janab lehaza humein chayein ky hum yahan par mehnat kartey rahey agr hum cha rahay hy ky humein yahan se axhi earning ho
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #57 Collapse

                          Forex trading business mein agr hum demo account par practice karty han tu is se forex trading business mein experience hasil hota hy aur experience se hum achi trading kar sakty han Aur practice se hum apni planning ko set kar k Apne real account mein use kar sakty han aur real account mein trading kar k acha profit earn kar sakty han

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X