Forex me dosron per depend na kren ......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex me dosron per depend na kren ......

    bilkul bhai doosro par agar koi banda depend karta hy to usy ye sochna chahiye k aakhir kab tak aur kis had tak ye banda mera help karega aur kar sakega , isliyezaroori hy k jitna jadla ho saky har badna khud itna knowledge aur experience gain kary k aagy usy kisi k help ke zaroorat na ho aur agar ho B to kisi sy pooch kar yaa net par solution serch akr k masla hal kary, naa k saara kaam doosro apr karin.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex me dosron per depend na kren ......

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Munda پيغام ديکھيے
      Salam forex members ...g hum bat ker rhy hen trading me dosron per depend k bary me .yahan per hume khud per depend kerna ho ga agar aik trader jis ko trading ka kuch nhi pta or wo doosry successful traders ko dekhty hue trade kry ga tu yaqeenan us ka trade kabhi bhi profitable nhi ho ga q k wo dosron per depend kerta hai khud mehnat nhi kerta aksar dekha gia hai k esy traders lalach ki waja se loss ker bethty hen is leay hume forex me sirf apny oper depend kerna ho ga ta k kamyab trader ban saken .thanks
      jiteya hamen dusron party band nahin karna chahie ek dusre ki madad jarur Karni chahie lekin hamen khud ko Bhi kuchh Hasil karna hoga tabhi ham kamyab Ho payenge
      • #18 Collapse

        Re: Forex me dosron per depend na kren ......

        G hy bilkul thk kha hy hm kbhi bh dusru par depend Nhi krna chya dusru par depend hona wala kbhi bh kamyb Nhi hota is lia hm chya ky mhynt kra konwldg or experience hsil kra soch semjh kr quality wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
        • #19 Collapse

          Re: Forex me dosron per depend na kren ......

          Forex business humri khud per depend krty hy agar hum is business mien hardworking ka sath work kry gy is mien ziyada sy ziyada time invest kry gy to humy is business mien ziyada sy ziyada profit hasil hoga agar hum is business mien mehnat ka sath work nahi kera gy hardworking nahi kry gy time investing nahi kry gy t;o humy is business mien koy be benefit hasil hoga.
          • #20 Collapse

            Re: Forex me dosron per depend na kren ......

            Forex trading mein Hamen dusron par depend nahin karna chahie Bal ke khud par depend Karen apni learning ko improve Karen jyadatar practice par focus Karenge tabhi Ham acche and access karke acchi trade kar sakenge aur achcha property bana sakenge Forex trading mein agar Ham jyadatar time denge Forex trading co to Hamen achcha fayda ho sakta hai Forex trading mein Hamen apni mistake ko white karna chahie jyadatar learning power focus karna chahie
            • #21 Collapse

              Re: Forex me dosron per depend na kren ......

              Ji Ham Sab Ko Khud kam karna chahie Aur Dil Laga kar kam karna chahie so yahan par kaam karne mein Hamara apna hi advantage Hai To Ham Sab Ko Forex join karna chahie ho sakta saaf karne ki koshish karne chahie Jo Banda Yahan per Apna proper kam Karyalay gavala Jau me Kamyab Hoga so isiliye Ham Sab Ko Yahan Per Dil Laga kar kam karna chahie Jo satisfaction Hasil karne ki koshish karne chahie
              • #22 Collapse

                Re: Forex me dosron per depend na kren ......

                har kam khud karna behter hai dusroo pqi depend karnai sai hum ko ye job bout psand aai hai so i think keun k hum is job ko gr beat k kr sktay hain so i think i like this job forex forum say hum bout kuch get krtay hain so i think forex forum say hum achi income and experience and knowledge get krtay hain. koi bhi kam krne se pahle knowledge ho os k bad experience ho tb ja kr ap successful trader bn sakte ho
                • #23 Collapse

                  Re: Forex me dosron per depend na kren ......

                  Forex main dusron par depend na Kiya Karen Forex trading for jawab karte hain to uski Ek mistakes ki vajah se aapka Bura account khatm ho sakta hai aur agar aap ISI Tarah depend Karte Rahe to aap kabhi bhi trader Nahin manenge aur aap ko kabhi bhi experience Nahin hoga
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex me dosron per depend na kren ......

                    Forex Mein Hamen dusron par depend nahin karna chahie apni mehnat per depend karna chahie acche knowledge and experience ke sath kam karna chahie jitni Jyada mehnat ke sath kam Karenge Itna Achcha fayda hasal kar sakte hain aur Kamyab ho sakte hain.
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex me dosron per depend na kren ......

                      Bhai aapko mere ko ek baat bataiye hai ki hai aap Kisi per bhi depend na Karen aap apne knowledge per nibandh Karen aapko Shuru Mein nuksan Hota he hai to aap apne experience se bahut kuch Hasil kar lenge aisa hi hota hai Sabse pahle Banda nuksan hi karta hai uske bad use Paida hi Paida Hota Hai Aap Pareshan na Hona aur na hi Pareshan hone se koi hal nikalta hai aapko chahie ki aap per School rahe hain aur Apna work Karen Kuchh Dinon Tak aap Kamyab trade abhi Ban Jaenge aur aapko Pak Forex ka bhi pata chal jaegau
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex me dosron per depend na kren ......

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Munda پيغام ديکھيے
                        Salam forex members ...g hum bat ker rhy hen trading me dosron per depend k bary me .yahan per hume khud per depend kerna ho ga agar aik trader jis ko trading ka kuch nhi pta or wo doosry successful traders ko dekhty hue trade kry ga tu yaqeenan us ka trade kabhi bhi profitable nhi ho ga q k wo dosron per depend kerta hai khud mehnat nhi kerta aksar dekha gia hai k esy traders lalach ki waja se loss ker bethty hen is leay hume forex me sirf apny oper depend kerna ho ga ta k kamyab trader ban saken .thanks
                        g bilkul forex mai duroo py depend hony ki bjye khud py depend ho jaw to behtar hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex me dosron per depend na kren ......

                          jee haan forex mein kabhi b dosroo py depend na karien apko mehnat ki zroorat hoti hai or maximum experience ki zroorat hoti hai. ap jitna demo per kam kerty hein apka expereince zada hota hai or ap achy trader ban jaty hein ager sekh Ker mahnta sy Kam kero gy Ap ny exprince sy Kam kr j kaymb Ho gy bus
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex me dosron per depend na kren ......

                            jee haan forex mein dosroo per depend na karien apna kaam khud mehnat sy karien business me bht mehnat karni hogi kyun k bgair mehnat k hm kabhi bhi is business me success hasil nahi kar sakty hain or nah hi is business me achi earning kar sakty haain aap acha profit make kartay ho aur aap is business mein easily success hasil kar saktay hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex me dosron per depend na kren ......

                              Ap ki baat theak hai k forex market mai kmyabi hasil krni hai ap ko depend nahi krn aur forex business mai achi planning krey aur market mai zada waqat dey. Jis sey ap forex market mai kamyabi hasil kr sakty ho. Aur market mai nuskan bhe nahi ho gy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex me dosron per depend na kren ......

                                Aapane infrax per kam karna hai to dusre Logon par depend na hun aap khud per kam Karen aapko hi experience Hoga starting main aapko Jarur nuksan Ho Sakta Hai Lekin Jhunjhunu aapka Spencer Jyada Hota Jaega aapko Kamyab hoti Jayegi aap pass wax aur interflex per apni madad aap kam Karen aur pass instaforex ka account hai uski madad se aap kafi Jyada experience Hasil kar sakte hain aapko ghabrane ki nahin hai aapko thodi bahut nuksan karne ke bad hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X