2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Yes I think there are some several reasons for market movement and other reasons are Economic Growth and Geo Politics and Interest Rates and Trade and Capital Flows so these are additional reasons that you are not mentioned .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      g han meri nazar or experiece k mutabiq 2 mean reason hain jin main marrket buhat ziada up and down jati hai in main fomac news hai or 2sri nfp news jub ye news ati hain tu market buhat fast ho jati hai
         
      :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
      • #93 Collapse

        i am agree to u you are right market mein up and down hota hy zyada tr jis country mein jo chal rha hy uska impact currency par parta hy isliye hame hr cheaz ki knowledge rakh kar kam karna chaye
        • #94 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
          Salam to all

          I am sharing some information of market movement or why it goes up or down. Ye sawal har trader ke mind main ata hai ke iss ki kya wajah hai. Market ki movement ki boaht si reasons hoti hain jis mein se main aap se 2 reasons share kar raha hon.

          1st reason of market movement is contracts or trading of two countries from each other. Jab aik country kisi doosri country se kuch buying karti hai to wo bohat bari amounts main hoti hain. Iss tarah jo country buy karti hai wo doosri country ko ussi country ki currency main payment karti hai. Lets say ke agar Europe kuch buying karta hai America se country level pe to wo America ko US Dollar main payment karay ga. iss tarah US$ up ho jaye ga aur Europe ka Euro down ho jaye ga.

          2nd reason of market movement is banks. Bank kisi bhi country main uss ki currency ko up aur down karnay main bohat important role play kartay hain. Aik andazay ke mutabik forex trading ki movement ki 50% wajah banks hain. Kisi bhi country ka Central bank monetary policy ko control karta hai aur foreign ka control ussi ka pass hota hai. Issi tarah jab bhi bank se related koi bhi news ati hai to market ke major up ya phir down ata hai.

          Please share on that thread if you have any other information related to trading market movement.
          Bhai, new traders k lye bohat achi information ap nay share ki hay, it will help them to understand that what are the matters fluctuate the market, may is may mazeed kuch add nahi karna chahta, warna complicated ho jaye ga.
          • #95 Collapse

            whao that great. its really a good information. i am new on forex aur ic tarha ki post se mjy kafi kuch pta chalta ja raha hai Forex k bary me. meri tamam senior se request hai k wo apny experience tamam members k sath share kiya krein Chahey wo achy hn ya bury. ic se kafi information barti hai.
            • #96 Collapse

              Jee ap nay jo btaya sahi hay currecies say rates main faraq currenciess ki demand ki waja say aata hay esi waja say market move karti rehti hay aur market kay esi movement ki waja say hum profit aur loss karty hay.
              • #97 Collapse

                dear pehly tu main ap ko bundle of thanks kahn gi q k ap ny aik zbrdast information hum ko di hai humein zror es ko read krna chahye or es knowldge sy mustafeed hona chahye
                • #98 Collapse

                  i am agreed with your reasons you are saying right except of these two reasons there are another reasons of marrketing up and down and as i am new so i dont know enough about it firstly investors they are main and second is selling and buying of different countries effect marketing
                  • #99 Collapse

                    ji ap ne bohat achi baat kahi hai lekin mere khayal mai hum ko world economy par bhi nazar dalni chaiye because yeh bhi currency k liye bohat important factor hota hai us ko up and downs karne k liye.
                    • #100 Collapse

                      g janab bilkul thek kaha ha app na kah 2 major reasons hote hain cureency exchange rate ki movement mn woh app ka import and export ka balance of trade ha and 2nd central bank of the country ha jo kah monetory policy sa us ko monitor krta ha is ka ilawa bhi GDP,NNP and GNP bhi kuch indicators hain.
                      • #101 Collapse

                        Main esky bary main sahi say nahi janta tha but aap nay jo btaya wo theak hay aur mujay bhi thora maloom ho gya keh market main movement kaisy aur kis waja say aati hay.
                        • #102 Collapse

                          yes this is right that tha main reason that first that the movement of the investor in the market and second one is the movement of the economy in the market and in the countary thats why these changes happened in the market
                          • #103 Collapse

                            sub se badi things jis ki waja se market up and down jati hain kisi bhi country ki jub koi monetry policy ye business ya economy news ka highimpact data ata hai then ous waqt market main buhat ziada movement ho jati hai
                             
                            :mad:No Greed No Emotional Follow Trend And Fundamentals Low Risk Trade With Technical Analysis!:mad:
                            • #104 Collapse

                              han ji ap ne forex trading market up aur down hone k jo do reason beyan kiye han woh bilkul sahi han.agr kisi b mulak man kisi kisam ka koi noksan hota hai to us se us ki forex trading ki market up ur down hoti hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                waalikumusalam bahi ji aap ki baten bilkul theek hain aap ka experience lagta bohat acha hy is liy aap ny hamin itni achi baaten or forex treadeing me share kar hamin bohat acha treader banany me madad dy sakti hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X