2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    fear main ap ki baat say agree karta hu yes merey khayal main bi dear reading market main up or down ho ki diono hi waja hai jis say ya up or down hoti hai dear
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      yeah jis currency ke keemat up honay ke twaqa ho. log woh buy karte hein aur uski keemat natural level se bhe uper chali jati hai aur usko natural level pur wapis anay mein kuch time lagta hai. issi tarah jo currency down jati hai, forex trader bhe us currency ko sell karte hein aur uski kadar natural level se bhe neechay ajati hai.
      • #63 Collapse

        Yes dear main aao ki bat say agree karta hun k aaap nay jo ya 2 reason batae han yahe two main waja han jis say market main ups and downs aati han, ya ak achi info han jo k hamay dosro say share karni chahiay.
        • #64 Collapse

          dost app nai bilkul teek kaha ha forex market ko up karnay main ye dono main reason hain aur in ki waja se jin country ki koi iss tara ki news hoti ha tu uss mulki ki currency kafi buy karti ha aur issi liya market up jati ha aur trader k
          • #65 Collapse

            I am agree with the nice information. The market movement depends on currency pairs and international banks most. we need to follow the news for making a good trading decision here in forex.
            • #66 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
              Salam to all

              I am sharing some information of market movement or why it goes up or down. Ye sawal har trader ke mind main ata hai ke iss ki kya wajah hai. Market ki movement ki boaht si reasons hoti hain jis mein se main aap se 2 reasons share kar raha hon.

              1st reason of market movement is contracts or trading of two countries from each other. Jab aik country kisi doosri country se kuch buying karti hai to wo bohat bari amounts main hoti hain. Iss tarah jo country buy karti hai wo doosri country ko ussi country ki currency main payment karti hai. Lets say ke agar Europe kuch buying karta hai America se country level pe to wo America ko US Dollar main payment karay ga. iss tarah US$ up ho jaye ga aur Europe ka Euro down ho jaye ga.

              2nd reason of market movement is banks. Bank kisi bhi country main uss ki currency ko up aur down karnay main bohat important role play kartay hain. Aik andazay ke mutabik forex trading ki movement ki 50% wajah banks hain. Kisi bhi country ka Central bank monetary policy ko control karta hai aur foreign ka control ussi ka pass hota hai. Issi tarah jab bhi bank se related koi bhi news ati hai to market ke major up ya phir down ata hai.

              Please share on that thread if you have any other information related to trading market movement.
              ap ny bohot acha knowledge diya hy hummko, mein apki shukar guzar hun, mujhy is bary mein koi pata nahi tha keun k ye mujhy forex taecher ny bhi nahi bataya or ap ny bata diya, aj mujhy pata chal gya hy k forum mein posting karny k bohot sy faidy hain and hum knwoledeg gain kar skaty hain.
              • #67 Collapse

                han ji ap ne bht hi achi information share ki hai aur main samjhta hoon ke is tarha ki information ko sahre hona chiya ta ke sab ko pata chal sakey ke market main up down kyoun aur kese hota hai ya kya jata hai aur market main up down hone ki aik waja ye bhi oh sakti hai ke jese USA main koi bht bara problem ho jata hai is se bhi
                 
                • #68 Collapse

                  dear forex trading market pore world me chaul rehi hay aur es business me market ki movement bohat zayada up and down hoti rehti hay es liye humain forex trading business me humesha learn kar kay trading karni chahiye.
                   
                  • #69 Collapse

                    salm to all, dosto app nay bilkul sahi kaha hay, assan lafzoon may ham economics demanf=d or supply theory ka ziria market may ups or down ko jan sakta hain ,jasa ager demnd ziada ho supply sa tp price up ho jati ha,or dosri soorat may down.
                    • #70 Collapse

                      bro ap ney bohat ache thread shuro ke hey aur ap ney khud bhe bohat ache information de hey is main kafi sarey traders ko in chezzon ka ni pta hota hey bus buy aur sell yahe zehn main hota hey lekin yeh ni pta hota keh hm ager sell ker rahey hain to hmarey pas hey kia jo hm seel ker rahey hian
                      • #71 Collapse

                        i agree with you market fluctuate with one currency buying with another currency selling it is fundamental point of forex trading mostly time market moves for some centeral bank statement and selling and buying trend of international market.
                        • #72 Collapse

                          bhai muj itna kuch to nai pata tha par ap ki is post ko par kar muj kabi knowledge mila ha bht sy log asy ho ga this ko market k bary ma itni information nai ho gi k market ku up or down itni hoti ha forex ki market ki market ko up or down karna ma ma be mjta ho bank ka bht he zayada role hota ho ga this ki waja sy forex ki market move karti ha.
                          • #73 Collapse

                            Base on me as a trader i will say that it is very good for you to trade in a very good way so that you will be able to control the trade from one level to the other and that is the sure way for you to make good profit
                            • #74 Collapse

                              gee mre bhai ap ne bilkul thk kaha ye he 2main reason hy js ke wjaa se market up aur down hoty hy me ap ke baato se hundred percent agree krta ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Yes, this two reason is the only fact of market movement. The first one is very important for us. Here the currency pairs move for the two countries relation and the second is also very important because the central banks of every country has a influence on trade and commerce.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X