2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #526 Collapse

    Assalaam o alaikum main iss thread se bilkul sehmat hoon aur shukar guzar hoon k unhon ne nahayat hi achi thread post ki trader sko chahiye k istarah k thread post karen taake kisi ko faida b ho aur hum jaise trader sko koi seekhne ko b mile forex trading mein iss post ko parhne k baad ilm mein azafa huwa hai forex trading mein.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #527 Collapse

      right brother..bohat informative artical ap nay lekha hai..really ye concept smjhny ki ashad zrort thi..azyada tr trader ko nahi pta hota..really boss ood work ..boaht acha lga aisi informative artical parhna...
      • #528 Collapse

        i do not know about this and i think Currency trading will be dangerous and quite a few traedrs definitely will generate losses, nonetheless I will be prepared to get the danger to get if We are among the 5% whom find yourself in gains.
        • #529 Collapse

          wasy to forex market ki price main jo difference hota hay kay background main kfi sari reason hoti hain lekin main 2 common reason share karta hon aik jis country ki currency ho is kay siasi halat and economy main agr ko changes hoti hay to is ka asar forex market per bhe parta hay
          • #530 Collapse

            Yes forex market isi 2 waja se market up or down hota he.Har trader ke dimag meh sawal ata he market kis waja se up or down hota he.so apke is thread se ham sabko samaj agaya ki market kis wajese up down hota he.
             
            • #531 Collapse

              actually i don't enjoy so much things in this forex trading market, because still i am learning about this forex trading market so whenever i have to do trades in it then i become in tension due to which i don't able to enjoy this business properly. but when i will become successful forex trader then i will enjoy it too.
              • #532 Collapse

                jab zyda sellers ho jate hain to market down ajati hai r phr ham sell lagate hain r jab zyda buters ho jate hain to market up chali jati hai to ham buy kar lete hain is main ye hi bat hai samjne ki k kab buy r kab sell karte hain........
                • #533 Collapse

                  ji bilkul sahi bat hai mein yehi kahun ga yeh reason hoty hain insan k loss mein jany k liey ....................!
                  • #534 Collapse

                    wahh ap ny to aj bht kam ki batain sikhaie hain mujhy yh poits itni tafseel mai perh k bht acha laga hai mujhy is k bary main itni info nai the jitni ap nay tafseel say bata di hai bht thank you btother
                    • #535 Collapse

                      Forex trading main arket kay ooper perney walay asrat main sub say pehlay dunnian main political hallat ka iss trading kay ooper ghera asar perta hay aur agar koe hadsa ho jay to bhe iss trading pay asar perta hay
                      • #536 Collapse

                        g bilkul ap ne buht hi achi thread post ki hai ap ki is thread se do batian saaf zahir hai k trading on country level and banking is most depend on movement of market laken ab ap next thread main humian yeh bata dian k humian kase pata chlaa ga bank ki news ka barry main
                        • #537 Collapse

                          ap nay bhot he ahm aur ahay reason btae hain yakeenan in ki waja say b market up aur down hoti hai lekin is lehaz say hume ye cheez samjhni ho ge aur business karna ho ga.
                          • #538 Collapse

                            bhai news bhi hoti hai or technical charts bhi hote hain in ke he waja se market me up or down hote hain in ke ilawa koi or reason nahi hota hai market ke up or down jane ka mere khayal se is jo reasons samjh jaye us ke lye forex easy ho jata hai .
                            • #539 Collapse

                              Dear market ki changing bhoth si reasion ki waja say ho sakti hain for example agar kisi country main flood ,tararisim ,monoply ,or zalzalon ki waja say market par effect hota ha bank or trading bhi reasion hain market main up and down hony ki waja
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #540 Collapse

                                walakum salam g aisa hota ho ga koon keh main new hon itna knowelge na ha khty hian kah market jb up down hoti ha to boht sari news aisi countries ki hoti hain jin ki waja sy market main up down hota ha

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X