2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #481 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
    Salam to all

    I am sharing some information of market movement or why it goes up or down. Ye sawal har trader ke mind main ata hai ke iss ki kya wajah hai. Market ki movement ki boaht si reasons hoti hain jis mein se main aap se 2 reasons share kar raha hon.

    1st reason of market movement is contracts or trading of two countries from each other. Jab aik country kisi doosri country se kuch buying karti hai to wo bohat bari amounts main hoti hain. Iss tarah jo country buy karti hai wo doosri country ko ussi country ki currency main payment karti hai. Lets say ke agar Europe kuch buying karta hai America se country level pe to wo America ko US Dollar main payment karay ga. iss tarah US$ up ho jaye ga aur Europe ka Euro down ho jaye ga.

    2nd reason of market movement is banks. Bank kisi bhi country main uss ki currency ko up aur down karnay main bohat important role play kartay hain. Aik andazay ke mutabik forex trading ki movement ki 50% wajah banks hain. Kisi bhi country ka Central bank monetary policy ko control karta hai aur foreign ka control ussi ka pass hota hai. Issi tarah jab bhi bank se related koi bhi news ati hai to market ke major up ya phir down ata hai.

    Please share on that thread if you have any other information related to trading market movement.
    mery khayal sy market us waqt up down hoti hy jab international market mein currency ka rate up down hota hy to usky mutabiq forex market mein bhi currency ki value up down hoti rehti hy is mein hum easily earning kar sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #482 Collapse

      forex market ko up karnay main ye dono main reason hain aur in ki waja se jin country ki koi iss tara ki news hoti ha tu uss mulki ki currency kafi buy karti ha aur issi liya market up jati
      • #483 Collapse

        Market jab move karti hay usi move main hum trade kar kay profit earn karty hay so humay market ko achy say analysis karna hota hay keh kahan say trade main enter ho kar hum acha profit earn kar sakty hay.
        • #484 Collapse

          I am new in forex i do not know about this and i think Currency trading will be serious and quite a few traders definitely give generate losses, nonetheless I module be braced to get the danger to get if We are among the 5% whom acquire yourself in gains.
          • #485 Collapse

            The thread initiator has rightly pointed out the two major causes of currency fluctuations. It is basically the game of demand and supply. When the demand increases, so the price of that currency increases even when the required currency is abundantly available. Case of the prices of goods is inversely proportional to their availability.
            • #486 Collapse

              han ji ap ne bht hi achi facts write about ki hai aur primary samjhta hoon ke can be tarha ki facts ko sahre hona chiya ta ke sab ko pata chal sakey ke marketplace primary up straight down kyoun aur kese hota hai ya kya jata hai aur marketplace primary up straight down hone ki aik waja ye bhi oh sakti hai ke jese STATES primary koi fish bht bara difficulty ho jata hai can be se bhi bht faraq parta hai foreign exchange ki marketplace ko.
              • #487 Collapse

                bhai jaan mai samjta hu apne bhot he acha ilam share kia hai and mai forex mai new member he hu maine haal he mai forex join kia hai is waja say mje is bare mai itna ilam nhe hai mai yaha per to daily basis per learning he kar raha hu mai samjta hu forex per trading karna humare liye itna asan nhe hota hai humay ache say study karni chaiye
                • #488 Collapse

                  A very valuable information you have shared ,i think another reason of market movement is the up and down of gold rates,it really affects the market
                  • #489 Collapse

                    main to0o ap =ki bat sy sgreee karta ho0o market main up down kyoun aur kese hota hai ya kya jata hai aur market main up down hone ki aik waja ye bhi oh sakti hai ke jese USA main koi bht bara problem ho jata hai is se bhi bht faraq parta hai forex ki market ko or iss thara ap ko0o trading karni hoti ha ...
                    • #490 Collapse

                      Main to pehlay kuch aur samjhta tha keh market demand ki waja say move karti hay but ap nay jo btaya us say meri confusion aur clear ho gai hay aur mujay pata lag gya keh forex market kaisay move karti hay.
                      • #491 Collapse

                        yes aapne bahut hi badiya information nikal ke diya hai ye information kafi logo ko pata nahi hota hai even mujhe bhi aaj tak pata nahi tha ki forex market akhir kyu movement dikhata hai mujhe lagata tha ki political reason ki wajah hi sirf hote hai par aisa nahi hota hai aur bhi bahut hi reason hota hai
                        • #492 Collapse

                          yes my dear bother ma ap ki bat sa agree kr ta ho k online ma best real work hy bother forex trading ga 2 wajah sa he bother market up and down ho ta hy bother to he best hy my dear bother forex trading ga work
                          • #493 Collapse

                            Jii ye bilkul sahi kaha hai ap ne. humy news ka bary main pata hna chaye kun ke jab nes release hoti hai humy phly se pata chal sakta hai ka market kis side ko movement kary gi iss se hum market ka trend ki prediction kar sakty hain.
                            • #494 Collapse

                              Achi information apney share ki hai jo k fundamental analysis main ati hai iskey sath sath technical analysis bhi bohat zaroori hoti hai jab ja k perfect trading hoti hai aur mein daily k samaghta hon k intraday ya scalping karna hi zyada behtre rehta hai short term main.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #495 Collapse

                                yes Dear bro you are right or app ny bohat achi information di han or is man koi doubt nai han exact market aisay hi movement krti han or up down hoti han.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X