2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    der aap k bhut shukria k aap ney muj sey sey yeh informtion shre ki mai b jaan gya huon ic k barey mai thank you soo much dear
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      gee bhai aap ne bilkul thek kahaa hy me aap ke baat se agree krtaa hoo ye he 2main reason hy jn ke wjaa se market up aur down hooty rehty hy forex forum busineess bohat acha businees hy me ebi forex ke baary me learning krtaa hoo me forex froum busineess koo like krtaa hoo
      • #153 Collapse

        G han dear bilkul sahe bat ha, aap ne bilkul sahe bataya ha, in 2non reasons say hamen boht he bara loss hota ha, quon k trading ke market always up and high hote rahte ha, on k lie hamen on men loss khana parta ha.
        • #154 Collapse

          ap se request karta hu ke thora detail me is ko post karen or sath me 1,2 examples bhi de den jis se samjhnay me asani ho jaye gi.easi buhat c reasons hein jis ki waja sy market up and down hoti hein, or is sy sab trader business karty hein jesy agar ek country dosry country sy business karty hy.
          • #155 Collapse

            wo konsi 2 reasons hai mujhe is k baray mei kuch bi information nai hai mere bhai forex trade k business mei abi mera pehla qadam hai aur mazeed is k baray mei jan nay ki try kar raha ho
            • #156 Collapse

              yes you say right my brother I agree with you, dost app nai bilkul teek kaha ha forex market ko up karnay main ye dono main reason hain aur in ki waja se jin country ki koi iss tara ki news hoti ha tu uss mulki ki currency kafi buy karti ha aur issi liya market up jati ha aur trader ko achay chance miltay hain.
              • #157 Collapse

                maray khayal main market kay up or down honay kay do bunyaki wajha hain iak to ya ha . k market main ko e buri khabar gardish kar rahe hoti ha l or dosara ya ka traders ka ka rojhan is taraf ziyada ya kam hota ha.
                • #158 Collapse

                  han ji ap ne bht hi achi information share ki hai aur main samjhta hoon ke is tarha ki information ko sahre hona chiya ta ke sab ko pata chal sakey ke market main up down kyoun aur kese hota hai ya kya jata hai aur market main up down hone ki aik waja ye bhi oh sakti hai ke jese USA main koi bht bara problem ho jata hai is se bhi bht faraq parta hai forex ki market ko
                   
                  • #159 Collapse

                    Main forex business main new hon or mujhy in baton ka nahi pata tha kay market main movements qun ati hain. Ap kay in 2 points nay sab clear kar dia hai. Ainda main in 2 points ko bhi judge karon gi kay wakai mian inka kuch impact hota hai kay nahi. banks ka mujhy kuch kuch andaza tha lekin country ki jo apas mian sell and buying hoti hai oska nahi pata tha. thanks for the information
                     
                    • #160 Collapse

                      Dear traders maray khayal main is forum say traders ko bonus milta ha.is say trading apney tradig jarey rahtay hain. or agar on ko loss ho jaya to wo trading chor datay hain. or agar on ko profit hasil ho to wo apnay account ko barhatay rahtay hain .
                      • #161 Collapse

                        es ap ney sahi hain miles bhai main b yahi khaunga k jab tak hum kesi cheez ka planing nahi banaty hai hum uss main kamyab nahi ban sakty kyun k har feild k liye plan banana lazmi hain ..aur agar hum planing nahi karty toh kamyab nhi ban sakty khabi b ..
                        • #162 Collapse

                          agar hamain loss say bachna ha too behter haa kay hum ziada say ziada practice karein or ziada se ziada learning karein ta kay hamain insta forex meinloss ki tenshion hi na rahayor profit hasil karein or practice lazmi krein.
                          • #163 Collapse

                            I am sharing some information of market movement or why it goes up or down. Ye sawal har trader ke mind main ata hai ke iss ki kya wajah hai. Market ki movement ki boaht si reasons hoti hain jis mein se main aap se 2 reasons share kar raha hon.

                            1st reason of market movement is contracts or trading of two countries from each other. Jab aik country kisi doosri country se kuch buying karti hai to wo bohat bari amounts main hoti hain. Iss tarah jo country buy karti hai wo doosri country ko ussi country ki currency main payment karti hai. Lets say ke agar Europe kuch buying karta hai America se country level pe to wo America ko US Dollar main payment karay ga. iss tarah US$ up ho jaye ga aur Europe ka Euro down ho jaye ga.

                            2nd reason of market movement is banks. Bank kisi bhi country main uss ki currency ko up aur down karnay main bohat important role play kartay hain. Aik andazay ke mutabik forex trading ki movement ki 50% wajah banks hain. Kisi bhi country ka Central bank monetary policy ko control karta hai aur foreign ka control ussi ka pass hota hai. Issi tarah jab bhi bank se related koi bhi news ati hai to market ke major up ya phir down ata hai.

                            Please share on that thre
                            • #164 Collapse

                              dear main forex sa 100% mutmain hon kiyon ya hamen hr trade pr hamen jo profit hota ha wo hamen zror deta ha or agr loss hota ha to wo bi hamen btata ha or forum sa bo main 100% mutmain hon ya bi hamen bonus hr month k bad deta ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                Gee forex aik online business hay na yah game hay aur na hee yah gambling hay yah aik online business hay jis main hum currency ,Gold aur silver wagera koo sell ya buy kerty hain aur phir us say profit hasil kerty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X