Asalam.O.Alaikum dear forex members! umeed karta hon k ap sab khairyat se hon gy. mein aj ap se yeh pochna chahta hon k forex mein hum acha kam karne k liye kis traha apne time table ko set kar sakty hain. kiun k jab tak hum time table nahi banayen gy yahan par kam karna mushkil hoga to mein yeh chahta hon k ap sab apni apni raye dein taky juniors bhi os time table py amal kar k apna kam kar saken. Shukaria
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим