Proper direction ki zaroorat hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #931 Collapse

    well yes you are right hume is kaam main proper direct5ion ki zarorat hotee hai aik proper strategy bnanee partee hai aur phir ius ko follow karna hota hai is kaam main planing ki bohot zarrat hoti hai aur apne emotions ko control kar k khoob patience k sath jkaam ko continue karna parta hia
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #932 Collapse

      humain is main agr success hasil karni hay to humain is main sai directiion ki zarort hhay humain is main maloom hona chahiye kay hum nay trading kasiy karni hay or humain is main kon kon say tools help karain gain ye boht zarori hay
      • #933 Collapse

        jnab humain trading main agr success hasil karni hay to humain is main learning karny kmi zarort hay humain trading main onlinr tutorials say kafi achi help hasil ho sakti hay humain tradng main guid ki boht zarort hoti hay nai to loss ho ga
        • #934 Collapse

          apko apnay apko set karnay kay liay aik achi direction ki zarorat hai apko achi earning ko panay kay liay achi mehat ko karnay ki zarorat hai achay aur kamiyab plan ko karnay ki zarorat hai
          • #935 Collapse

            jnab hum jab trading karty hain to humain is main proper direction ki zarort hay huamin trading main leanring karnni ho gi ta kay huamin trading main loss km ho saky r humain trading main information hasil karni ho gi
            • #936 Collapse

              jnab humain agr tradinng main success hasil karni hay to huamin si main leanring kar kay kam karna ho ga ta kay huamin trading main loss km ho saky humain is main proper direction ki zarort hay kay humain kia kia is main karna hay
              • #937 Collapse

                proper direction na ho to mind sahi se kaam nahi kar pata hai aap ka is business me is lye proper direction bohat zaruri hoti hai us ke sath sath market ki future ki prediction karni bhi aap ko seekhni chahiye takey zada se zada aap behtar kama saken .
                • #938 Collapse

                  sahi baat ha forex me kabhi bhi tukka bazi nai chlti ha so meere khyaal se hume chaiye k hamesha hamesha proper planning karen and then trade kare to hum kafii agey ki taraf nikal sakte hen and bhtt zada profit banasakte hen warna nai
                  • #939 Collapse

                    jnab humain trading main agr success hasil karni hay to humain is main proper direction ki zarort hay huamin trading main agr maloomat ho gi to humain is main kbhi loss ni ho ga humain is main practice kar kay kam karna ho ga
                    • #940 Collapse

                      han dear direction ka pta hona bahut must hai phir ap success ho sakty hain ye aik acha buines hai si ko bahut ys loog kr rahy hain ye aik big buines shais i ko koi bhi krmlsta hai ye aik real karobaar hai
                         
                      • #941 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: miles پيغام ديکھيے
                        Well, whenever we start doing any work, we should always have to get proper direction to start that work proeprly.

                        Forex trading, k liye proper direction ka honaa bohat hee zyada zaruri hay, ager aap proper direction maay safar nahee ker rhey hen tou yakeen janyee, aap ka wakt zaya hoskta hay, Forex trading ko kernay k liye dierction kiaa honi chhaye?

                        1. Well, subb say pehlay tou yeh khayal apnay zehen sayy nikal den kay is field maay aap kisi kisamm kaa tuuk-kaa lga ker ya bagherrr seekhay ker lengay, esaa bilkul bhee nahee hay.

                        2. Proper direction mayy safar kren means kaay sirf knowledge hee woh rassta hay jis per chaal ker aap aik successful trader bun sktey hen, yeh subb kehnay ki baten nahee hen, ager aap without knowledge apna safar shuru kertay hen tou aap kisi bhee wkt usay khatam kerna chhaen gaay nakami ki soorat may.

                        Lekin ager aap proper direction mayy safar kertay hen tou zarur aik din apni manzil pa len gaay!

                        So, zarurat hay sahee direction ki, zyada say zyada knowledge get kernay ki koshish karen.

                        Kindly topic sayy related hee reply karen.

                        From the original desk of miles ...
                        yes my dear brother aap ne aik behtreen information share ki hai aur hamein forex online trading mein sab se ziyada zarurat hi forex ka knowledge hasil karne ki hoti hai kiun k ham jitna ziyada knowldge hasil kareingy utni ziyada earning kareingy aur loss se bhi bachty rahengy
                        • #942 Collapse

                          humain trading main agr kam karna hay to humai nis main full focus say kam karna ho ga is main humain maloom ho ga humain si main direction malooom ho gi to huamin trading main kam karnay main asni hogi or huamin loss km ho ga
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #943 Collapse

                            proper direction ki madad se he ham forex ki market me kamyabi hasil kar sakte hain aap ki knowledge jitni ziada barhe gi forex utni he asan hone lage gi aap ke lye is lye jitna possible ho aap se utna ziada waqt den market ko or isay learn karen .
                            • #944 Collapse

                              apki baat theak hay agar hum forex trading main new hay to humay esmain kamyab honay kay liey theak direction ki need hoti hay aur agar hum kisi achy trader say eskay bary main seekhy gay to bohat achi earning kar sakty hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #945 Collapse

                                jee apki baat theak hay agar hum new hay forex trading main to humay proper directon ki need hoti hay so eskay liey humay forex trading ko theak say learn karna chahiey tabhi humay eska sahi say run karna pata chalta hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X