Proper direction ki zaroorat hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #226 Collapse

    Yes i totally agree with you a little learning is a dngerous tihng. It is not only dangerous in forex tradingb usiness byt also in every aspectso f our life. To succeed in anything we heed to have proper knowledge about thst topic.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #227 Collapse

      mujhy ap k thread ki sahi smjh ni i k ap proper direction kis cheez ko keh rahy ho lekin jahan tak mera andaza hy ap proper direction ici ko keh rahy ho k success karny ki direction mean forex trading me jin cheezon sy success hoti hy un cheezon ko apnana chahiay sab sy pehly learning practicing analysis ya tamam learning k hi hissy hain success karny k liay ham ko learning phir experience hasil karna, market ko smjhny me expert hona chahiay
      • #228 Collapse

        ap nay thek kaha bhai , lakin ap nay to luck k factor ko totally hi ignor kar dia is main luck b count karta hay our is bat main b k ap ko mforex ki kitni jaldi samaj ati hay kyun k bohat logon ko is main sal hoty ja rahay lakin samaj nai ati
        • #229 Collapse

          yes you say right my brother and i agree with you because proper direction ki zaroorat hoti hai or proper knowledge ki bhi zaroorat hoti hai is business ke liye jab hi aap is busienss me kamyaab hote ho yeh aisa busienss jo ek dafa samjh me ajaye uske baad bus aap earn kartey rehtey ho. thanks for share with us.
          • #230 Collapse

            app ko forex main kam karne ke liye itni hard working karna ho ge ke app ko pata ho ke is main kam ko karne ke liye app ko planning karna ho ge aur app ki planning hi app ko koi na koi strategy pata chal jye ga ke app ko is main kam karne ke liye app ko is main koi na koi simat main trade karne ko mile ge .
            • #231 Collapse

              janab ap ny sahi kaha k successful hony kliye proper direcion ky zarorat hohy hai proper direction depend karthy hai ap ky proper planning par k ap ak acha planning kary.
              • #232 Collapse

                g bhai proper palninig k sath ager kam karo gy to kabhi bhi mayoos nhi hogy or loss bhi nhi hoga kabhi bhi hamesha trade open karne se phly market k trend ko shi trha janch laina chahiye
                • #233 Collapse

                  proper direksan hota ha masil ma izahafa ho jata hamasil ma izhafa ho jata haction ko apnana zarori ha agar ghalt diuksan ka samana karna parta ha to ya theak nahi ha
                  • #234 Collapse

                    Assalam o alikum ji janab baat ye hay kay forex trading main aap ko proper direction ki zaroorat hoti aur har business main proper direction ki and proper knowledge ki zarorat hoti hay tab aap kamyab ho saktay hain
                    • #235 Collapse

                      ap ki baat ki bikul theek ha main ap se mukmil agree hn.admi jis field main jay tu phely apni driction theek kar lay agar ap ki dirction theek ho kamyabi ap ka muqdar ban jati ha.
                      • #236 Collapse

                        assalam u alikum dekhain dost proper direction ki zaroorat to hoti hai is main knowledge ki bhi zaroorat hotai hai forex ko main nhi samjhta k aik ar sekhlia jasakta hai is main roz sekhta hai insaan roz alag planing karni chaye
                        • #237 Collapse

                          g haan bhai apney sahi kaha k trading mein right way of trading k liye apko right direction ki zarorat hai k or yeah apko is tarhan hi mil sakti hai k ap forex k bare mien learning karte rahe practice karte rahe
                           
                          • #238 Collapse

                            Asalam O Allikum g haan bhai apney sahi kaha k trading mein right way of trading k liye apko right direction ki zarorat hai k or yeah apko is tarhan hi mil sakti hai k ap forex k bare mien learning karte rahe practice karte rahe happy trading everyone
                             
                            • #239 Collapse

                              Forex trading is a best source of earning because there is no concept of luck. If a trader have ability to make plans and decisions then he can earn more money from the Forex trading. Forex carries similar risk to that of other trading platform. In comparison to gold and oil trading it has more risk.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #240 Collapse

                                g han bhai aap my buhat achi informaytion di he hamen age apni direction apni manzilka hi nahi pta hoga to kahan pe stop kren gy or kahan se start len gy iss lie hamen pehly aik achi planning kerni chahiye jiss men hamen pta ho k ham ye kaam ker k apna maqsad apni manzil hasil ker skty hen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X