Double mind hokar trading na Karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Double mind hokar trading na Karen
    Dear member aksar aisa Ho jata hai ki jab market ki movement hamare against chali jaati hai to Ham doublemint Ho jaate Hain usse hamen bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye hamen chahie ki double mind Ho karna kam Karen banke Apne acche experience aur knowledge ko use karte hue Hi agar Ham acche analysis ke hisab kam karenge to hamen isase achcha prophet hasil kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Double mind hokar trading na Karen

    Forex Trading me humen positive ho kar aur clear trading karni chaheye kabhi bhi do value me nahi phansna chaheye. Positive ho kar kaam karn ahamrn bhi acha faida deti hai. Forex trading me Double mind hokar trading na Karen is se hamare apne ap pe se bharosa khatam hota hai, Forex Trading bohut wasee network bhi aur bohut hi ziada riski karonar bhi. Is waja se hamen bohut muhtat tareeqay se aur positive trading karni parti hai aur har step pe bara khayal rakhna parta hai. Positive pairs me analysis k dowran khub koshash karen k kahi ghalti naho. Lekin agar us soorat me hamen nuqsan ho bhi jaye to us ko positive lena chaheye na k ghusa karke jazbaat beqaboo ho kar aur nuqsan kar jaye. To positive trading hamari koshash honi chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Double mind hokar trading na Karen

      Hamen doublemint hokar Kam Nahin Karna chahie Kyunki Is Tarah Hamen nuksan ho jaega Hamen market ki movement ko Samajh Kar market Mein kam karna chahie ya business Pakistan mein bahut AC se mashur ho raha hai Ham ismein posting aur Market Mein trading Karke Paisa Kama sakte hain ya Ek Aisa business Hai Jo Kabhi khatm Nahin hoga
      • #4 Collapse

        Re: Double mind hokar trading na Karen

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Tallah پيغام ديکھيے
        Dear member aksar aisa Ho jata hai ki jab market ki movement hamare against chali jaati hai to Ham doublemint Ho jaate Hain usse hamen bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye hamen chahie ki double mind Ho karna kam Karen banke Apne acche experience aur knowledge ko use karte hue Hi agar Ham acche analysis ke hisab kam karenge to hamen isase achcha prophet hasil kar sakte hain
        Salam dear members 💘gemba aapane bilkul sahi kaha hai hamen kabhi bhi double mind hokar trading nahin karni chahie hamesha jab bhi trading Karen soch samajhkar planning karke hi trading karni chahie trading mein Koi log kam hote Hain Jo fresh mind hokar trading karte hain aur planning se trading karte hain double minded wale kabhi bhi apne business mein aur nitrating mein kam hote hain isliye aapko chahie ki kabhi bhi double minded na hun aur fresh mind Rahe tab bhi aap ismein kamyabi hasil kar sakte hain....
        • #5 Collapse

          Re: Double mind hokar trading na Karen

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Tallah پيغام ديکھيے
          Dear member aksar aisa Ho jata hai ki jab market ki movement hamare against chali jaati hai to Ham doublemint Ho jaate Hain usse hamen bahut jyada nuksan ho sakta hai isliye hamen chahie ki double mind Ho karna kam Karen banke Apne acche experience aur knowledge ko use karte hue Hi agar Ham acche analysis ke hisab kam karenge to hamen isase achcha prophet hasil kar sakte hain

          Ji han bilkul dear aapane theek kaha hai hi ke Agar market ki movement Hamare against Chali Jaati Hai Hai To fir Ham doublemint Ho Jaate Hain ke kya kiya jaaye Hamen ine Tamam halat mein main aaram se Soch Samajh Kar kam karna chahie Apne experience aur knowledge ki help Lekar Hamen Faisla karna chahie doublemint hokar Agar Ham kam Karenge To yakin Ham loss kar baithenge.
          • #6 Collapse

            Re: Double mind hokar trading na Karen

            Hum jab bhi trading karain tu hum ko apne analysis par yaaqeen hona cahaiye aur analysis kay mutabik apne mind ko fresh kar kay trading karni cahaiye aur trading mein kabhi bhi double mind nahin hona cahaiye kiok jab trade open kartay han tu market ki movement up down hoti hai hum ko sabar se trading karni cahaiye aur analysis kay mutabik trading karain gey tu hi forex market se Achi earning kar saktay han
            • #7 Collapse

              Re: Double mind hokar trading na Karen

              Asalam-u-alikum dear group members Hamen double Mind hokar trade Nahin Karni chahie bol ke pure focus ke sath aur Market ko analysis karte hue Uske bad hi trade Karni chahie market analysis Hamen double mind hone se bachati hai.
              • #8 Collapse

                Re: Double mind hokar trading na Karen

                my loca ji han dear aapki baat bilkul sahi hai Forex trading Mein Kabhi Bhi Badal mind hokar trading Nahin Karni chahie Kyunki Jab Bhi aap double minded hokar trading Karte Hain To aapki trading kabhi bhi successful Nahin Hoti isliye aapko chahie ki Jab Bhi aap apni Koi trade open karne ja ja rahe ho to aap ko Apne mind ko aur Kishan ki confusion se Azad kar lena chahie aur koi bhi stress Dil Mein Nahin Rakhna chahie Kyunki Jab of stressful hokar trading karte hain Yad aapka man bahut si jagah per divert hota hai to aap apna to market ko acchi tarike se analyse kar sakte hain aur na hi apni trade ko profit ki taraf Lekar Ja sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Double mind hokar trading na Karen

                  Double mind hokar trade karne ka matlab hai ek bahut badi mistake jiska aapko sirf nuksan ho sakte hain Koi profit nahin agar aap isase bechna chahte Hain to aapko chahie ki aap trading use waqt Karen jab aap fresh mind hun aur aap per Koi emotional dabao Na Ho. Trade mein loss hota dekhkar fore taur per react na Karen balki patient se kam Le Jo log patience ko chhod dete Hain vah kabhi bhi successful nahin Ho paate.agar Ham by mistake train laga dete Hain to koshish karen aap usko jald se jald end karne ki koshish karen aur apni is galti ko hamesha ke liye dur Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Double mind hokar trading na Karen

                    Forex per trading krtay huay Hamen double mind bilkul Bhi Nahi Hona chahie Kyunki Jab Ham double mind hokar kam Karenge To Ham confuse ho Jaenge Aur Is Tarah Ham mistake kar jaenge aur Hamen loss hoga isliye trading karte waqt Hamen fresh mind aur active mind Hona chahie hamare pass knowledge Hona chahie Jis ko istemal karte hue Ham apni trade open Karen aur Hamari trade Hamen profit De isliye kabhi bhi trading karte waqt confuse Na Ho Bal ke confidence ke sath apni abilities per believe Katate Hue apni trading Karen Taki aapka confidence built bhi ho aur aapka profit bhi ho aur aapko acchi earning Ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Double mind hokar trading na Karen

                      Double mind ho kr trading krne sy faida ki bajae nuqsan hasil ho ga es liye aram sy relax ho k trading krin ta k bd me ap ka wqt b zaya na ho r ap ko nuqsan b ja uthana paray
                      • #12 Collapse

                        Re: Double mind hokar trading na Karen

                        forex ko fresh ho kr krein aur double mind se bach jain ta k ap ko loss na ho aur ap achi trade leane k liye khud ko bahut fresh rakhein aur jld bazi se bach k trade krein aur lalach se bach k trading krein ta k ap ziyadaa loss na kr lein jo llog double mind se trading krty hain wo success nahi ho sakty hain ye aik risky kaam hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Double mind hokar trading na Karen

                          Ji Ham Sabko apni mehnat ke sath Apna Kam karna chahie Jo Banda Apna Kam Apne time par Nahin Karega vah loss Mein Chala Jayega so isiliye Ham Sabko Dil Laga kar Apna Kam karna chahie because Dil Laga kar kam karne mein Ham sabka advantage hai so Ham Sab Ko Apna Kam Apne proper time par karna chahie ISI se Hamen kamyabi Hasil Hogi aur kisi se Ham future ke andar bheekh Kamyab Honge
                          • #14 Collapse

                            Re: Double mind hokar trading na Karen

                            Ji han friend aapane bilkul theek kaha hai ki double mind hokar trading trading na Karen trading Jab Bhi Kare Jab aapka mind fresh ho aur aap profit ki taraf aapka mind bilkul mat Jaaye aap Kyunki aapka profit bhi ho sakta hai aur loss bhi ho sakta hai ine donon ke 50-50 chance Hote Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Double mind hokar trading na Karen

                              ji han bilkul hamen double mind hokar trade nahin karni chahie palke freshman tension free hokar trade lagani chahie tabhi Ham ismein acchi tarah Se earning Hasil kar sakte hain hamen jyada Se jyada mehnat karni chahie aur Dil laga kar kam karna chahie tabhi Ham ismein acchi tarah Se successful ho sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X