Kia sirf NEWS per hee trading kerni chhahye? (With answer)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    jee nae merre bhaii app ko newss too exacyly matlb porri porri information to providde nae kartti idss laee app koo chahee ka app news ki tradde karrne se parheez karre app ko sirf news ki trade parr depend ni karrna chahe
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      i think it is depend on your strategy if you think that you must trade on the news then that is not the wrong you can do the trade on the news only but i think the new users should avoid to trade in the news time because i think they can loss the money in this way
         
      • #138 Collapse

        yaar app thek kah rhe ho sirf news dekh kr to trading nhi hote magar mein jo bolta hn woh yeh ha kah news ka zarye humein pata chalta ha kah economy mein kiya change ane wala ha, news ka ilawa economic indicators hote hain jin pr app work krte ho and news ka politcal reasons ki waja sa bhi currency shift kr skte ha.
        • #139 Collapse

          actually news important hai because is news se hi market hi halat change hti hai or market profit ya loss me jati hai so sab se pehel news daikha karen and then trade lagana chahei .......
          • #140 Collapse

            news pe trading se aviod karna chaiya kyun kay aksar iss main kafi trader ka buhaat zaida loss hota ha or kabhi kabhi traders is may profitb earn karte hai ... so is ki kuch sai confrimation tw nai hosakti h ....
            • #141 Collapse

              Its true k news ko analysis kerna kafi difficult kaam hai aur yeh sirf economist he ker saktay hain jin ke different countries ke economy per gehri nazer ho aik aam trader k leye yeh kafi difficult hota hai lekin iss k saath saath main yeh b kehna chahon ga k humein news ko ignore b nehi kerna chahye kyon k inn se humein kuch na kuch had tak analysis kernay mein help zoor milti hai.
              • #142 Collapse

                the news in trading its good step dear but i want tell you something in forex if you trade in news time
                sure you gonna lose and its of trying in every once i do so don`t do this
                • #143 Collapse

                  Meray khayal main forex trading main humain news ko deek kar aur market ki ups and downs ko deek kaar trading karni chahia aur yeh bat tek hai keh humain news say bahoot help mil sakti hai
                  • #144 Collapse

                    mery khayal say news pr he trade karni chahye q k us time ap k pas perfect signals hoty hain or ap boht he short time main zada bra profit gain kr sakty ho agr news pr trading ka fun aa jay to ap ko ksi bhe trade main loss nhi ho sakta es k leay ap ko phly demo pr practice kr k dekhni chahye
                    • #145 Collapse

                      I think 30% to 40% news per trade hoti hai baki internationally jo changes ati hai govt k apas k discussionsy aur decisions sy tu unsy trade main hal chal mach jati hai aur is tarha trading main ya tu tezi ati hai ya phr maandi hoti hai, jissay trader per asar parta hai k wo loss or profit dono main sy koi kr jata hai.islye neews dependnt hona theek nhe.
                      • #146 Collapse

                        main tu ya samjta ho k news per trading karna save hai agar hum news per trading karta hai tu hum ko profit he hoti hai kyun k forex k business world k circumstance per depend karta hai aur iss liya news jab bhi ati hai tu wo market per bhut effect karti hai.
                         
                        • #147 Collapse

                          forex trading main agar app log chaho tu is main app news par be trading kar sakty ho or is app logo ko forex trading main ek big profit be ho saktha hain . kiyoo forex trading main jhabe be kisi be pair k bary main news atee hain tu forex trading main bohat he ziyda pair main movement ah jate hain jiss si app log forex main ek acha profit earn kar sakty ho
                             
                          • #148 Collapse

                            forex trading me just news ki base pe trade krna bohat hi risky ha g ak trader ko just news ki base pe trade anahi krni chahye balke use y news k saath saath technical analysis ko b dekhna ho ga g bnahi to forex me loss ho skta ha g
                            • #149 Collapse

                              news par profit bhe bhot he zayada hota ha aur loss bhe bhot zayada hota ha is leay har ak news py kam ni karta magar bhot sary log han jo news par he kam karty han aur bhot sara profit hasal karty han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                point ki baat ki hai K Sirf news Analysis kar k trading nahin tukaa lagaya jataa hai..ye theek baat hai Kisi Bhi highimpact news K baad market main movement tou zaroor hoti hai laikin har high impact news par Market main utni Movement nahin hoti sirf hype Create hui hoti hai...laikin bari heavy Economic releases par nazaar Zaroor rakhni Chahiyee... like FOMC,NFP,eek baar Mujhe NFP Ki waja Say kafi Big loss bhi huaa Thaa tab mera bilkul trading main Start thaa...baz ouqaat Aisa bhi hotaa hai k news ka high impact hota hai magar market par us ka Asar Foran nahin partaa Kuch Dair K baad Shoro hotaa hai jaisay Aaj bhi USD ki 3 high impact news ayi Thi Teno he possitive thi magar market par koi khas asar nahin paraa... khair main Samajhtaa hon k technical Analysis Sab Sy best hai Wo bhi Sirf Support or Ressistance,Chart patren or Sirf 1 indicator.
                                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X