Kia sirf NEWS per hee trading kerni chhahye? (With answer)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    ni bhai jo new log hai matalb k abhi jo forex main aye hain wo bilkul bhi trading na karey news par kio k unha ni pata k news par kis tarha market move hoti hain aur inha kia karna chahiye aur kia ni karna chahiye yeh ni jantey aur forex ak achi cheez hain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      jee hai ap ko zayda ter trading news tarding per he kerni chiye khoe ky forex ky bsuiness main loss kam hota hai ager ap news arding sy work kero tu aur profit zayda hota hai khoe ky news ke waja sy market move kerti hai
       
      • #108 Collapse

        Ap agar news trading like karty hein to news pe bhi trading kar sakty hein, news pe trading kay liye audusd, gbpusd best pair hein agar ap news k time high risk bhi letay hein to ap easily few pips catch kar sakty hein or easily profit bhi bna sakty hein.
         
        • #109 Collapse

          je nahi ye baat tu hai k news se ap acha earn kama saktay hain aur maharian se jo information hoti hai us se kafi faeda ho sakay ga thankful for question
           
          • #110 Collapse

            yes dear hammy news ko study kar kay trading start karni chahiye kiyu kay news say hammy bohaty acha knowledge hasil ho jata hy hammy es baat ka pta chal jata hy kay market ki movement kiya hy jis say ham achi trade kar sakty hain lakin hammy sab say ziada apny knowledge and experience per depend rehna chahiye.
            • #111 Collapse

              I think we should follow the trading news but also need to use our mind for doing the successful trading that our best knowledge and experience will also perform the best, so news and trading knowledge both are best for the success.
              • #112 Collapse

                dear bat to ap ne chi ki hai mai ap ki ais bat se agree karta hou kyn kai ais mai ap ko kafi faida hota hia zaida tar news thik hi hoti hai
                • #113 Collapse

                  news per ham totaly depend nahi ker sekty hain kion k is se hamain market ko pori information nahi milti hai is ley hamain is ko analysing k ley use kerna bettter ho ga jis se hamain trading ker men easy hota hai or ham profit kama sekty hain.
                     
                  • #114 Collapse

                    Jee, aap nay theek kaha k koi professional trader NEWS trading na he suggest kerty hen or na her khud kerty hen.
                    اصل پيغام ارسال کردہ از: jamil پيغام ديکھيے
                    dear aap ne bilkul 100 percent baat theek ki ha k news ki trading me koi reality nahi ha ye to chaance ha . koi bi professional trader aesa nai kerta . news ka chance laina chahiuay lakin sirf news trading per hi depend naio kerna chaahiay
                     
                    • #115 Collapse

                      buhat acha sawal par bhai aisa nahi ke ek acha trader sirf news par hi trading kare balke acha trader woh hai jo apne expirence ko bhi use kare uski badalot bhi trading kare tu wohi acha trader hai jo news par bhi goir o fikar kar ke kam ko anjam de.
                      • #116 Collapse

                        mera khayal sy tu hai qk news say he market move kr rahie hoti hai r yaha waha ho rahie hoti hai agr ap news say he chalty hain na tu ap achi earning kr sakty hain
                        • #117 Collapse

                          i think yeh zaroor nahin he keh hamen always news par hi trading karni chahiey but agar hum news trade kartey hain to is sey achi bat aur koi nahin hoti hey aur news trading bohot hi ziada important aur bohot hi ziada strong hoti hey.
                           
                          • #118 Collapse

                            dear sir agar ap news par trading karna chahte hen to theak hai is me koi masla nhe hai or wese bhii trading ho sakti hai news k baghair news se humen faida bhi hai or nuqsan bhi hai q k news k waqt market boht oper niche hoti hai or is me kabi humen fiada hota hai or kabi nuqsan bhi q k kabi market oposite bhi chali jati hai...
                            • #119 Collapse

                              main to yeh kahun ga kay apki knowledge to achi hi hai magar is bat ka jawab yeh hai kay agar aap sirf news kay chakkar main lag jaen gay to ap real trader kaise khelaen gay asal trader to woh hai jo har hallat main trade kare
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                jee belkul news bhe kaam ke hai lakin news se he ap sahi way ke tarif ja saktey hai ..news se ap ko andaza lag sakta hai ko kon sa pair agey jaye ga us per ap trading karo gey..to faida he hai ap ko is leye ap news se bohat kuch earning kr saktey hai...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X