Kia sirf NEWS per hee trading kerni chhahye? (With answer)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    dear hamay sirf news par hi trading nahi karni chahiye kue k us waqat markit kahi be movement kar skati hai or kam balance main to news par impact kiya hi nai ja sakta kue k forex main apko news k illawa apne mind se be suggest karna chahiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      my dear humein just news hi follow nai karni chahiye balkey humein apni statrgey aur analysis aur fandamental news aur in sab cheezon ko bhi follow karna chahiye aur baqi app ki baat se bhi main bohat agree hoon
      • #63 Collapse

        My dear Sir you are right ap ne bht achi information the hy huma mj nhi pata tha is k bara ma ab clear ho gaya hy ap ki suggution se or ma next time kahyal rako ga in batn ka or apni trade theek se lagwn ga i hope ma is ma kamyab hone ki koshs karwn ga
        • #64 Collapse

          trading kerny k liay market ko observe kerny k liay or ups and downs of the market ko achi terha sy analysis kerny k liay news ko must analysis kerny k baad he trading kerni chaiye trading ko kamyaab kerny k liay news bht aham kerdar ada kerti ha
             
          • #65 Collapse

            Yes bro, i agree with u that news par trading karni chahiay butt hamay news par depand nhe karna chahiay kyun k ya sirf ak chance hota han jis say hamay loss be ho sakta han.
            • #66 Collapse

              g app trade ager news k sath karte hain tou app ko bht acha profit ho sakta hai lekin sath sath app ko is mai technical analysisi bhi karna zaroori hai us k baad he app kuch acha earn kar sakty hain
               
              • #67 Collapse

                brother forex trading business mein news bohut bara aur ahim role play kartha hai app news ki power ko nazar andaaz nabi kar saktha kiyun k news hi trend decider aur trend mover hota hai forex trading business mein isliya news par nazar rakhna must hai har trader k liya...
                • #68 Collapse

                  bilkul ma essi cheez ko pasand karta hoon kay perfect news pe work karo forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas bohat achi skills hon ap achi earning kar saktay ho ap ko acha knowledge aur experience acha chaiye mehnat zaroori hay phir success milay gi bas har working chaiye
                  • #69 Collapse

                    news channels ko understand kerty huay forex trading ka experience or acha knowledge apko aik achi trading kerny main kamyaabi dy sakta app news channels k knowledge ko analysis ker k trading keren to profitable trading hogi
                     
                    • #70 Collapse

                      bikul ap na sai kaha k news pa just rely ni kia ja sakta ak aam trader ko new k ilawa indicators ko b dakh k trade lagani hoti ha kew k just new sa market ka estimate lagana sab k bas ki bat ni ha forex ma trading k lia new ko learn krna zyada important ha or ya b k new banana wala new pa trading krta ha
                      • #71 Collapse

                        dear news pr agr ap trading kry gy tu ap ko ik plus point dy diya gia hn .ab ap ko pta hn kis chez ki market taz hn or kis ki kam .kis m kitna profit or kis m kita loss .ya ap ky live business ky liye boht helpful bat hn
                        • #72 Collapse

                          thnks sir ap waqi bhot achi thread hum logon ke liye post karte hain ke hamen roz aik nayi bat apse sekhne ko millti hai ......... apka point of view bikul thek hai kiun ek ap bhot gherai main je ke hamen samjate hain shayad aur logon ko apka yeh point samj na aye lekin main is apki bat se agree karti hun ke news ko watch krna hamare liye important to hain ke hamen daily ke market trend ki info millti hai par is main 100%believe karna yeh apki bat bilkul thek hai ke news pe believe kar ke sirf big professionaly tarder hi trade karsakte hain kiun ke unhain is markat ka backup ka bhi pata hota ha ke andar iski kia economy chal rahi hai hamne chaye ke news pe belive karne ka bajaye market ke analysis aur indicators ko samjte howe aur apni own strategy ki mada se tarding karen
                          • #73 Collapse

                            you can get the information via the Internet on the news is going to happen, after you find out you can take a position in decision-making through the news but it necessary to know that sometime fake news are published on internet so carefully analysis the news before going to execute a trade.
                            • #74 Collapse

                              bhai ager main apnay experience say bat karo.to hum ko news kay time main trading nahi karni cahiya.kue kay us time main buhat kam trader ko profit hota hay.or buhat zayafa trader ko loss hota hay.mujay kud buhat bar news kay time main trading karnay say loss howa hay.is liya main to news kay time main trading bilkul hi nahi kerta hoo.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Sirf news pe depend ker ke trading nahi karni chahye. News sirf yeh btati hai ke is wakat data ana hai. Kis type ka data ana hai ya os ka forex pe kaisa impact hoga yeh sab humain khud malom kerna hota hai. Ache knowledge se hum easily judge ker sakte hain ke market kis taraf ko jaye gi but koi bhi confirm nahi hota.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X