Kia sirf NEWS per hee trading kerni chhahye? (With answer)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1051 Collapse

    Dear hmen is business me jb chahe tb trading kr skaty hain yehi hi nahi k srf news par krni chahe hm is business se acha earn b asani se kr skaty hain or is business se hm success b asani se hi ho sakty hain or apna career bana skaty hain
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1052 Collapse

      Hmen news k waqt trading nahi krni chahe hmen chahe k hm is business me hmeshah soch smjh k kam krna chahe kyun k agr hm is business me news k waqt trading karty hain tu hmen loss ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm news k sath sath trading krni chahe
       
      • #1053 Collapse

        kabhi bhi starting me jab aap aik beginner trader hon forex ke to aap news per kaam mat karen fundamentals ki waja se bohat mind upset hota hai pehle technical per aap kaam karen hamesha takey un ki madad se aap fundamental ko bhi learn karna seekhen or koshish karen ke technical per zada focus rahe aap ka .
        • #1054 Collapse

          Forex news hamain trading main kafi help krti hain aur in ki madad sey hum market key trend ko samjhtey hain aur us key mutabiq kam kartey hain. Lekan 100% news pr depend nahi karna chaheye balkeh apni judgement bhi hoti hy aur market ko khud bhi judge krna chaheye keh market ki kia position hy.
          • #1055 Collapse

            yah bat to such hai k news time market bohat zyda move karty hai per ham agr ap k pass equity kam hai to ap ko news time trade nahe karna chahain q k news time trade lagty hai waqat market kafi voliate hoty hia to is lai be carefull .
            • #1056 Collapse

              news per trading karna era khial hae k her time profitable nahi ho sakta hae magar aksar profitable rehta hae kiunk is mein market k fluctuation hoti hae jis ko agar achi tarah se observe kar lia jay to profit warna phir loss k liay tiar rehna chahiay kiunk loss bhi usi tezi se hi ho jata hae......
              • #1057 Collapse

                gee bhai hmein apne trading ke jo news hote hein un sb ko follow krne ke zaroart hote he aur hmein chahe hota he keh apne bhtr trading ke lie market ke news ko hamesha watch krein aur es trah se ham ko trading mein sahih kam krne ka pta chle ga aur sahih trading kr lein ge
                • #1058 Collapse

                  ye ap pai depend krta hah k ap kis type k trader ho ap news tarder ho ya phr professional trader ho kyun k is main ziada tar log jo main ne dkah hah wo news trading pai saclping karte hain is lie agar ap news pai trading nai karna chahte ho to ap merket trend dkh k bhe kar sakte ho
                  • #1059 Collapse

                    Sahi kaha apne k tukka lagana islam me gamblinga ha jo hume nai karni chaiye haan news ane k baad app trade karo next day k trend pe to pata chalta ha kon kitna bara trader ha but kfii mushkil hota ha ye sab karna and news pe trade to karni hi nai chaiye
                    • #1060 Collapse

                      jnab humain news say kafi help mliti hay humain is main agr success hasil karni hay to humain is main practice kar kay kam karna ho ga news ki help say huamin trading main kbhi loss b haisl ho sakta hay humain practice karni ho gi
                      • #1061 Collapse

                        humain is main news say help lay kar kam karna ho ga ta kay huamin trading main achi earning hasil ho saky is main agr news ati hay to humain traidng main kafi profit b ho sakta hay or kbhi to aysa hota hay kay acha bhla loss ho jata hay
                        "The mind is everything, What you think you become"
                        • #1062 Collapse

                          nahi humay market main normal trading bhi karni chahiey news time humay ziada mohtat hona chahiey kyun keh news ki favor main he trading kar kay hum market say profit earn kar sakty hay warna humay loss ka samna karna pary ga
                          • #1063 Collapse

                            mairy khayal sy to ham ko news py trading sy avoid karna chahiye kyu k us time market bohat taizi k sath up ya down chali jati hai. is liye ham ko agar loss ho jaey to wo bohat heavy b ho sakta hai.
                             
                            • #1064 Collapse

                              Jee bahi mujay tu mairy seniors nay yahi bataya hai k news ko deakhna zaror or bki sub rules ko follow kr k trade krna forec esa kaam hai k bohat sy chezu sy talaq srif news kafi nahi hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1065 Collapse

                                news pr trading sirf wo log kr sktey he jo big capital pr trading kr rhe he aur jo demo account pr news ke waqt trading kr chukey hon. wo log jo pehlay demo pr trading ni krtey un ke liye news trading tukey ki tra ha. small capital walon ko news ke waqt trading ni krni chaiye.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X