Assalamu alaikum subah Bakhair doston ummid karta hun kya aap sab log khairiyat se jab Bhi aap Koi trade lagaen to different startegy ko aap jarur apply Karen different strategy se Murad ke har EK chij ke upar aapka focus hona chahie aur har EK indicators ko istemal Milana chahie chahe vah MACD indicators ho ya quantitative input ya outpit indicators Ho har EK chij ke upar apna focus banaye rakhna chahie aur kabhi bhi blindly yaar asali trade nahin lagani chahie halke indicators ko acche tarike se follow karke aur iski direction aur iski switchvation ko badalte hue dekh kar ke chahe vah kisi bhi kishan ka shape akhtiyar kar le use analysis karne ke bad hi Koi step Lena chahie Forex ki market bahut hi kism ke a indicators banati hai aur inke shape bhi alag kisam ke bante hain jaise cup cake ki shakal mein market ka shape ban Gaya ya phir helder shoulder pattern ban gaya aur iski shakal mein market ka shape ban gya to use time hamen different startegy ko jarur apply karna hoga stock market ko aur behtarin tarike se samjha ja sake aur badalti Hui situation ke mutabik hi kam kar saken professional trader hamesha market ke according Hi Kam karta hai aur hamen bhi professional trader ki tarah Hi Kam karna hoga jo important tools aur points on ka istemal jarur karna hoga aur unhen apni har EK trade ke upar reply bhi karna hoga sabar se kam karna hoga tab jakar ke Ham market ko aur behtarin tarike se samajh payenge aur isase jyada se jyada benefit bhi Hasil kar payenge
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим