A good trader never disappoint on the loss. Rather he find his mistakes..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: A good trader never disappoint on the loss. Rather he find his mistakes..

    good traders hamesha apni mistakes ko mind main rakhty huy repeat ni krta balkh mehnt krta hy acha work krta hy apni galtyun se seekh kr agy barhta hy loss ko face krne ka hosla rakhta hy trade lgaty huy market ka pata nah chalta keh kb ks side per move kr jay islie soch samajh kr string analysis k sath work krta hy trading krta hy good work krne waly hamesha kamayb hoty hyn jb mehnt nh kren gy to kesy success mil skti hy trader acha tb bna jata hy jb loss ko recover krna ay use mehnt kr ky acha work kren behtreen work per hamesha behtreen bonus milta hy aur trade achi lgaen gy to acha bonus mile ga apko mehnt krne walon ki mehnt kbhi waste nh jati always acha work krty rahen success zaroor mile g bagair learning k earning nh hoti kbhi bhi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: A good trader never disappoint on the loss. Rather he find his mistakes..

      Walikum Salam dear member 😇 aik acha trader forex business main khbii bhi na umeed nhi hota wo tab hi kamyab ho sakta hay jab wo trading main na umeed nhi hun gain or dill lgaa Kay kam kren gain or achi mehnat kren gain forex aik best business hay jis main humen jitni achii learning experience gain Kar ky kam kren gain tu hi hum achi trading Kar pain gain forex trading main loss ho bhi jay tu na ummeed kbhi bhi na hun na umeedi say hum kbhi bhi successful nhi ho sakty or na hi life main agy barh saken gain is liya apni trading ko best kren achi skills hasil kren
      • #18 Collapse

        Re: A good trader never disappoint on the loss. Rather he find his mistakes..

        Yahi ek busniessman ki neshani hoti hai k woh kabhi disappointed nahi hota balky apny appko behtar banany ki koshish karta hai jo k ban jata hai. Loss sy agar ek trader disappoint hogya to woh kabhi forex mai nahi chal skta.busniess mai ups down aty rehty hain is leye is baat ki parwah nahi karni chahiye
        • #19 Collapse

          Re: A good trader never disappoint on the loss. Rather he find his mistakes..

          G hy bilkul thk kha hy hm kbhi bh good treading krna chya tb hi hm loss sa bech saky ga or hm kbhi bh mistk nhi krni chya hm jitni mhynt sa konwldg or experience ky sath quality wark kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
          • #20 Collapse

            Re: A good trader never disappoint on the loss. Rather he find his mistakes..

            A good jo good trader hotay hain woh kabhi bhi kamyb ho jao gay agar ap nay is main achy say work kar lia to ap is main achy say kamyb ho jao gay aik acha trader kabhi bhi loss say kaouf zasa nai nai hota hai agar ap nay is main achy say kamyb hona hai to ap ko chayya ap is main achy say work karin aur is main achy say kamyb ho jain
            • #21 Collapse

              Re: A good trader never disappoint on the loss. Rather he find his mistakes..

              Assalamu Alaikum their members with karta hun sab theek Honge Pakistan for Aise International trading platform Hamen platform per hai Achcha work karna chahie delivery Achcha baat karenge Pyaar Mein Kya fayda Hoga Uske alava Hamen chahie ki Ham Kaise kam Karen behtarin tarike se kam Karenge Pyaar mein bahut Achcha To Hamen chahie ki mehnat Karte Rahe mehnat karne se hi Hamen Shukriya
              • #22 Collapse

                Re: A good trader never disappoint on the loss. Rather he find his mistakes..

                profit aur Loss har karobar ka lazmi hisa hai. Kuch karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai aur kuch me zyada. Jin karobar me nafa aur nuqsan kam hota hai to us me danger bhi kam hi hota hai lekin jis karobar me nafa aur nuqsan zyada hota hai to us me danger ya khatra zyada hota hai. forex trading me nafa aur nuqsan zyada hota hai to is waja se is ka chance bhi baqi karobar ki nesbat zyada hota hai. Lekin har karobar me nuqsan ko kam karne aur nafa ko barane k leye khas usool hoten fowl jo foreign exchange buying and selling me bhi hai. Agar hum un usolon pe chalengy to hamara bhi nuqsan kam aur faida zyada hoga. Hamen kabhi bhi forex ok usool nahi thorne chaheye. Nafa aur nuksan har aik karobar me hota hai lekin kamyab wahi hai jo hikmate amli ka muzahira karen aur apne loss ko lazmee recover bhi karen tareeqay sem.
                • #23 Collapse

                  Re: A good trader never disappoint on the loss. Rather he find his mistakes..

                  Assalamualaikum my dears forex members AP ko ake bat mind ma rakhna zrori ha
                  Zindgi ma loss bhi hota ha aur profit bhi gain hota ha AGR hum apni loss ko paier ker but jayi to ye bat bhi acchi nhi
                  Aur dosri janib AGR hum apni profit ko dhk ker beut jayi to is see bhi hum zindgi ma agi nhi bher sKti
                  It is saying of philospher
                  Dissappoint is the cuurse
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: A good trader never disappoint on the loss. Rather he find his mistakes..

                    Dear Forex Members Assalam O Alaikum! G han ap ne bilkul sahi kaha keh a good trader never disappoint on the loss rather he find his mistakes g han aqal mandi bhi isi baat main hai keh agar hamein loss ho gaya hai to hum apni mistakes ko analyse karein jo log apne loss per pareshan ho jaate hain aur forum walon ko blame karte hain yeh un ki ghalti hai unhein apni mistakes ko dekhna chahiye woh trader hamesha kamiyab hota hai jo apni mistakes se seekh kar aage jata hai apne loss per ghabrata nahi hai balkeh apni mistakes ko dhoondta hai aur unhein correct karta hai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X