Profit saay taluk rakhnay wali ghaltian (Mistakes)

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #796 Collapse

    forex trading ek riski busniss hy is mai bohat mohtat rehna parta hy is liya apna volume low rakho jis sa profit tu kam hoga lakin loose be kam hoga lakin apapna target normal rakho ta ke zaida loose na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #797 Collapse

      Sir profit say akser log bohat c misktakes kertay hain wo profit lenay say pehlay hi koi new trade laga detay hai or phir un ka acount banned ho jata hai apko chaheye kay ap log forex kay rules ko apnao acha rahay ga thank
      • #798 Collapse

        ye aik aesa business he jis me hume profit se talluk rakhne wali mistakes ko hume kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye humesha hume lesson hasil kerna chahiye mistakes se is business me tanke loss se bach saken is business me
        • #799 Collapse

          trader ghaltiyan to bohat kerte hen mager profit me jab us ko acha amount mil raha hota he to wo lalach me per jate hen or apna account banned ker baithten hen jo un ke liye nuqsan he is liye chahiye ke pehle ap experience shuda ho jayen phir ap ye kaam kerein
          • #800 Collapse

            Yes traders ko is kiam ki situation me current profit hi accept karna chahye.More and more profit gain karny kay laye ap ko wait nhi karna chahye.Some time ap ka profit loss me bhi change ho jata hai.Small profit loss say better hai.
            • #801 Collapse

              jb traders profit m hoty hain tb wo lalach m a kar ayse ghaltiyan krty hain jo unhin loss karwati hain koshish Karin k plan or profit target bana k kam Karin jb target pora ho jay to trade band kar dain
              • #802 Collapse

                Ji han aap ny bhot achi thread open ki hai . bhot achi information share ki hai . ky agr hum koi 10$ ka profit ya is ky around me kisi trade se profit mil jata hai to humy ye nhi sochna chaye ky ab next trade se bhi more profit mil jaiy ga . agr aap ky pas good experience nhi hai to ap ko chaye apna 10$ profit pkr ky us trade ko close kr dyn.
                • #803 Collapse

                  jnab hum jab trading karty hain to huamin is main loss b ho skata hay or huamin is main profit b ho sakta hay or huamin is main agr success hasil kanri hay to huamin is main apni mistake ko sai kar kay huamin trading main kam karna ho ga
                  • #804 Collapse

                    profit say related traders is tarahsa y hi mistake skar jatay hai kay apnay accunt pe take profit ko apply nai artay hai is ko iasya hi open chor detay hai aur phir wpo lost me jana start ho jata hai
                    • #805 Collapse

                      Assalam u alikum friend aap ne achy points bataye hain iss se hum apni trading me hone wale profit ko loss se bacha sakty hain, or khaas baat k humein money management k sath trading kerni chahiye or capital ko dekhty hue trading kerni chahiye, iss se hum acha profit earn ker sakty hain.
                      • #806 Collapse

                        profit sy taluk yehin hai k humein apna profit secure kar laina chahiye. lekin agar ap ek sy zyada paris mien trading kar rhy hein to ek pairs ki trading closee hony sy apki profit withdraw nahi karwa skty.
                        • #807 Collapse

                          Forex trading bohat acha busniss hy jis mai apko profit hota hy lakin is mai profit ke vare mai jo ghaltiyan hoti hy unki bare mai mha koch nai pata kun ke mai is mai new hon
                          • #808 Collapse

                            Agar aap forex exchanging mein new hain too phr too application koo bohat zyada watchful rehna chaiyee agar aap kee request mein benefit aa raha hai too phir aap kaam benefit lee kar bhi request band kar lein too bura nahien hai, agar technique aap kee pass hai aur rationale mojood hai phir request koo proceed bhi rakh sakti hain
                            • #809 Collapse

                              wese to bnda har business main kch na kch galtian krta hai, ar in galtiaon se hee bnday ko seekhney ka moqa milta hai, isi tarah Forex trading business
                              main b bht se traders ghaltian kr jate hain, is k basic waja wo apnay emotions ko control nhi kr patay, ar basic emotions main insaan sb se zyda loss tb uthata hai jb wo apni greed ar fear ko control nhi kr pata, so jb b app trading kro to in basic emotions ko control main rakho app tb he profit kama sktay ho,,,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #810 Collapse

                                dear ap ne boht acha aur mufeed post ki hy agar har cheez aur har koi in cheezon ko follow kare tu wo boht bare loss se bach skta hy aur apna faida b ache se hasil kar skta hy so ap mehnat karo,,,,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X