Assalamu alaikum my all Forex friends and senior aap sab se baat share karna chahta hun ki yah Mera personal experience hai ki jo log bhi Gold per trade Karte Hain vah Kabhi Bhi Apne lot size ko 0.016 Upar na rakhen Kyunki gold ki market in the hi fast hai aur yah bahut Tej Munh Karti Hai Jiski vajah se aapko Agar loss hua to Aapka account completely wash ho jaega isliye kabhi bhi Gold per trading karte hue Apne lot size Ko Na badhaen yah bahut risky trade hai aur bahut Mushkil trade hai isliye Kabhi Bhi Apne lot size ko bada na Karen Hamesha 0.01 Se Shuru Karen aur apne din ke target ko pura Karen Jo aapka profit ka target Ho use pura karne ke bad Mazeed trade na Karen Bal ke apni trade ko close kar den
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим