Gold par trading bot mushkilat Hy lot size 0.01 sy oupar Na rakhai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Gold par trading bot mushkilat Hy lot size 0.01 sy oupar Na rakhai

    Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein Gold per trading karna bahut jyada Mushkil Hai agar aap Forex Mein Gold per trading Karte Hain To aap Soch Samajh Kar kam Karen agar aap Soch Samajh Kar Kam Nahin Karenge to aap Kuchh Bhi Hasil nahin kar sakte isiliye Jitna jyada ho sake acche se kam Karen
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Gold par trading bot mushkilat Hy lot size 0.01 sy oupar Na rakhai

      Dear aapane bohut Achi bat Kahi ha g han bilkul hamen gold per soch samach kar tread karni chahye kun k is me tread karna aik risk ha hum is me tread open kar k apne account ko khatre me rekh sakte han is liye hamen chahye k is se bachien yan phir small lot use karen
      • #18 Collapse

        Re: Gold par trading bot mushkilat Hy lot size 0.01 sy oupar Na rakhai

        hamy gold pair main kam karna ha to hamy is ky liey zeryda experience ke need hote ha hum practice kar ky experience hasil karty han hamy practice ky liey demo account ko chose karna chahye hamy market ko achy sy samj kar kam karna chahey agar hum ismai bagar experience ky kam kary gy to hamy loss ho jay ga hamy loss hony ke har aik waja ko sahe karna chahey
        • #19 Collapse

          Re: Gold par trading bot mushkilat Hy lot size 0.01 sy oupar Na rakhai

          Walekum assalam Forex member of bilkul sahi kaha hai aur bahut important information share kiya kya gram gold per trade kar rahe hote Hain to hamen lot size bahut chhoti rakhni chahie 0.01 se Laut shayad kabhi bhi increase na kyon re kyunki yah bahut risky peer hai aur iski bilkul samajh nahin aati ke yah iski movement kis taraf jaati hai isliye aapko chahie ki aap kisi lot size ko bahut kam use Karen kyunki jitni kab Laut jayegi hogi usi waqt aap ismein kamyab honge Big lot size aapke kaun baat ho jayega
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Gold par trading bot mushkilat Hy lot size 0.01 sy oupar Na rakhai

            Assalamu Alaikum doston mein ummid karta hun vahan sab theek hun main aapko batana chahta hun agar aap board per acchi profitable great karna chahte hain to aapko chahie pahle market ko acche se analyse Karen Jo log market Banaras Kakad karte hain unko perfect Hota Hai
            THANK YOU GUYS ! :1f60a:

            اب آن لائن

            Working...
            X