Stock and Forex Analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    Jahan tak mera khayal hai yeh donon different hein koun ke stock market national or in country work krti hai jab ke forex aik international business hai jo online hai jis main aik hi waqat main different countries ke log invest kar rhay hoty hein aur is main koi currency manshn bhi nai hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      bhai mera khyal hai k en k analyse same nahi hoty es main changing hoty hain es liye main apko achi trha guide nahi kar skta q k main abhi forex main new hun or forex k analyse he bta skta hun fundamental tehnical
      • #588 Collapse

        Stock market aur Forex market mein kafi difference hy aur issi hisaab sy dono ka analysis krna hota hy Forex mein trading currencies py hoti hy jb k stock market mein mukhtalif companies k shares py.Forex aasan hy stock market sy
        • #589 Collapse

          Stock market sy ziada Asan forex market hai forex mn aik tu investment ki koi qaad ni hai aor ya Asan bhe hai analysis tu forex mn ziada hain stock market k liay investment ziada ki jati hai aor ziada Tim wait keya jata hai
          • #590 Collapse

            :forex aut stock market main bahot farq hai stock market kisi aik mulk k sath trading k liye istemal ki ja sakti hai laikin forex ka nizam bahot hi wasih hai is main ap pori dunya k sath trading kr sakte hain
            • #591 Collapse

              bhai yah forex trading hai or fourm bhi forex he hai tu sub ka jwab bhi forex fourm main he trading ka ho ga es liye yah sawal tu bnat he nahi hai k forex k ilwa kiya sahi hai es liye main bhi yahi kahunga k forex he best online business hai es main jitna benifit milta hai logun ko otna he es main faida hoat hai es liye hmain cahhye forex main he trading karni cahhye
              • #592 Collapse

                As salam o alaikum !friends mn ap ki bat sy agree hn stock r forex mn difference ha.stock pakistan ki market ha r is mn share hoty hn jb k forex international market ha r is mn currency pairs sy trading hoti ha.currency khareedi ya bechi jati ha.
                • #593 Collapse

                  humain analysis kar kay market main kam karna ho ga jis ki help say humain market ko understnd karna kafi sai ho sakta hay is main stock trade kay bary main mujy ziada maloom nai hay magr forex trade main kam karna kafi best hota hay is main learning kar kay kam karna ho ta hay bonus ko insta forex main use karna hota hay sai hota hay
                  • #594 Collapse

                    g han market main anlayse kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky gay aur market main rules ko follow karna ho ga tab hi hum run karein gay aur stock main bi trade karny k liye boht hi experience hasil kar k hi hum run karein gay
                    • #595 Collapse

                      Stock market aur forex market dono men kafi difference hai.
                      Aap stock market men mt4 use ni kr sakte hao aap stock market men copmanies k share ki price chal rahi hoti hai jab wo low price pe aayen gi to aap buy ker lo ge phir jab wo up position men jaen gi to aap unhen sell kr do ge.
                      Forex aur stock market men yahi farq hai but mera opnion to forex ki taraf jata hai jo k hamare liye best bussines hai aik to forex international business hai aur dusra iss ham kahen par bhi beth kr handle kr sakte hain.
                      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                      • #596 Collapse

                        agar hum forex trading main money management karna seekh jaye gay aur esmain theka sya analysis karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay ye aik bohat acha business hay esmain humari mehnat he acha result lati haya ur hum esmain acha future bna sakty hay
                        • #597 Collapse

                          analysis kar kay kam karty hain to kafi help hasil ho sakti hay humain agr success hasil karni hay to demo ko use kar kay achy say ana ho ga is main log trade karty hain to analyssi kar kay achy say ana ho ga ta kay trade karna kafi sai ho sakti hay is main indicators ko use karna kafi helpfull ho sakta hay magr forum ko use karna ho ga
                          • #598 Collapse

                            Stock market usually national level pe ki jati hai jaha pe tamam companies exchange commission pe apne ap ko registered karti hein. Stock market mein tamam karobar registered companies k shares pe kiya jata hai. on the other hand forex international market hai jaha pe kisi b other countries ki currencies ya commodities pe karobar kar sakte hein.
                            • #599 Collapse

                              agar hum stocks par trading karna chahty hay to humay caheiy keh esmain pehlay demo account par trading ki practice karni chahiey kyun keh practice karnay sy he humari trading achi ho sakti hay aur humay chahiey keh es business ko theak say focus karen tab he hum esmain achi earning kar sakty hays
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                agar hum forex trading kay analysis karen gay to es trha humari trading bohat achi ho sakti hay kyun keh analysis karnay say he humari trading humary liey kamyab aur acha profit bna lati hay ye aik bohat acha business hay jo keh sab kay liey bohat achi cheez hay esmain ziada say ziada time daina chahiey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X