overtrading loss ki main reason hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: overtrading loss ki main reason hai

    Ji han bilkul aapki baat sahi hai overtrading blouse Ki Main Raja hai aapko chahie ke Jyada Se Jyada time trading co De main Hans Karen aur acchi earning ki koshish karen Jaise aapko kamyabi mil sake aur aap Achcha trade Karke Ek Achcha profit Hasil karne Ke Kabil Ban sake aapki mehnat aur acchi trading hi aapko Kamyab banati hai aur acchi karne ka mauka Deti Hai
    🌼 Never Give Up 🌼
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: overtrading loss ki main reason hai

      Over trading se he humay loss hojata hay humay pehly forex k bare me knowledge or experience hasil kar k apni skills me izafa kary or phir trading kare ta k ap forex trading se profit hasil kar saky. ap old traders sy guidelines le skte hain aur trading tips sekh skte hain aur apne knowledge mein izafa krne k liye forum mein different posts ko study kren practice k liye demo is best.
      • #18 Collapse

        Re: overtrading loss ki main reason hai

        bilkul loss ki sab se bari reason me se over trading 1 he jis ki waja acha khasa loss hota he ya phr account wash hota he or sab se ziada ye ghalti new traders karte he jo is ko lottery ka ticket samjh kar ate he chote chote accounts par bari bari lot laga dete he or bht sare pair me ghus a he jis ki waja se nuqsan uthate he new trader me sabar or bardasht ki bht kami hoti he un se sabar ni hota 1 trade agar negative me chal rahi hoti he to wait ni karte us k close hone ka balke dusri trade laga dete he k waha se profit ajae ga dusri bhi phr negative hoti he to teesri laga dete he is tarah lagate lagate acha khasa negative barha lete he or jab account wash hone wala hota he to kehte he yr ghalti hogae aese ni karna chahye the or is tarah overtrading se account wash hojata he is lye overtrading se bache har pair me na ghuse jis k bare me ilm na ho or pehle seekhe us k bad kam kare tb hi ap yaha kamyab ho sakte he or faida utha sakte he .
        • #19 Collapse

          Re: overtrading loss ki main reason hai

          Mairay zati experience main yeh baat aai hay k jab bhi ham over trading kartay hain to aik to ham ko bohat ziada loss honay lag jata hay dosra hamara ziada loss honay say account bhi wash ho jata hay aisay main aksar aisa hota hay k ham log market kay baray main kuch ziada nahi jantay aor big profit kay lalach main aik say ziada trades open kar laitay hain ya phir ziada lot size use kartay hain jis say aik dam market down move kar jatai hay ya phir sell ki trade ki soorat main up move kar jati hay jis say over trading honay say loss bohat ziada honay lag jata hay aor ziada lots ki wajah say market ki thodi si movement par bhi bohat ziada loss honay lag jata hay khas tor par gold pay jab ham trade lagatay hain to over trading ki soorat main bohat hi fast loss honay lag jata hay aor aksar to apnay account ko control karna bhi bohat mushkil ho jata hay aor account chand seconds main hi wash ho jata hay jab account balance bohat kam ho os time to pata hi nahi chalta k account wash ho jata hay lehza har soorat over trading say bachna chahiay. Agar ap over trading ka risk laina chahtay bhi hain to ham ko har soorat main money management karni chahiay stop loss ko zaror set karna chahiay bar hal best to yahi hay k over trading na ki jay.
          Click image for larger version

Name:	Over-Trading-is-Dangerous.jpg
Views:	1
Size:	36.6 کلوبائٹ
ID:	12330025
          • #20 Collapse

            Re: overtrading loss ki main reason hai

            Amazon Business mein kam karte hue trading Se Bachana chahie Hamen ummid trading Se bachne Ki Koshish Karna chahie Apne kam ko acche tarike se karna chahie Soch Samajh Kar karna chahie Jitna acche tarike se Ham kam Karenge Mein kamyabi Milegi trading ka result Hamesha nuksan hota hai isliye Ham Apne kaam ko samajhdar hi ke sath karna chahie vah trading Nahin Karni chahie
            • #21 Collapse

              Re: overtrading loss ki main reason hai

              Assalam O Alaikum dear forex member achi post share ki hy apny ummed karti hon keh saab kheriat sy hon gy jaisa k ap sab janty hain forex forum paar kaam karty hoe hamry lea zrori hy k ham jb bhi trade lgaein to over trading ns kren qk over trading mn hamesha loss hota hy ap mehnat kren experience hasil kren knowledge hasil kren learning kren achi quality ki post share kren is trah apko Acha bouns mily gaa.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: overtrading loss ki main reason hai

                Assalamu Alaikum dear members kaise hain ummid Karti hun aap sab theek Honge ji aapane bilkul theek kaha hai Forex mein Kabhi Bhi overtrading Na Kare agar aap Forex trading Karenge to aap kabhi aap Nahin ho sakte isliye Jitna Jyada Uske mehnat ke sath kam Karen aur acche se kam Karen

                اب آن لائن

                Working...
                X