How Market Levels Changed?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1321 Collapse

    Market ke bahat se level hoty hein lekin jo zayda ahim hein wo support aur second resistant level yeh level kesay banty hein aur in par kam kesay hota hai is bare main mere pas jankari zayda nai hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1322 Collapse

      Market different time mn change hiti rehti hn is lie market open hote waqt aik hi waqt mn kai market open hti hn aur jin auqat mn sab se zayada markets open hoti hn us time maeket level sb se zayada change hoti hn
       
      • #1323 Collapse

        Agr ham market k levels ki baat krty hain to hr wo move jis mein market up ya down jati hy wohi us k levels hoty hain aur is k elawa support aur resistance bhi forex market k levels hi hain
         
        • #1324 Collapse

          dear trading main aik support point hota haaa jaabb market bht zadha sell hoti haaa to us ko aik as apoint ki zarorat hoti ha jahan sa wo ap ja sakaa orr jaab market bht zadha buy main hoti ha us ko aik resistance point chahiya hota ta ka maket sell main aa sak.
          Ocean Of Movies
          Office Keys
          • #1325 Collapse

            market main is k sary level ko clear kar k hi trade karni ho gi tab hi hum market main run karein gay aur rules ko follow kar k hi hum market main achi trade karny k kabil hon gay aur profit hasil ho ga
            • #1326 Collapse

              bhai matrket nmain bohat se level hoty hain or es k ilwa market main up and down bhi hoti hai es liye market ki har moment main up or down ko he discus kiya jata hai yahan bhi es se morad up and down h ho skta hai
              • #1327 Collapse

                Market levels changing hi market behavior kehlata hy aur ye hr change hoty rehty hain especially jb koi economical news aati hain ya phr prices mein koi changes aati hain
                 
                • #1328 Collapse

                  Market mn 2level Hoyt hain aik sport level yani ap aik ki sport kr rahy hain aor wo pair ap buy kr rahy hai aor 2nd resistance level mtlb k ap sell kr rahy hain
                  • #1329 Collapse

                    Dear main abhi is k bare main itna nahin janta hon q k main abhi is k bare main seekh raha hon is liye agar koi janta ho to plz apne opinions dosron tak bhi share kre take jo new preaons hain wo faiada utha saken
                    • #1330 Collapse

                      hamain market main is k sary level ko clear kar k hi trade karni ho gi tab hi hum run karein gay aur market main experience hasil kar k hi hum achi trade karein gay aur market main up aur down ko dekh k hi hum run karein gay aur market main experience hasil karein gay tab hi hum achi trade karein gay aur market main emotion ko kabo main rakhna ho ga ta k earn ho
                      • #1331 Collapse

                        mry khyal main tu market main bohat se level hoty hain es ko hum trading k level kah skty hain maghr aik yah bat bhi hai k trading k bhi bohat se level hoty hain mujhy yah trading stlye lg rahy hain esmain tarding k order set kiye jaty hain ristanc main foran order lga diya jat hai jub k pending main hmain market ko nalyse k bad he set kiya jat hai
                        • #1332 Collapse

                          bhai main ny apny senior sy suna hy or unhon ny samjhaya hy keh keh candles main up or down move ho us ko agar kam time main set kar lo to wo 1 resistance bany gi jo up par ya down par break kary to market ka wahan say up ya down ka pata chal jata hy
                          • #1333 Collapse

                            market main hum jab kam karty hain to kam karna kafi best hota hay jis say humain trade main earning hasil ho sakti hay magr low risk main kam karna kafi best ho sakta hay is main kabhi market ups jati hay or kabhi market doen jati hay to humain isis trad market main ordre ki place karna ho ga tab ja kay humain kam karnay main earning ho gi
                            • #1334 Collapse

                              sir baat ya ha kay ya sari baat experince ki ha qk agar jis kay pas experince hota ha wohi insan hi kamiyab ho sakta ha qk market ko samjna bhot hi muskil ha jis insan ko market ki samaj ajati ha wohi insan hi aek achi earning bhi kr sakta ha bs apko forex ma kabhi bhi lalch nai krni chahiye qk usay baqsan bhi ho sakta ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1335 Collapse

                                forex trading market main support level aur resistance level hote hain . support level wo hota hain jahan market kai bar nechy ati hai aur phir ooper wapis chali jati hai aur jab eh hi point se market kai bar waps hoti hai tu usko strong support level kehte hain . isi trah se resistance level bhi wo hota hai jahan se market ooper nahen jati aur bar bar nechy ajati hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X