How Market Levels Changed?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1276 Collapse

    Market me support just like farsh ki trah hai jo hmain neche se sport kia hai yeh down jane se hmain sport daite hai jb resistence just like roof hai jo hmain ooper se shelter from krti haii
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1277 Collapse

      is forex main hamain trade karny k liye experience hasil karna ho ga ta k loss kam ho skay aur is k rules ko follow kar k hi hum market main achi trade karny k kabil ho sakty hain aur is say hamain faida ho skay ga
      • #1278 Collapse

        is main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur learn kar k hi trade karni ho gi ta k market main profit hasil ho skay aur is k 2 level hoty hain dono ko clr kar k hi trade karni ho gi
        • #1279 Collapse

          market levels ko gain kar kay move karti hay aur enhi levels ko humay samjhna hota hay aur tabhi hum market main acha profit earn kar sakty hay so humay esmain ziada mehnat karni chahiey
          • #1280 Collapse

            support and resistance k mutabiq trade karna profitable hota hai main aap ko 2 achi sites bata rahi hoo aap yaha se support and resistance level ko samajh sakte hain www.forexustaad.com and www.baypips.com
            • #1281 Collapse

              upport or resistance ku maloom kerny k liye ap ku chart pay work kerna hota ha wahan pay ap ku 2 line bta daiti han k support kon si ha or resistance kon si ha trader oci pay trade kerty han
              • #1282 Collapse

                market kbhi bhi smooth nae chaltii.. hmesha zigzag chaltii hai.. tou aik khas level pe market return hotii hai upper se neechy wo ressistance ho gaya aur jb neechy se upper hoti hai tou wo support ho gaya.. 3 se 4 level k bd brake out k ziada chance hoty hain jb koi news bhi aajaey tb bhi...............
                • #1283 Collapse

                  is k 2 level hoty hain is ko clr kar k hi trade karni ho gi ta k hum achi trade kar k kamyab ho saky aur experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho skay aur market main profit hasil kar k saky gay
                  • #1284 Collapse

                    dekhy koi b market chal rhi ha like ap aik pair lay lay Eur/usd to es ma jo b market ki movement ha us main aik support ho ge aur aik resistance ho ge agr market apni support ko break krti ha to phr wo support jisy market ne break kiya hota ha us kay lye dubara resistance ban jati ha bilkul esi trah resistance ka hisab ha yani agr resistance ko break krti ha to market kay lye whi resistance dubara support ban jati ha.
                    • #1285 Collapse

                      market k 2 level hoty hain aik support or dosra resistance ye ab ap pe depend karta ha ap kis trh in level ko smjh karvapni trading karty hain market up jaye to kesy buying karni ha agar down jaye to kesy selling karni ha..
                      • #1286 Collapse

                        hamain is forex main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur rules ko follow kar k hum achi trade kar k sucess ho skay gay aur knowldge hasil kar k hi hum achi earn karein gay
                        • #1287 Collapse

                          hamain is main trade karny k liye hard work karni ho gi ta k loss kam ho saky aur market main planing kar k hi trade karni ho gi ta k earn kar skay gay aur knowldge ho ga tab hi hum achi trade kar saky
                          • #1288 Collapse

                            market main kaam ko krny say humy is main long term ki trading main is baat ko note krna hai jis say ye market khud ka level change kr saqti hai or humy is main isi tara say kaam ko krna jis say loss say khud ko safe kr saqty hain
                            • #1289 Collapse

                              market kay level ka change honay ka matlab hota hai kay tredn ka change hona ye tub hi hota ahi kay jub trade pe traders bvohat i zayadah alert ho jatay hai kay next kya karna hai market me kub buyers zayaadh hota hai aur kub sellers zayadah hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1290 Collapse

                                Jab ap dekho ke ek he zone se market baar baar neche gir rahe hai to is ka matlab hai ke wahn seeling pressure yane k resistance hai aur jab market ek he jagah se uper ha rahe ho to matlb wahn buying pressure yane support hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X