Trading kay liye kitnay pairs select kernay chaiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kay liye kitnay pairs select kernay chaiye
    Trading kernay waley new traders ko iss baat ki bohat confusion hoti hai kay MT4 trading terminal pay aik waqt mai kitnay pairs kay charts open liye jaey. Aisay traders ko chaiye kay apnay trading pairs ya commodities ko pehlay finally select ker Lia Karey aur phir sirf unn kay he charts ko open kia jaey tou theek rehta hai. Jaisay Agar koi trader 2 he currency pairs pay trading kerta hai tou usay died unn dono kay charts he open kernay chaiye aur jo traders kisi commodity pay trading kertay hain unhain usi commodity ka chart open kerna chaiye takay charts unhain simple tareekay say he samajh aa sakey. Ziada charts open kernay ka na tou koi faida hota hai aur na he zarurat hoti hai. Trading ko jitna simple rakha jaey utna he asaani rehti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading kay liye kitnay pairs select kernay chaiye

    forum main learn kar k hi hum achy say trader ban sakty hain aur forum m ain practice kar k hi hum achi trader ban sakty hain ta k earn karein gay uar forum main pair main bi trader ban sakty hain tab hi hum perform karny main bi asnai ho saky g iaur forum main achi earning karin gay ta k earn karien gay
    • #3 Collapse

      Re: Trading kay liye kitnay pairs select kernay chaiye

      Ji Forex members Jaisa ki AAP Sab Jante Hain Ki Forex trading ke liye Hamen trade jo hai vah do different currencies Mein Karni hoti hai To uske liye Hamen pairs select karne hote hain Kuchh log ek hi pair Kaise Euro us Tiki trade Lagate Hain Bar Bar aur kuchh log different pairs Bakrid Lagate Hain To Baat yah hai ki Hamen great kitne pairs per Lagani chahie Mere Khyal se Hamen do SE teen pair Le Lena chahie Unki analysis Karni chahie aur Jindagi Se Jyada profit ho raha hai main wapas left karne chahie audio St aur University aur ISI Tarah Ke Kuchh aur new members ko koi Le gold ki train Se Bachana chahie 2 se 3 pair mein agar mtrade Karte Hain To Hamen uska Jyada fayda hoga
      • #4 Collapse

        Re: Trading kay liye kitnay pairs select kernay chaiye

        mere bhai trading mein chahy new member ho ya senior member ho jb bhi trade lagai jati hay to currency pairs ko select krna hamari apni merzi hai.agar hamary pas acha balance ho to hum ziada currency time pe bhi same time mein biht si trades open kr sktay hain q k iyeh ahmary balance pe he depend krta hai.nagr new members ko chahye k voh staft mein aik ya 2 pairs pe trade krein aur apna experience gain krein.
        • #5 Collapse

          Re: Trading kay liye kitnay pairs select kernay chaiye

          Hmm treading krna ky lia acha sa market ko analysis kra mouvmnt ko semjh jis pairs par treading krni ho us ki mouvmnt ko achy sa semjh soch semjg kr treading kra tb hi kamyb Ho ga or profit hsil kr saky ga forex bht hi achy business hy jitni mhynt kra ga utna hi kamyb Ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Trading kay liye kitnay pairs select kernay chaiye

            Je dear forex ma trade open karny k lae khosis karni chahe k ik trade he ik time ma open ki jae. Ham chahe k ham different pairs ko zarur observe karyn but jis ma hamy acha chance mele trade open karny ka us ma hamy zarur trade karni chahe. Jo trader forex ma fazool trades open kar leta hai wo aksar loss ma he pansa rehta hai. Forex trading ma kamyabi apny acct lo safe rakhny ma he hoti hai.
            • #7 Collapse

              Re: Trading kay liye kitnay pairs select kernay chaiye

              Dera frend mery khayal mai sab sy profitable pair gold or silver hai jis sy hm apni marzi sy earning kar sakty haior k bad eurusd pair b bhot acha profit dy jata hai laken kisi b pairs ko select karty waqt apne bouns account ko lazmi dakhna chaye jesa k maine gold or silver ki bat ki hai to sath mai ye b btati chalu k gold or silver ki movement bhot taiz hoti hai jab tak hmary pass aik strong bouns account nai ho ga tab tak hm un mai treading nai kar sakty or agar ap k pass bouns kam hai to ap currines py treading kary es sy ap ka account b save rahy ga or earning b ho jaye gi.
              • #8 Collapse

                Re: Trading kay liye kitnay pairs select kernay chaiye

                Dear friend Hamen trading ke liye Ye Mukhda pair select karne chahie Euro USD gpb USD Jis per ki aap ko acchi knowledge Ho trade karne ki Usi per ko select Karke Hamen use per third working aur learning ke sath kam karna chahie acchi knowledge ke sath rate Karni chahie jitni Jyada mehnat ke sath kam Karenge Itna Achcha benefit Hasil kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading kay liye kitnay pairs select kernay chaiye

                  Forex trading Mein kam karne ke liye Hamen Jyada Se Jyada learning ki jarurat Hoti Hai new members Agar currency pairs part rate Karenge to Achcha benefit Hasil kar sakte hain Hamen Vahi currency pair choose karne chahie Jin per hamare pass acchi knowledge Hogi acchi knowledge Hogi tabhi Ham acchi knowledge wale trade lagakar acchi earning kar sakte hain.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading kay liye kitnay pairs select kernay chaiye

                    Assalam.o.alaikum dear Agar currency pairs part rate Karenge to Acha benefit Hasil kar sakte hain Hamen wohi currency pair select karne chahie Jin per hamare pass achi knowledge Hogi achi knowledge Hogi tabhi Ham acchi knowledge wale trade laga kar achi earning kar sakte hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading kay liye kitnay pairs select kernay chaiye

                      Ji hamain chahiye keh at a time aik he pair main trade open karain. Multiple pairs main trading experience ka matlab ye nai hay keh ham aik say zaid pairs main trade ka risk lay lain. Ager trade reverse ho jaye to multi trades ko control and manage karna bahut mushkil ho jata hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading kay liye kitnay pairs select kernay chaiye

                        Pakistan forex foeum me hmain trading ko acha bnany k liay mrkeet ki movement ko dekhna parta hy jiss sy hmainpairs select krna hotty hain jitna hum achy pairs select krty hain utna hi hmain faida hotta hy es liay hmain curency pairs ko select krna chay hmara pairs ka select krna hmary experience per depend krta hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading kay liye kitnay pairs select kernay chaiye

                          Trading ke liye aapke pass currency piya ji ki selection bahut hi best honi chahie market mein bahut jyada aadami currency pairs maujud hote hain ya Tamam currency pairs market trading karne ke liye istemal kiye Jaate Hain aap Inko Jab select Karte Hain To aapke pass in ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie tha ki aap Inki strong Mein ka Sahi tarike Se istemal Karke Iske jariya Se Achcha profit Hasil Kar Paye
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading kay liye kitnay pairs select kernay chaiye

                            Abe trading Hamesha acche tarike se karne chahie trading rules karte hue trading karne chahie Hamen Hamesha tarike se kam karna chahie Jab Ham Apne Karm ko confidence ke sath Karenge To Ham acchi kamyabi Hasil karne mein Kamyab Ho Jaenge Hamen Ek business ko Kamyab banane ki koshish Karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading kay liye kitnay pairs select kernay chaiye

                              Assalamu Alaikum dear Forex member kaise hain aap sab Umeed hai kya aap sab theek Honge aur Fox Business mein Apna time de rahe Honge Sahi question kya hai aap Logon Ne ki agar Hamen forex business ke Pyar ke bare mein Itni information Nahin Hai To Ham Dam account ko use Karke Apne Pyar ke bare mein information Hasil kar sakte hain Hamen information ko Jarur share Karte Rahana chahie Kyunki Ek dusre ki madad karne se hi kamyabi Bankar hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X