Assalamu alaikum my all Forex friends main aap sabse yah Kahana chahta hun Ki Forex trading Ki Duniya Mein Jo Jo Bhi acche trader banana Chahte Hain unko chahie keva start main sirf currencies per trade Karen aur currency bhi zyada Se zyada 2currency paier select Karen Kyunki agar aap do pairs ko acche tarike se A trade karte rahenge to aap ine ki market ko bahut aasani se samajh Lenge aur FIR aap ismein experience Hasall Karte Karte expert Ban Jaenge aur uske bad aapko Achcha trader banne Se Koi Nahin rok payega lekin yah aapko start Mein karna hoga start Mein Kabhi Bhi gold-silver ya oil per trade na Karen Kyunki gold aur Silvar ya oil ki market bot risky market Hy is Market main aapko use Waqt trading Nahin Karni chahie jab tak aap aap acche aur experience trader Nahin Ban Jaate Kyunki yah market Samajh Mein Aana bahut Mushkil Hai Aur Inki Munh mein bhi currency market se bahut fast Hoti Hai Jiski vajah se a is main loss ka risk Hamesha rahata hai kuch traders Start Gold yeah oil Par trading start kar dete hain aur unko ismein nuksan Hota Hai isliye kabhi bhi start mein gold ya oil per ya silver per yah commodity trading na Karen Kyunki ine se aapko loss Hoga aap apni starting currency pair se Karen aur jab aap acche trader Ban jaen to Uske bad hi aap gold silver par trade Karen Iske alava Hamesha apni trading ke dauran market ko analyse Karke use per Nazar rakhen kam se kam 2 indicators ka istemal Karen Chuke indicator aapko market ki movement ke bare mein alert Karte rahte hain Jab aap market ki movement se alert Honge to Fir aap ke loss ke chances bahut kam Honge aur aap apni trading Se Achcha profit bhi Hasil kar Payenge isliye aapko chahie ki Hamesha market ki analysing karne ke bad hi apni Koi trade open Karen aur jab tak aapko 60 se 70% Tak kar form Na Ho ki market kis Taraf Karne Wali Hai use Waqt Tak trade ko open na Karen Kyunki agar aap trade ko open karne mein jaldi Karenge to isase bhi aapke loss ka risk bahut zyada rahega Hamesha trading ke dauran cool mind Hoke aur fresh mind ke sath trading Karen agar aap Ko Kisi kisam Ki Koi tension hai To Kabhi Bhi trading na Karen Kyunki tension aapko market ki movement ko samajh Nahin Degi jisse aapko loss hone ka Khatra Rahega Main ummid Karta Hun Ki mere thread se aapko fayda pahunche jaeg
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим