Aik acha trader start main sirf curncy par trade Karta hy jaiza

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik acha trader start main sirf curncy par trade Karta hy jaiza
    Assalamu alaikum my all Forex friends main aap sabse yah Kahana chahta hun Ki Forex trading Ki Duniya Mein Jo Jo Bhi acche trader banana Chahte Hain unko chahie keva start main sirf currencies per trade Karen aur currency bhi zyada Se zyada 2currency paier select Karen Kyunki agar aap do pairs ko acche tarike se A trade karte rahenge to aap ine ki market ko bahut aasani se samajh Lenge aur FIR aap ismein experience Hasall Karte Karte expert Ban Jaenge aur uske bad aapko Achcha trader banne Se Koi Nahin rok payega lekin yah aapko start Mein karna hoga start Mein Kabhi Bhi gold-silver ya oil per trade na Karen Kyunki gold aur Silvar ya oil ki market bot risky market Hy is Market main aapko use Waqt trading Nahin Karni chahie jab tak aap aap acche aur experience trader Nahin Ban Jaate Kyunki yah market Samajh Mein Aana bahut Mushkil Hai Aur Inki Munh mein bhi currency market se bahut fast Hoti Hai Jiski vajah se a is main loss ka risk Hamesha rahata hai kuch traders Start Gold yeah oil Par trading start kar dete hain aur unko ismein nuksan Hota Hai isliye kabhi bhi start mein gold ya oil per ya silver per yah commodity trading na Karen Kyunki ine se aapko loss Hoga aap apni starting currency pair se Karen aur jab aap acche trader Ban jaen to Uske bad hi aap gold silver par trade Karen Iske alava Hamesha apni trading ke dauran market ko analyse Karke use per Nazar rakhen kam se kam 2 indicators ka istemal Karen Chuke indicator aapko market ki movement ke bare mein alert Karte rahte hain Jab aap market ki movement se alert Honge to Fir aap ke loss ke chances bahut kam Honge aur aap apni trading Se Achcha profit bhi Hasil kar Payenge isliye aapko chahie ki Hamesha market ki analysing karne ke bad hi apni Koi trade open Karen aur jab tak aapko 60 se 70% Tak kar form Na Ho ki market kis Taraf Karne Wali Hai use Waqt Tak trade ko open na Karen Kyunki agar aap trade ko open karne mein jaldi Karenge to isase bhi aapke loss ka risk bahut zyada rahega Hamesha trading ke dauran cool mind Hoke aur fresh mind ke sath trading Karen agar aap Ko Kisi kisam Ki Koi tension hai To Kabhi Bhi trading na Karen Kyunki tension aapko market ki movement ko samajh Nahin Degi jisse aapko loss hone ka Khatra Rahega Main ummid Karta Hun Ki mere thread se aapko fayda pahunche jaeg
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik acha trader start main sirf curncy par trade Karta hy jaiza

    Assalamu Alaikum han ji aapane bilkul ji ka hai ek Achcha traded Hamesha hi start mah Jabeen trading Karta Hai To vah currency pair per hi trading Karta Hai Kyunki Kuchh currency pairs Aise Hote Hain Jo bahut jyada slow move karte hain aur kuchh currency pair Aise hote hain to bahut jyada fast Maaf Karte Hain To usne trading Bhi Do Tarah Ki Hoti Hai Ek short term trading hoti hai aur ek long term trading hoti hai Aksar members Hamesha hi short term trading karte hain Itna Jyada Jiska experience hota hai Usi hisab Se Hi training karna Pasand Karta Hai Ham Sab Tamam members ko chahie ki Ham Jab Bhi trading Karen Forex trading Karen To Hamen Hamesha hi Rehna ji pairs per hi trading Karni chahie Hamen Gold per silver per yah crude oil trading se avoid karna chahie aur apne account ko bhi save Rakhna chahie to ke Aksar members ke pass balance bahut kam hota hai aur vah trading karna start kar dete Hain Jab vah bonus account trading Karte Hain Jab Gold per trade Lagate Hain To Unka account was Ho Jata Hai To Ham Sabko is chij se apne aap ko Dur Rakhna chahie aur bahut acchi quality ke sath Hamen kam karna chahie tabhi Ham bahut acchi earning bhi n kar sakte hain aur kamyabi ki taraf Ja sakte
    • #3 Collapse

      Re: Aik acha trader start main sirf curncy par trade Karta hy jaiza

      G han mein aapki baat sy agree karta hon ky trading career ky start mein hamesha currency pair py trade karni chahiye kyo ky in mein spread kam hota hy lakin jis kisi bhi currency pair py karain uski achi knowledge hona sabse important hy. Zyada tar traders bina knowledge ky trading direct gold ya oil py karte kyo ky in mein spread bohat hota or apna account he washout kar walety jiska bura asar unky trading career py parta or aksar quit kar jaty. Trading ky liye trader ke first priority knowledge or experience hy jo currency pair sy hasil ho sakti or jab experience ho jaye tab unko study kare jahan market bohat zyada fluctuate hoti phir trade lagay. Forex sy aani wali earning easy nahi hoti isliye is market mein agar survive karna hy or acha benefit hasil karna hy tou pehle currency pair select kare achi information rakhy or live market mein enter sy pehly lazmi demo account py achi practice kare taky jo mistakes horai demo mein wo live mein naho.
      Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
      • #4 Collapse

        Re: Aik acha trader start main sirf curncy par trade Karta hy jaiza

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Nakamura پيغام ديکھيے
        Assalamu alaikum my all Forex friends main aap sabse yah Kahana chahta hun Ki Forex trading Ki Duniya Mein Jo Jo Bhi acche trader banana Chahte Hain unko chahie keva start main sirf currencies per trade Karen aur currency bhi zyada Se zyada 2currency paier select Karen Kyunki agar aap do pairs ko acche tarike se A trade karte rahenge to aap ine ki market ko bahut aasani se samajh Lenge aur FIR aap ismein experience Hasall Karte Karte expert Ban Jaenge aur uske bad aapko Achcha trader banne Se Koi Nahin rok payega lekin yah aapko start Mein karna hoga start Mein Kabhi Bhi gold-silver ya oil per trade na Karen Kyunki gold aur Silvar ya oil ki market bot risky market Hy is Market main aapko use Waqt trading Nahin Karni chahie jab tak aap aap acche aur experience trader Nahin Ban Jaate Kyunki yah market Samajh Mein Aana bahut Mushkil Hai Aur Inki Munh mein bhi currency market se bahut fast Hoti Hai Jiski vajah se a is main loss ka risk Hamesha rahata hai kuch traders Start Gold yeah oil Par trading start kar dete hain aur unko ismein nuksan Hota Hai isliye kabhi bhi start mein gold ya oil per ya silver per yah commodity trading na Karen Kyunki ine se aapko loss Hoga aap apni starting currency pair se Karen aur jab aap acche trader Ban jaen to Uske bad hi aap gold silver par trade Karen Iske alava Hamesha apni trading ke dauran market ko analyse Karke use per Nazar rakhen kam se kam 2 indicators ka istemal Karen Chuke indicator aapko market ki movement ke bare mein alert Karte rahte hain Jab aap market ki movement se alert Honge to Fir aap ke loss ke chances bahut kam Honge aur aap apni trading Se Achcha profit bhi Hasil kar Payenge isliye aapko chahie ki Hamesha market ki analysing karne ke bad hi apni Koi trade open Karen aur jab tak aapko 60 se 70% Tak kar form Na Ho ki market kis Taraf Karne Wali Hai use Waqt Tak trade ko open na Karen Kyunki agar aap trade ko open karne mein jaldi Karenge to isase bhi aapke loss ka risk bahut zyada rahega Hamesha trading ke dauran cool mind Hoke aur fresh mind ke sath trading Karen agar aap Ko Kisi kisam Ki Koi tension hai To Kabhi Bhi trading na Karen Kyunki tension aapko market ki movement ko samajh Nahin Degi jisse aapko loss hone ka Khatra Rahega Main ummid Karta Hun Ki mere thread se aapko fayda pahunche jaeg
        Yes dear aapane bahut hi valuable information Hamare Sath share Ki Hai Kyunki Jab Ek new joiner Forex trading me aata hai to starting me Hamesha usko currency pairs Se Hi apni trading start Karni chahie aur Agar Ham currency pairs ki further division Karte Hain To Humko Pata Chalta Hai ki currency pairs mein bhi Kuchh Aise Pal hote hain jinki movement fast hoti hai aur kuchh Aise currency pairs hote hain jinki movement Kafi slow Hoti Hai To Hamesha starting Mein slow currency pairs ki movement Se Hi Humko trading start Karni chahie.

        Jab Ham currency pairs ki movement se apni trading ko start Karte Hain To ismein Humko bahut jyada advantages Milte Hain Humko trading se related basic information bhi pata chal jaati hai aur Humko trade open or close karne ka bhi acche tarike se idea ho jata hai iske sath sath Ham Apne account ko safe Rakh sakte hain Kyunki slow movement wali currency pair Humko bahut jyada nuksan Nahin dete aur ismein Agar movement aapki against Ho bhi Jaati Hai To ismein aapko bahut jyada nuksan Nahin Hota aur aap ko minimum amount hi recover karna hoti hai.

        Isliye Humko is Baat Ko preference karna chahie ki Jab Ham trading start Karte Hain To initial stages per Humko currency pairs per hi trading karna chahie aur fast movement wale currency pairs ya FIR metals per trading karne se avoid karna chahie Kyunki yah bahut jyada risky per hote hain aur Humko isase bahut jyada nuksan hone ke bhi chances Hote Hain
        • #5 Collapse

          Re: Aik acha trader start main sirf curncy par trade Karta hy jaiza

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Nakamura پيغام ديکھيے
          Assalamu alaikum my all Forex friends main aap sabse yah Kahana chahta hun Ki Forex trading Ki Duniya Mein Jo Jo Bhi acche trader banana Chahte Hain unko chahie keva start main sirf currencies per trade Karen aur currency bhi zyada Se zyada 2currency paier select Karen Kyunki agar aap do pairs ko acche tarike se A trade karte rahenge to aap ine ki market ko bahut aasani se samajh Lenge aur FIR aap ismein experience Hasall Karte Karte expert Ban Jaenge aur uske bad aapko Achcha trader banne Se Koi Nahin rok payega lekin yah aapko start Mein karna hoga start Mein Kabhi Bhi gold-silver ya oil per trade na Karen Kyunki gold aur Silvar ya oil ki market bot risky market Hy is Market main aapko use Waqt trading Nahin Karni chahie jab tak aap aap acche aur experience trader Nahin Ban Jaate Kyunki yah market Samajh Mein Aana bahut Mushkil Hai Aur Inki Munh mein bhi currency market se bahut fast Hoti Hai Jiski vajah se a is main loss ka risk Hamesha rahata hai kuch traders Start Gold yeah oil Par trading start kar dete hain aur unko ismein nuksan Hota Hai isliye kabhi bhi start mein gold ya oil per ya silver per yah commodity trading na Karen Kyunki ine se aapko loss Hoga aap apni starting currency pair se Karen aur jab aap acche trader Ban jaen to Uske bad hi aap gold silver par trade Karen Iske alava Hamesha apni trading ke dauran market ko analyse Karke use per Nazar rakhen kam se kam 2 indicators ka istemal Karen Chuke indicator aapko market ki movement ke bare mein alert Karte rahte hain Jab aap market ki movement se alert Honge to Fir aap ke loss ke chances bahut kam Honge aur aap apni trading Se Achcha profit bhi Hasil kar Payenge isliye aapko chahie ki Hamesha market ki analysing karne ke bad hi apni Koi trade open Karen aur jab tak aapko 60 se 70% Tak kar form Na Ho ki market kis Taraf Karne Wali Hai use Waqt Tak trade ko open na Karen Kyunki agar aap trade ko open karne mein jaldi Karenge to isase bhi aapke loss ka risk bahut zyada rahega Hamesha trading ke dauran cool mind Hoke aur fresh mind ke sath trading Karen agar aap Ko Kisi kisam Ki Koi tension hai To Kabhi Bhi trading na Karen Kyunki tension aapko market ki movement ko samajh Nahin Degi jisse aapko loss hone ka Khatra Rahega Main ummid Karta Hun Ki mere thread se aapko fayda pahunche jaeg
          G han dear wo acha karta hai kiyu kay curency pay kam karna kafi asan hai aur ap es mai acha kam kar saktye hain ager ap es mai mahnet au rlagan kay sath ap kam kartye hain aur aik achi bat curency mai ye hai kay ap es mai kafi acha kam kar saktye hain aur ap ko es mai kabhi lose nhi hota hai kiyu kay ap es kam kartye hain tu ye ap ko ager aik time pay lose mai laye kay jatye hain tu pher ap ko es mai profit mai bhi kaye kay atye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam mahnet aur lagan kay sath acha karain aur ap kam curency pay zayda kiya karain es mai ap kafi acha kam kar saktye hain air ap es mai kamyab bhi ho jatye hain ap acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap apna kam achye say acha kiya karain ta kay bad mai ap kaliye masla nhi banta hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap shuru mai jub bhi trading kartye hain ap ka kam hai kay ap shuru mai curency pay kam kiya jarain kiyu kay shuru mai trading karna atna san kam nhi hota hai per ap curency pay kam kartye hain tu ap ka kafi faida ho jata hai es mai ap kamyan bhi ho jatye hain tu ap apna kam mahnet aur lagan kay sath hamesha jarain ta kay bad mai ap es mai acha kam kar kay kamyab ho patye haim tu curency pay kafi acha kam ap ka ho jata hai ager ap es mai kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap curency say he apna kam start karain ta kay bad mai ap ka faida usi hisab say ho paye aur ap es mai kamyab ho pain tu ap ka acha kam cureny pay acha kam karnye mai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam jarain mahnet aur lagan kay sath he ap ka kam acha ho pata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: Aik acha trader start main sirf curncy par trade Karta hy jaiza

            Dear forex members forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye pehlay market ki movement Kay mutabiq apni learning aur information ko zayada importance daytay hoye trading karni chahiye takay haum achi earning hasal kartay hoye acha experience bhi hasal kar sakay forex trading may haumay kisi bhi currency pair pay ya commudities pay trade open kartay hoye pehlay uss say related knowledge aur information ko gain karna hoga phir jab haum kisi currency pair pay trading karna chahtey hay to pehlay uss say related knowledge aur learning Kay sath trading experts aur experienced traders ki opinion ko importance daytay hoye trading karni chahiye takay haum acha Kam kar sakay aur kamyaabi hasal Kar sakay forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath saath learning ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur iss Kay liye haumay hamesha apni learning ko improve kartay hoye trading karni parti hay phir hi kamyaabi hasal hoti hay aur iss ki waja say haum market ki movement ko asani Kay saath watch kar saktay hay jiss ki waja say haumay trading Karney may bohaut zayada asaani peada hoti hay Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut ki zarorat hoti hay aur phir uss Kay mutabiq Kam Kartay hoye successful trading kartay hay to haumay zayada achay results hasal hotay hay.

            Jab haum start may Forex trading may Kam kartay hay to haumay chahiye kay haum currency pair pay trading ko prefer karay Kyu Kay currency pair ko samhjna bohaut zayada asan hota hay aur iss ki trade open kernay Kay liye haumay market ki movement ko judge karna bhi asan hota hay aur forex trading may jab haum kisi bhi currency pair pay trading kertay hay to iss ki selection may bohaut zayada important hota hay appki observation aur appki information jo iss currency pair say related honi chahiye takay app ko currency pair ki mukamal information ho to app achay tareekay say complete knowledge Kay saath trading kartay hoye bohut zayada Profit hasal Kar saktay hay currency pair pay Trading karney Kay bohaut zayada advantages hotay hay Kyu Kay currency pair pay trading safe and sound hoti hay iss ki movement bohaut slow hoti hay magar aopko Profit hi milta hay aur apka trading account bhi secure rehta hay currency pay trading junior traders Kay liye bohat zayada behter hoti hay iss pay trading kertay hoay wo trading ka zayada experience aur knowledge hasal kartay hay to unko commudities pay trading karney ki sahoolat rehti hay.

            Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut Kay saath saath knowledge ki zarorat hoti hay aur forex trading may haumay discipline Kay saath saath learning ki zarorat hoti hay aur iss Kay liye market ki movement ko analyz karna bohaut zayada important hota hay aur phir uss Kay mutabiq trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur phir haum apni abilities aur skills ko polish Kartay hoye successful trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay aur forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye bohat zayada mehnut ki zarorat hoti hay aur iss ki waja say haum market ki movement ko asani Kay saath judge kartay hoye trading kartay hay to haumay kamyabi hasal hoti hay.
            • #7 Collapse

              Re: Aik acha trader start main sirf curncy par trade Karta hy jaiza

              Assalamu Alaikum dear Forex member ji han bilkul theek Kaha aapane mostly log currency per hi pyar karte hain Kyunki currency per trading bahut jyada profitable hai aur ismein loss ke chances bahut kam hote hain isliye currency per trade Jyada log Lagate Hain aur Forex trading Mein 90% trade sirf currency per Lagai jaati hai aur Baki 10% trade crude oil aur Gold per Lagti Hai Jyada log currency per trading co hi focus karte hain Kyunki ismein loss ke chances bahut kam ho Jaate Hain aur profit bahut Achcha Milta rahata Hai gold aur rudal ki trading risky Hai ismein profit 288 sakta hai lekin Agar loss ho to loss bhi bahut jyada hota hai isliye log gold ki trade Nahin Lagate Jab Gold ke rate hai Hun To tab hi trade Lagate Hain otherwise mostly log gold ki trade Nahin Lagate Kyunki bahut jyada loss ke chances hote hain isliye Hamen chahie ki dollar ki hi trade lagaen aur currency per hi trade Lagaye Jaaye jisse Hamen Jyada fayda Hasil Hota Hai
              • #8 Collapse

                Re: Aik acha trader start main sirf curncy par trade Karta hy jaiza

                Ji han bilkul dear aapki baat bilkul sahi hai Forex trading Mein Jo Bhi Ek Achcha trader hota hai vah starting Mein Apni trading ka aagaz currency per trading Karke Karta Hai Kyunki trading Mein Ham Jab kam Karte Hain To Hamen chahie ki Ham ismein Apna knowledge or experience Hasil karne ke liye demo account ka istemal Karen.

                Agar Ham Forex trading Mein demo account ka istemal Karenge To Hamen uska liye fayda Hoga Ki Ham ismein currencies per trading Karke Achcha profit Hasil kar sakte hain dear Ek Achcha trader Jab Bhi Koi trade open karta hai to vah market Mein sabse pahle analysis karta hai aur analysis Karke trade open karta hai.

                Currency per trading karne ka ya fayda hota hai ki currency ki market Mein movement normal routine ke sath hoti hai aur vah technically bahut jyada Munh mat karti hai agar office mein technical analysis Karke aur fundamental analysis Karke trade karte hain to aapko is Achcha profit hone ke bahut jyada chances Hote Hain.

                Dear aap Jab starting may experience ke bagair aap ismein currencies per Ko chhodkar Jab aap metals aur mukhtalif commodities per trade Karte Hain To usse aapko bahut jyada loss ho sakta hai Kyunki forex market Mein Ham dekhte hain ki Jab Bhi ismein Ham Gold per trade Koi Karte Hain To usse Hamen loss ho sakta hai Kyunki gold ki movement market mein bahut jyada hoti hai aur Gold per trading karne ke liye aapke pass acche experience hoga to tab hi aapko ismein kamyabi mil sakti hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Aik acha trader start main sirf curncy par trade Karta hy jaiza

                  Jeeeee han bilkul 1 achaa trader shoro m currency pr he Trading krtaaa hy ....amout ko dekh kr he Trading krnii chahye aik achaa trader whii h Jo current amount ko dekhty huy Trading kry ...
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik acha trader start main sirf curncy par trade Karta hy jaiza

                    g han daer ap ny bilkul sahi bat kahi hai forex trading main jitny bhi new members hain un ko chahye k wo apni trading ka start currency pairs main karen q k jub ap currency pairs main trading karty hain tab he ap forex main kamyab ho skty hain forex main risk bhi hota hai es liye aghr ap kam risk chahty hain tu apko currency pairs main trading karni chahye q k es main risk kam hota hai jis main ap achi trading kar skty hain jub apki trdaing ka experience acha ho jay tab he ap apni trading main commodities main achi trading ar skty hain commodities main risk trading hoti hai jis main ap forex main kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain commodities main trading karny se apko loss hota hai es liye apko aghr achi earning krna chahty hain tu apko currency pairs main trading karni chahye os main apko loss kam hota hai or ap achi trading kar skty hain forex main aghr new embers demo account main bhi trading ki practice karen tab bhi wo achi trading sikh skty hain or acha profit lay skty hain q k demo account ain apni trading karny se apko real account main loss kam se kam hota hai forex ko ap achi trha smjengy or sikhengy osk bad apni trading karengy tab he ap kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain
                    Click image for larger version

Name:	currency pairs kamal.png
Views:	1
Size:	583.6 کلوبائٹ
ID:	12329933
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik acha trader start main sirf curncy par trade Karta hy jaiza

                      hun ap sahi kah rahy han k ager hum start main achi earning chahty han aur humain ziada experience bhi nhi ha tu humain curency pairs per trading kerni chahiy is se humain bht ziada faida ho sakta ha q k in per safe trading mumkin ha in pairs per bhi humain apny balance k hisab se lot set ker trade lagnai chahiy is se humara acount bhi safe rahta ha aur humain achi earning bhi hoti rahti ha aur hum successful trader bhi ban sakty han.
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik acha trader start main sirf curncy par trade Karta hy jaiza

                        Han ek new trader ko chahiye k woh start mai sirf ek pair jo k zeyada fast na ho jaisy eurusd usdchf usdcad jaisy pair ko select karein jinka spread bhi kam ho. Oski analysis kary aur jab os pair par pira experience bn jae to dosra pair add kar de
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik acha trader start main sirf curncy par trade Karta hy jaiza

                          dear member experience traders jinke pass balance bhi zyada ho vah to kisi bhi pair per trade lagakar achcha profit Hasil kar sakte hain lekin juniors member ko jinke pass bonuce kam ho unko chahie ke sirf currency pair per normal lot size ke sath trade lagaen kyunki currency pair ka separate kam hota hai jisse bahut zyada loss nahin hota aur aur market ka trend change hone ke liye Ham uska wait kar sakte hain lekin kisi agar other pair per trade lagaenge to agar market aapke opposite move Kar Gai to aapko bahut jald bahut zyada loss ho jaega ek junior members ke liye recover karna mushkil ho jata hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Aik acha trader start main sirf curncy par trade Karta hy jaiza

                            Sahi kaha hain ap ny bilkul currency par bht safely trading kar skty hain or account k capital ko bhi long time taak run kar skty hain otherwise gold or oil jesy metal wagera par trade karna intahae Risk hota hain ek mint mai ek galt trade sy ap ka pora account wash kar skty hain . Achy trader bhi mostly just currency par hee trade karty hain for safety because gold par trade karna har kisi k baas ki baat ni hoti . Kiyo k gold wagera ki movement or closing opening time currency sy different hoti hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Aik acha trader start main sirf curncy par trade Karta hy jaiza

                              Assalamu alaikum my dear Forex members per kam karte hue Vahi trader acchi Tarah Se trade kar sakta hai jo trade start karte hue currency per trade karta hai isliye Humko chahie kya Ham bhi currency betrayed Karen Taki Ham maximum benefit Hasil kar Saken

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X