hamit na harro
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    i am agree with you k himmat nai harni chahiye success sirf isi sorat main mil sakti hai k aap is main ziada say ziada practice karian or is market ko samajnay ki kosish karian
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      yaha per yah kaha ja raha hy ky himat nai haro sahi kaha gia hy ky forex mey trading kerty waqt humey loss be ho sukta hy jis sey hum ko boht ziada dukh hota hy loss hony ka forex mey laqin humey chaya key hum ko forex ki trading mey himat nai harna chaya kue kay himat ager nai hary gay tow aur ziada achi trade ker sukaty hy aisi leya hum ko chaya key forex ki
      • #48 Collapse

        g ahn apko kabhi bhi for4ex mein himmat nahi haarni chhaiye,kiunke ye bohat hi behtreen business hai aur is mein wo hi log kamiyab hote hain jo is mein himmat rakhte hain aur jinko haar se larna ata hai.
        • #49 Collapse

          forex trading mein lost must ha jo hr trader ko accept krna prta ha mgr loss se himmat haar jana bohat bura ha. ek trader apny experience se forex trading mein success hasil kr skta ha jo k himmat haarny waalon ko kbi b nhi mil skta.
          • #50 Collapse

            Sahi kaha mere brother himat nai harni chaiye kyun ke zindagi main up and downs atay rahte hain to hamain mayos nai hona chaye aor agar hamain loss ho gaye to hamain us se seikhna chaye ke ye loss mujhe kyun huwa aor koshish karni chaye ke wo ghalti dobara na dhorayi gaye
            • #51 Collapse

              Bilkul sahi bola ap ny himmat k baghair to koi kam nai ho sakta chahay koi bhi dunya ka kam ho chay woh kitna hi mushkil ho agar hum himmat na harain to woh mushkil nai hay or pak forex trading bhi itna asaan nai hay is mein bhi bahut ziada himmat karni parrti hay
              • #52 Collapse

                ager app ka forex main loss ho gaiy then ap ko himiat ni harni chaiay bul k mushkalat ka moqbla kerna chahiay insan ghulti ker k he seekhta ha aor jin ghultion ke waja say hamara loss hua ha un ko dobara ni dhorna chaiay kyion slow study win the race aur himmiat ni harni chahieay
                • #53 Collapse

                  belkul janab hame chahe kitna bhe lose q na hojaye leken himat nahi harni chahiye dar ke agy jeet he or ap lose kroge to he apko experince aayega ke lose kis sourat me ata he or ap next time jub bhe trade karo gay to koshish yahi kro ge ke lose ki waja ka khatma kya jaye or sirf profit lya jaye jo log himat har jate he or unka dil totjata he unnhe aaisa hargiz nahi karna chahiye mayousi insaan ko agy ne balke or peche dhakel deti he work hard mehnat lagan ke sath kam kro or lalach ko chor or Success ke peche bhaago in Sha Allah ap ek na ek din Expert Trader ban jaye ge.
                  میں نے زندگی میں ایک ہی بات سیکھی ہے کہ
                  انسان کو کوئی چیز نہیں ہرا سکتی جب تک
                  وہ خود ہار نہ مان لے
                  Posts Ache Lage to please Click Thanks
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #54 Collapse

                    Sahi baat he agar aap ko loss huwa he to mazeed zid kar low kai ab mujhy double earn karna he. or apni last ki galtion ko mady nazir rakhty huwy or study kar lo trading ki tricks mil jaye gen itni knowledge hogi utna loss kam hoga.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X