Mistakes ko ignore na karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Mistakes ko ignore na karen.

    Mistakes say seekhnay waley dobara nuqsaan nahi uthatay. Business mai profits aur loss hotay rehtay hain laikin kaamyab businessmen wohi hotay hain jo apni mistakes say seekhtay hain aur phir woh mistakes kabhi nahi dohratey aur apnay business ko build kernay mai kaamyab bhi ho jatey hain. Forex trading bhi aisa he aik business hai. Forex trading mai choti say choti mistake ko bhi kabhi ignore nahi kerna chaiye kiyu kay forex trading mai mistake ka Matlab bohat ziada loss bhi ho sakta hai aur kabhi kabhaar aik small nazar anay waali mistake he Pura account wash kerwa daiti hai. Iss liye forex trading mai mistakes ko ignore nahi kerna chaiye aur apnay business ko kisi bhi kisam kay risk mai kabhi bhi nahi daalna chaiye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Mistakes ko ignore na karen.

      G belkul Forex mai kam karty hue humse mistakes b hoti ha hume mistakes se sekhna ha himmat nhe harni na mistakes ko ignore krna ha balke un se sekhna ha un se sekh k agy bharna ha hume
      • #33 Collapse

        Re: Mistakes ko ignore na karen.

        G han hmain trading me hmain posting me apni mistakews ko ignore ni krna chay jiss sy hmain apny aaccount me hmain apny busies me nuksaan ho sakta hy es liay jm,ain trading bi soch sjhkr krni chay jiss sy hmain apny kam me faida hoo
        • #34 Collapse

          Re: Mistakes ko ignore na karen.

          Aslamalikum pak forex forum ek online business hay Agar ham say posting karty wakht koi galti ho jati hay to os ko thk lazmi karay agar thk ni karay gay to both ziada noksan ho GA or phr hamay acha bonus ni milay ga or phr ham acha profit bi hasil ni kar sakty or agar hamaray pass knowledge or experience ho GA to ham apni galti ko osii wakht thk karay gay or phr Hamari posting achi ho gi or acha bonus hasil kar sakty hay or acha profit bi mil Jay ga
          • #35 Collapse

            Re: Mistakes ko ignore na karen.

            ji han bhai jaan aapane bilkul theek kaha hai hamen apni mistakes ko ignore nahin karna chahie aur na Hi ek Hi mistakes ko bar bar repeat karna chahie agar aap ek hi mistakes ko bar bar repeat karte rahenge to aap kabhi bhi Forex Mein kamyabi hasil nahin kar sakte aur kabhi bhi Forex Mein ek successful trader nahin Ban sakte agar aap Forex Mein kamyabi hasil karna chahte hain to aapko pahle apni previous mistakes ko select karna chahie aur select karne ke bad apni mistakes ko improve karna chahie jab aap apni mistakes ko improve kar lenge to aap aasani se Forex Mein kamyabi hasil kar sakte hain aur fourex per ek kamyab businessman Ban sakte hain.
            • #36 Collapse

              Re: Mistakes ko ignore na karen.

              Mistakes ko hameaha note kr lain aur next time aisi mistakes sy guraiz krain tb he aap kuch kama skty ho. Jitni mistakes aap note krain gy aur un sy avoid krain gy utni he aap ke trading main improvement aati jay ge aur aap k profit main izafa hota jay ga.
              • #37 Collapse

                Re: Mistakes ko ignore na karen.

                Boss jab ham as mien plan bana ker kaam karte hien tu ham as mien zaror kamyab ho sakte hien as lyee ham ko as mien mansoba bana ker as mien kaam karna hota h aur ham ko as mien himmat nahi harna hota h aagr ham as mien aik bar fail ho jate hien tu ham ko fikr nahi karna hota h
                • #38 Collapse

                  Re: Mistakes ko ignore na karen.

                  aapane sahi baat ki hai kya hamen mistakes Koi ignore karna hoga agar Ham mistakes koyal aur nahin karte to ham log kam yad nahin ho sakti isliye hamen har bar is baat ki koshish kar li hogi ki Ham Bahar bar ek hi mistake nakhre aur naahi mistakes ko repeat karte jaen iska fayda yah hoga Kya mein aage chalkar ismein kamyabi hi kamyabi Hasil hogi
                  • #39 Collapse

                    Re: Mistakes ko ignore na karen.

                    Giani Sahi Kaha Milta ko ignore karne se Hamen Kuchh fayda Nahin Hota so Hamen Mr Kori cover karna chahie aur isase Hamen fayda Hoga recover Karne Se Hamare knowledge increase hota hai aur ham kam yah Hote Hain
                    • #40 Collapse

                      Re: Mistakes ko ignore na karen.

                      agar mistkae ho jaay to in ko ignore kurnay ki bjay es say examine kurna chahiye takeh hum yeh errors once more repet na kur sakay to es liyay humain achay say apna kaam kurn chahiye or soch samuhjh kay sath humaines primary apna kaam kurna chahiye jub tuk hum kisi mitkaes ko research nhi kur laytay hain es waaqt tuk hum yeh mistaje repeat kurtay rhay homosexual jis say humain kafi loss ho ga to es say besst yhi hai keh hum say agar mistakaes ho jay to in say humain study kurna achahiye
                      • #41 Collapse

                        Re: Mistakes ko ignore na karen.

                        Assalamu alaikum ji hamare gulab ke bad bilkul theek hai hamen forex mein apni mistakes ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie agar Ham forex mein apne mistakes ko ignore karenge to fir Ham 4x mein kamyab nahin ho sakte isliye hamen chahie Ham apni mistake se hamesha learning Karen
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #42 Collapse

                          Re: Mistakes ko ignore na karen.

                          Assalamu Alaikum Rahmatullahi Barakatuh member bilkul khairiyat se Honge Ji Bhai Jaan Apne bilkul theek hai main aapke pass Jayegi karta hun ke mistake Koi ignore na Karen mistake se sikhe galti se sikhenge tu hi aap perfect banenge galti se jo log sabka Dil karte hain vah bahut jyada acchi nahin kar sakte hain kya hota hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X