Re: Mistakes ko ignore na karen.
Mistakes say seekhnay waley dobara nuqsaan nahi uthatay. Business mai profits aur loss hotay rehtay hain laikin kaamyab businessmen wohi hotay hain jo apni mistakes say seekhtay hain aur phir woh mistakes kabhi nahi dohratey aur apnay business ko build kernay mai kaamyab bhi ho jatey hain. Forex trading bhi aisa he aik business hai. Forex trading mai choti say choti mistake ko bhi kabhi ignore nahi kerna chaiye kiyu kay forex trading mai mistake ka Matlab bohat ziada loss bhi ho sakta hai aur kabhi kabhaar aik small nazar anay waali mistake he Pura account wash kerwa daiti hai. Iss liye forex trading mai mistakes ko ignore nahi kerna chaiye aur apnay business ko kisi bhi kisam kay risk mai kabhi bhi nahi daalna chaiye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим