How to Trade on Market Momentum
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    Dear Momentum pr bhi trading ki jati hai thori mushkil hoti hai.ager zeyada experience k sath earn karen tu kamyab ho jate hain warna bhter hay ap scalping pr hi trade karen ye zeyada best hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      is main 2 kism k level hoty hain is main hamain learnkar k unk bary main learn kar k kam karna ho ga ta k hamain is main loss kam ho aur is main movementko dekh k trade karni ho gi ta k faida ho
      • #618 Collapse

        Analysis bht important hai economic clander use kren investing.com babypips aor farxfactory news ko follow kren trand janty rahen fundamental technical aor sentimemtql analysis kren aor phr trade open kren
        Acha kaam achy daam
        • #619 Collapse

          is main hamian news ko follow kar k indicator ko use kar k market ki moment k trade karny main asani ho gi is main learn kar k kam karna ho ga is main phar hi hum achy say trade kar skaty hain earn karty hain
          • #620 Collapse

            Forex treding buznees ki market ki.movmint ke bare min kisi ko bhi malumat nahin hy jahun tak mera kahyal hy is lie kun kah is buznees min humin risk hota hy is ki malumat buhat hi kam hy
            • #621 Collapse

              is main hum trade kar sakty hain is main bi hamain experince hasil kar k kam karna ho ga is main trade karny k liye hamain knowldge hasil kar k kam karna ho ga ta k earn ho
              • #622 Collapse

                Dosto market jab bhe fast move ker rahi ho to phr us k oper trade mat kraen us ka matlab to ye ho gak koi news aie hy jes ki wja say market utna fast move ker rahi our pher hum enter na hon
                • #623 Collapse

                  hum is main market koi momentem ko dekh k trade karty hain is main trade karny k liye is main knowldge hasil kar k kam karna ho ga ta k is main loss kam say kam ho
                  • #624 Collapse

                    forex treding buznees main hum k ke to logun ko yahun par tredfing karne ke lie is buznees ki market ki movmint ke bare maain hum ko malumat honi chaye tabhi hum ko treding karni chye
                    • #625 Collapse

                      Gee mery bhsi ap forex market mai Jo bhe trade open kray tou ap ko forex market ki movement ky mutabiq ho gy tou ap ko forex market mai kamyabi hasil ho gy. Ap ki trade movement ky mutabiq nahi ho gy tou ap ki earning nahi ho gy.
                      • #626 Collapse

                        Bhai mujy os bary mein koi khas knowldge nai hai bs itna he pata hai k normal trding ki ye asan hai r is mein profit b zayada hai aur loss k chances b hatal amkan km hoty hain agr koi bhai is ko use kar raha hai to kindly hamein is k bary mein aagha karen takay hum trading k knowldge mein azafa krty hoye mustafeed ho saken shukria
                        • #627 Collapse

                          Hum JB bhe trade open krtay hai tou hum pehly market ki movement ko watch krtay hai aur phr hum es market mai trend ko follow krtay ho trade open krtay hai.
                          • #628 Collapse

                            hamain market k movement ko dekh kar trade karni ho gi ta k loss na kar saky aur market main trade karny main koi mushkil na ho saky aur learn karna ho ga ta k earning ho saky aur profit hasil ho saky aur success ho
                            • #629 Collapse

                              market kay sath kaam ko krny k liay hum ko is market ko learn krna kafi zada zarori hota hai kun k is k liay humy is market main kaam ko krna ana maloom hona kafi zada zarori hota hai laikin is k liay knowledge ka hona kafi zada important hota hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                Bro agra ap k pass strongly capital or experience hy tu momentum k treading kr sakty ,,otherwise ap apny technical analysis k according treading or fully facous mind k Sth treading tb b acha earnings ke sakty ho,,learning k sth e earnings ho ge best ap ke so learning kro momentum k sth market ke demo pa then real pa practices kro

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X