Assalamu Alaikum dear Pakistan Forex forum members main yah Kahana Chahta Hun Ki forex market mein aap Jab kam karte hain to aapko ismein trading karne ke liye sabse pahle market ki situation ko dekhna hota hai aur uske mutabik aapko apni trades Lagani hoti hai agar aap market ki situation ke mutabik trade lagaenge to aapko ismein jyada fayda ho sakte hain aap Jab ismein koi bhi trade open Karte Hain To sabse pahle aapko market ke bare mein analysis karne hote hain aur uski mutabik apni trade open karna Hoti Hai Jab aap ismein acche se analysis Karke trade Karenge to aapko ismein bahut fayda Hoga aur aap ISI Achcha profit and kar sakte hain agar aap market hi situation Ko Dekhe bagair aur analysis kiye bagair koi bhi trade open Karenge to isliye aapko loss ho sakta hai to loss Se Bachana bahut Jaruri hota hai market mein agar aapane success Hasil karni hai to bahut hi Soch Samajh Kar kam karna hoga aur ismein acche se Anil Karke kam karna hoga tabhi aapko ismein shop profit ho sakta hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим