Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    ge ha kar sakta h jo ap ko samj ma ay ap is ma kamkaro ot trad lago sab ka liy ha forex ak online business ha ma be is ma boht sa pery par tad lagta ho sab ka liy ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      bhai phly phly ek pair me trading karna, job apko us pair ka total patta chal jayga tb dosre me....
      • #303 Collapse

        meray khayal k mutabiq humain zyada trades per trading nahi karni chahiye hai kyun k agar hum ziada trades per pair karay gy tou humara focus level kaam hu jaye ga jis ki waja se loss honay k chance zyada hu jaye gy.
        • #304 Collapse

          Brother aik se zeda pairs main trading karty waqat aap ko khyal rakhna parta hia k sab he phir sahi trades lagi hn kyoun k kabhi kabhi aesa hota hia aik surrency pair ki price opper jati hia tu ossi waqat kisi dussry ki neechy aajti hia is sliye soch samjh kar he trade laganin chaiye.
          • #305 Collapse

            meray khayal mein ager tou hum aik se ziyada rading pair per trade ko kerien gay tou hum achi trading nahi ker sakein gay kiyon ke inn ko manage nahi ker payein ga iss liaye aik pair ko use kerna chahiye.
            • #306 Collapse

              app log apne app p belive kare aur jab app nay trade laga e hay tu app ko forex trade p profit hay mele ga likn app ko kuch wiat karna parta hay ho sakta hay chand gante ho sakta hay k kuch day lag jaye likn profit milta hay easy say agar ap dosre thred open kar k us p work krna chate hay wo bhi kar sakte hay sath may multi play bhi jis p proift mele way say lay lo aur apna lose ko cover kr lo multy bohat acha hay trader karna hum lose jo ho us ko cover kar sakte hay
              • #307 Collapse

                bhai ji main khud abhi new hon but mujhy itna pata hai kay ye sub aap k knowledge and experience pay depend kata hai kay aap kitny pairs main trade katy ho.bhai ji agr to aap new hain to behtr ho ga kay aap aik pair hi select kare'n .
                • #308 Collapse

                  g ha ap bilkul aik se zyada pairs par trading kr sakty ha.mery khayal my ap ki bat theek ha .coruncy pairs my markeet upar nechey hoti rahti ha.ap pehly iss k bary achi tarah knowledge hasil kry.
                  • #309 Collapse

                    g han je ap ker sakty hai 1 se zyada m e b trading ye ap per hai k ap kis me kerty hai or kitni me kerty hai trading ye ap per hai sab kasab depend..
                    • #310 Collapse

                      Yes app ko zada se zada air ka pata ho ga tu app ko agher kabhi kabhi kuch pair main kam karne main nafa na ho aur app kisi aik main hi trade ko kar ke is main nafa hasil kar sakte hay aur app ko asa karne se knowledge aur app ka experience bhi zada ho ga aur app ko is main masla bhi nahi ho ga aur app ka knowledge bhi zada ho ga .
                       
                      • #311 Collapse

                        g bahi ap ko aik say zaida pairs main trading karne chahy wo is liya kay aik pair main trading slow hote hay agar ap second pair main trading karain gay to ap ko loss kam ho ga aur ap bhoot easy earn kar skty hain.
                        • #312 Collapse

                          jee nahi ap ko single pair main hi tarding ekrni ho gi then hi ap iss main achi earning ekr sakoo ge agar ap aik se zyda pair main kam kerte ho to ap ki concentration nahi ho gi jis ki waje s e ap ko loss ho ga
                             
                          • #313 Collapse

                            ofcourse kar to sakte hain but aikse ziada pair par trading karna bht difficult or mushkil hai kun k app ko sirf aik pair ka knowledge hota hai so app k liye mushkil hota hai phr....
                            • #314 Collapse

                              jahan tak mera khial hai aap ko bhi aik sy zyada pairs mein trading krni chahiye kyun ke trading aik pair mein down ho to ap dusry pair mein trade kr sakty hen is tarha se aap loss sey bach sakty hen or easily trade kar sakty hen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                                Agar me aik hi wakt me aik se ziada currency pairs pe trading karu tu kia ye mery liay easily manageable hogi kay me ziada loss bhi nahi karu ga or agar aik me profit nai hoa tu kisi or me ho jay ga is mantality se agar le kar chaloon tu?
                                mere khyal sy new traders ko 2 sy zyada pairs per trading nahi karni chahiye kyun yeh manage karna difficult ho jata hai aur new traders ko low volume 0.01 ki trading karni chahiye aur hamesha greed sy bachna chahiye.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X