Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    nice thread brother but according to my experience I think so dear if you are a neew trader you should not trade in more and more currrency pairs i think that you should try to be a expert only in one currency pair and i think that you will surely earn morny from forex trading bsuienss.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      opens you the lock of a bright success. Practice can be done here in forex trading online work through a demo account and your daily work increases your experience.
      • #348 Collapse

        agar ap ek sath buhat se piars me trade lagate ho to is se ap ke profit chances zyada milte hain or agar ek do pairs se apko profit nahe mil raha hai to remaining pairs se to zaror profit mile ga or is tarah ap ko ek he wakt me zyada profit bhe hosakta hai...
        • #349 Collapse

          g bilkul eik se ziada pairs per trading karne chahie hai kyun k es tarha hum trading main tamam pairs ki movement ko jan saktay hai aur ziada pairs per trade kar k humain bohaat kuch trading main pairs ki movement k baray main pata chal jata hai.
          • #350 Collapse

            ap kisi bee pair meh trading ker saktay ha lekin better yeh hoga k ap kisi aik currency main kaam karain. aik currency main kaam karne se aap ko us currency k up and down market ka bakhoobi andaza ho jata hai aur aap us currency se familiar ho jatay hian.
            • #351 Collapse

              brother ager ap forex me expert hain or ap ki startgy full strong hai to ap zaida pairs ko use ker k acha profit earn ker shakte hain or apko good profit millta hai forex me ager ap zaida pairs ko use ker rhe hain or trand jha per b ap ko mill rha hai ap whi per trading ker k profit earn ker shakte hain
              • #352 Collapse

                ji bhai hum is forum par ak se ziada pairs par tread kr skte hai and me smjhta ho hamare pass knowledge experience bhi hona lazmi hai and mene is forum ko abhi join kra hai me daily mehnat krta ho.......
                 
                • #353 Collapse

                  Bhai jaha tak mera khayaal hai hum aik se ziyada pairs par trade kar sakte hain magar hume aik se ziyada pair par us waqt trade karna chayye jab hamari invest achi ho warna nahi karen kiyo ke ye risk hota hai kam invest me bilkul bhi risk na lain.....
                     
                  • #354 Collapse

                    g han dear aap aik say ziyada pairs par trading kar sakty hen or aap agar ziyada pairs main intereting hen to aap ko chaheay k un k bary main b knowledge gain kryn or un par b grif hasil kar layn..
                    • #355 Collapse

                      Han bhai app aik se zaida parise per trade kar sakte hoo jis ki waja yah he ke app ko us se loss or profit dno same hi hota he ager che app aik persie se kum trade lagte ho tou app ko los zaida hoga .
                       
                      • #356 Collapse

                        to become success in forex trading business you must work with forex trading business from your heart . without love it properly you can not become success in forex trade .
                        • #357 Collapse

                          han bhai kr sakte hain lkn shart ye ha k hum logo ko pehle us pair ka koi jatarba hona chahiye k kiti movement ha us pair ki wo kitna jata ha sell me jae ga ya buy me jae ga
                          • #358 Collapse

                            dear brother basically zayada pair pe trading kernay ke leye ap ki equity ka zayada hona zaroori hy ager ap ki equity kam ho gi to ap new trade open hi nahi ker pao gay . or ager ap ki equity achi hy to es ke bad bhi meray khayal me ap ko 2 se 3 trade hi open kerni chahye or apko in pairs ki movement ka bhi sahi pata ho aisa na ho ke ap ki knowledge kam ho or apki sb trade bhi at a time loos me ja sakti hain . always try for minimum risk.
                            • #359 Collapse

                              ye hamari trading skills pe depend krta he k ham kiss tarah trade krty hen hamra tajurba kitna he ya ham kitna ilm rkhty hen iss bary men agr ham expert hen or confidence he k hamari trading successful hogi to hamen ye try ker lena chahiiye agr ham epert nhi hen to hamen slow process se chlna he jiss se ham loss se bach jyngy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                dear ye apke forex experience aur apki foroex knowledge pe depend karta hai ke ap ek se ziyada pairs pe trade kar sakte hain ya nahi,agar apko forex achi ati hai to ap ziyada pairs pe bhi trade karen aur agar ap new hain to phir ap just Eur/Usd pe hi trade karen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X