Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    brother agar appki equity achi hai aur app aik senior trader hoon aur small lots use kar rahay hhoon toh tab hi appko aik se ziyada currency pairs par trading karni chahiya aur newbie traders ko toh bilkul hi aik se ziyada currency mein trading nahi karni chahiya kiyun phir bohut hi ziyada confusion hojati hai new traders ko aur new traders ko equity b hamesha kaam hoti hai isliya loss ka daar b un ka saath hota isliya nahi karni chahiya new traders ko aik se ziyada mein trading ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      jee ha krney chahey agar ap experence hai ap ke pass aur zp achi trading kar rahey hai to ap ko 3 ya 4 pair per trading krney chahey is tarha ap ko jo best pair lagey to usey he continue rakh na chahey ...
      • #198 Collapse

        Agar me aik hi wakt me aik se ziada currency pairs pe trading karu tu kia ye mery liay easily manageable hogi kay me ziada loss bhi nahi karu ga or agar aik me profit nai hoa tu kisi or me ho jay ga is mantality s
        • #199 Collapse

          yes u can work on more then one pair of currencies you start your trade on different pairs and can earn a better profit but you need to understand the trading process
          • #200 Collapse

            Agr ap new trader h to ap diraf EUR-USD pr kam karien ku k ya bht acha pair h new trader k liye r acha khasa profit bhi day deta h bs ap ko forex ke sai smjbooj honi chaye....r agr ap forex ko sai s smj jaien to phr dusare pairs pr trading kiren ..
            • #201 Collapse

              dear ye to us person per depend karta ha jis naa i ko karna ha kukay jo ziada is ko seekh kar karta ha wo ziada kamyab ho at ah abai jan ma i ko 9 month say kar raha hon or alhmdolilah buht hy acha profit hasil kar rah hon.maa ye kaho ga ka aik pair per trading karny chaye.
              • #202 Collapse

                jee nahi ap ko single pair main hi trading kerni ho gi then hi ap iss business main kamyab ho ge or achi earning bi ker sakoo gye iss main agar ap aik se zydapair main kam kero gye to ap ko samjne main muskil ho gi orr ap ko loss bi ho sakta hi
                • #203 Collapse

                  agar app newbie hen to apko 1 se ziada pair per trading nahi karni chaiye but agar apko experiecne he to apko chaiye ke ap jitne pairs per trading kar sakte hen zaroor karen ku ke ap jitne pairs per trading karenge apko utna hi fida ho sakta he or is se apko ye benifit bhi hota he ke apki 1 trde loss me jati he to dosri trade profit me a kar apkaloss cover kar deti he
                  • #204 Collapse

                    brother hum aik se ziada currency pair per trading ker sakte hen but humein starting mein aik se ziada aik waqt mein trade open ni kerni chahie qiun k with little capital problem hoti he or hum phir hedging strategy bhi use nahin ker sakte.is lie pehle aik order close hone den phr second order active karen.
                    • #205 Collapse

                      ji haa aap aik se zyada pair pe bhi trading ker saktey hai isme koi mushkil nah hai lekin ap ne news pe nazar rakhni hogi
                      • #206 Collapse

                        Us time tak app ko kam se kam pair main kam ko karna chahye jab kat app ko is main aik hi pair main kam ko karna chhaye aur jab app ko is main kam ko karna a jye tu app ko aik se zada pair main koi masla nahi ho ga per shuro shuro main zada pair use mat kare .
                         
                        • #207 Collapse

                          right brother sub pair par trading karni must hai brother our agar sub pair par trading nahi karo gay brother tu hi loser ho gay brother losing say agar bachana hai tu har pair may is liyh trade karo brother k ap ko jo moqa milay trading ka tu hi trade karo gay agar moqa hi nahi hai tu agarap apnay pasand k pair may trade open karo gay tu b best nahii hai brother
                             
                          • #208 Collapse

                            hamain some time 1 pairs per achi trading nahi hoti ahi to hamain other pair ko use kerna hota hai jis k ley hamain is per pracit hona lazmi hai or phir hi ham is se fyada utha sekty hain is ley zyada pairs ko use kerna chahye.
                             
                            • #209 Collapse

                              Yeh trader kee trading approach per depend karta hai aur meri approach yeh hai kee mein zyada taar market mein opportunity per trading karta hoon aur jaisee hee trading kee opportunity nikalti hai trading start kar deta hoon
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                ap aik se zada b pair pay trade kr saktay ho, par us soorat main agr ap ko yaqeen hai k in pair ki movement ap k analysis k mutabic ho gi to ap trade kro warna na kro kyu k apko loss b ho gakta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X