Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    yes aap forex main 1 say zayada pairs main posts ker sktay hain per iskay liay aap ki equity zayada honi chahiay kiu kay jub zayada pairs main trading kerni hoti hai to zayada balnce chahiay hota hai werna accout urdnay ka khatra hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      salam to all\
      dosto forex may trade kar na ka lia dosri boht ari conditions kay sath aik ya bhi hay k trader nay investment kitni kie hue hay,ager equity or free margin ziada hay to aik sa ziada pairs may trade ki ja sakti hay.
      • #108 Collapse

        Main Samajhtaa hon K Aap Ko apnay Capital k 50 percent par risk letay huye Trading Karni Chahiyee orr ye bhi Zaroori nahin... magar Aap Ki khuwahish hai Tou bhalay 4 trades kholain magar Capital Par 50 % say Zyadaa ka risk na lain... Waisay in my views ye zyada behtar ho Ga k Aap ek he pair Select Karain us ki Movement Dekhain or usi Main Trading karain..mukhtalif jagah I mean mukhtalif Pairs par Mind uljhanay Say Samajh bhi kuch nahin Ataa or loss bhi ho Jata hai
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #109 Collapse

          yes janab ap ko aik sy zayda pair mai trading karney chahye q k market ka up down chalta rahta hai agar ap aik pair mai loss karay to dosrey mai ap zaror earn karay ge aur ap ka loss cover hojaey ga
          • #110 Collapse

            koi khas idea ny ha mujhay but may be ik se zaid pairs me kaam krne se apko faidha hota ho but after some time i,ll get about it
            • #111 Collapse

              Shuru mai tu aik hi pair trade karna chaiyetakay ap ko us kay trends waghera ka andaza hu jaye aur ahista ahista zada pairs at a time bhi trade karne chaiye kiu kay aksar pair apni breakout conditions ami hute hain aur profitable nahi hute tu us waqt baqi pairs trade kar lene chaiye
              • #112 Collapse

                mere keya say app ko serf currency ke trading ker cha he yaa jes ke app ko proper knoweldge aur analysis ker ate ho bake dosre currrency jes ke proper analysis aur trend ka nahi pata tu kafe risky ho sakta hai app k leyaa.
                • #113 Collapse

                  I think we should have to focus only on one pair if we start our trading career and should have to colleect all necessary information about that pair and should have to learn about all the factors but as you become confident on your trading so you should have to do trading in all pair to enhances your experience and trading skils.
                   
                  • #114 Collapse

                    kya aik se ziyada pair purchase karnay chahiye i think agar ap experience rakhtay hain tu zarror ya invesntment ziyda hai feer theek hai agar nahi tu risk na lae thankfu for question admin
                    • #115 Collapse

                      aap aik se zayada pairs pe trade laga saktay ho agar aap itnay confident ho ke aap ko zayada loss nahi ho ga. aap jitnay zayada pairs pe trade lagatay jaow gay aap ka free margin decrease hota jaye ga. behtar hai ke start main aik hi pair main trade karo aap.
                      • #116 Collapse

                        i think Yes we should trading more than one pairs there are number of reasons first of all its reason we should trade on this pair we get good sagnal and about good news
                        • #117 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                          Agar me aik hi wakt me aik se ziada currency pairs pe trading karu tu kia ye mery liay easily manageable hogi kay me ziada loss bhi nahi karu ga or agar aik me profit nai hoa tu kisi or me ho jay ga is mantality se agar le kar chaloon tu?
                          ji han humen aik sy ziaad pairs py trading karni chayhye taky hum ko experience hasil ho or hamen chhaye k hum forex trading ko ziaad sy ziaad time dain taky hamen forex ki samjh aye or hamen har pair k trend ki smajh aye tab hum forex emin completely successful trader ban skaty hain
                          • #118 Collapse

                            ga nahi kio ka pak me abi new aya ha matlab a ch mahina hi hc ha forum are to isilie mara ya khyalhaka ap sirfak pier pa hi tradingkar azaida pa nakar koi kaaoko loss ho ga pher aor is wajsa sa ap pher confuse ho jae ga............
                            • #119 Collapse

                              Ofcourse agar hamarey pas acha knowledge aur experience ho to phir hamen zaroor aik se ziada pair par trading karni chahiye aur yeh hamarey lie bohot hi acha hota hey agar aik pair se ham profit nahin hota to dusre sey ho jata hey.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Definitely as we have done a debate several times on this topic that practice is actually the key that opens you the lock of a bright success. Practice can be done here in forex trading online work through a demo account and your daily work increases your experience.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X