Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #586 Collapse

    gee haan bilkul ap aek sae zada zada pairs pae trading kar saktae ho iss mae koi roke toke nahi , lekin yeh kaam ussi k liyae acha hoga jis k pass experience zada ho aur practice zada honi chyee warna bohat bara nuksaan bhi honi chyee ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #587 Collapse

      ammmmm g han ye ap pe depend karta hai k ap 2pe kar pao gy ya ek pe ager ap 2 pe b kar rahe ho to achi bat hai ap karen or ager ap mhenat se kaam karen g to dono pe h earn kar paye gy.
         
      • #588 Collapse

        Bhai jaan hume aik se ziyada pairs par trading us waqt karni chayye jab humere pass achi amount ho warna hume risk bilkul bhi nahi lena chayye kiyo ke forex kafi risky business hai......
           
        • #589 Collapse

          Mairay khial main aik say zayda pair s main trading kr lainay main koi hrj nahi hay laikn bohat zayada pairs main bhi trading nahi krna chahay.iss say ap ki trading concentration main bohat farq prta hay.kiss say ap ki tmam trades mutasir ho skti hain.iss liy bahtar yahi hay kay itni trading krain jitna hum snbhal skain.
          • #590 Collapse

            aek se zyada pairs pe trading karna aek risk hai but agar aap apni trading pe full confident ho to aap ussey use kar sakty ho lekin meri nazar main 1 pair pe he kam kiya jaye to zyada better hai
            • #591 Collapse

              g brother aap aik se ziyada pair main trade kar sakte hain... aur agar apke pas knowledge aur experience hai to ap ye try kar sakte hain..lekin agar aap isko mange nai kar parahe tou aik pair main bhi profit mailjata hai..
              • #592 Collapse

                jee sir forex trading mai jab trading karty hain tu humay one pair k sath or pairs pay b trading karna chahiye q k one pair pay market kafi slow hoti hain or pairs se karay gaye tu humaray pass choice b hoti hain
                 
                • #593 Collapse

                  mai b yhee kehna chahoon ga k aap ek pair se ziyada pairs mai trading karain kiu k khuda na kwasta aap ko ek mai loss hota hai to aap second pair mai se recover kar lo mai b aap ko ye kehna chahta hoo aap ko zaroor kani chiye trading more then one pairs mai
                  • #594 Collapse

                    agar aap apnay experience ko barhana chahty hain to aap zror yaha pay apnay kam ko kar k experience ko barha sakty hain is lye pehlay ap ko kisi ek pair pay kam karna chahye us k bad kisi dosray pair pay.
                    • #595 Collapse

                      r aap ko aik se ziaada forex pair me trding kerni chaahiay kin k market Rabi auk pair me both slow hos ha ore oi Hitachi trade nail milch to sap k pass to trade on 3 or 4 pairs, it doesn't mean that you should trade at a time and open 4 trades.
                      The point of interest is
                       
                      • #596 Collapse

                        yes dear es k bhara ma tu koi limit nai hai k ap eak pair sy ziada per trade nai kar sakhtye ho ye tu trader pa depend kiarta hai k wo trading k liya kitna pair use karta hai ma khud 4 pair use karta ho trading k liya.
                        • #597 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                          Agar me aik hi wakt me aik se ziada currency pairs pe trading karu tu kia ye mery liay easily manageable hogi kay me ziada loss bhi nahi karu ga or agar aik me profit nai hoa tu kisi or me ho jay ga is mantality se agar le kar chaloon tu?
                          Bhai jaan ye baat ap ki invest ke oper depend kare gi ap ke ke pass achi invest hai to ap 1 se ziyada trade ko manage kar sakte hain asaani se......
                             
                          • #598 Collapse

                            bai jab ap is ma experience hasil akr lo to ap is ma 1 sa zyada pair par kam akr saktay hn kion k is ma ma to sirf 3 sa 4 pairs par hi kam karta hn jo k meray liay buhat hi zyada profitable hn or ye meray liay best ha
                            • #599 Collapse

                              jee haan bal k hamen ek sy ziyada pairs py hi trading kerni chaye kyun k sub pairs ki market situation different hoti hai and one by one different currencies pairs py order place kerny chaye.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #600 Collapse

                                Ji han mere khaiyal aur experience kmutabiq humein do pairs ya iss se zaida pairs per trading ker leni chaiye iss se humein profit margin bhi mily ga lekin proper knowledge k sath humein traded kerni chaiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X