Kia aik se ziada Pairs pe trading karni chahiay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    Mere khayal sy aik waqt main aik hi pair k sath tarding krni cahhiey q k agr tarders aik time main ziada pairs py tarding krein gay to wo confuse ho kr galat desicion bhi le skty hain jo k un k liye boht dangerous ho skta hai aur loss ka reason bhi bunn skta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      jee bhai app kia khana chaatay ho mein app ki baat ko samha ghayha hu app yha kahan chaty ho ka kia akk sa zeida pair py kam kaara easy manage hosakta hai ka nahee tow mein khana chata hu ka yh app ka uper depend krta hai ka app ko zeida easy kia lagta hai 1 yah 2 pairs
      • #738 Collapse

        ga hai ap is buisness mei aik say zayadah pairs poe tarding kar sakta hai liokim mere lkhayal say apko aik hi pairs pe tarding karnnbnim chaiey likin agar kisi dosray pair kay baray mei apko paki information hai tu ap kkisi aur pair pe bi tared kar saktay hai
        • #739 Collapse

          bhai me to sirf ye kahu ga kay apko jitna knowldge hai just utna hi kam karein agr apko 2 pairs kay trend ka pata hai ya 4 to kam karein trding laga dein or agr apko aik ka b nahi pata to abi b mat lagain aik pay b
          • #740 Collapse

            Ek se ziyada pairs par trading karnay se aap bhot jaldi se acha profit mil sakta hai aur bhot hi jaldi app ko bhoth barha loss bhi ho sakta hai app ek se ziyada pairs par us wqt trading kare jab aap ka account big ho jo loss honay ki waja se us ko itna farq na ho.
               
            • #741 Collapse

              mery khayal k mutabik b ap ko aik sy ziada pairs mai trading karni chaheye q trading aik pair mai slow ho to ap dosry pair mai trade kar saky is tarha ap loss sy bach sakty hain or easily trading kar k acha profit earn kar skty hain
              • #742 Collapse

                trading ko achi tarha sy samjh kr nhe kia hy tu aap ko 100% loss huga. es liy best way ye hy k aap pehly trading ko achi tarha sy sekhen us k bad he real account ma trading start karen. agr aap k pas 1000$ hain or aap full confident hain tu aap 8.0 ki trade bhe lga sakty hain. otherwise mari advice hy k aap 0.01 sy 0.05 ya buht he maximum jain 1.0 ki trade sy he trading karen.
                • #743 Collapse

                  no in forex trading one pair trading is the best option. many pair trading is very risky in forex trading business. I think EUR and USD is the best pair to trade in forex trading business.
                  • #744 Collapse

                    My dear friend mai forex mai aik naya user ho aur forex ko abhi naya join kia hai aur abhi mai sirf comments hi kar raha ho aur trading ko seekh raha ho trading abhi tak start nahe ki hai es liye muje bhi es bare mai nahe pata.
                     
                    • #745 Collapse

                      Agar ik pair par ap trading karo gay tu ap ko successful kar sakti hai agar ap is may ik say ziyda par nahi karo gay tu who ap ko loser b kar skati hai who kesay ik par may har din best trade ka moqa nahi hota hai our tab ap kis or pair ko deko gay us may acha trade hai tu us may trade open kar lo
                      • #746 Collapse

                        Mere khiyal me nahi karni chaye agar aap ek pair par thk trahan bhot soch smjh kar ek pair par trade kar len to me aap jahan 3 4 pair ki bhi earning kar len ge aagr ye pair par itna nahi hota hai ek pair ho magar trade thk lagi hui ho jo profit lazmi de loss me na le jaye .
                         
                        • #747 Collapse

                          dear mjhy is bary mein tou bilkul knowledge nahi ha q ky main abhi is business me bilkul new hon or abhi mjhy is business ko join kiye howy sirf ik he month hua ha main sath sath is business kay bary me learning b kar raha hun...
                          • #748 Collapse

                            sir baat ya ha kay hamay aik say ziada paires pay tarding nai krni chahiye qk agar ham ak ak krkay bhi trading krtay ha to hamay kafi profit ho sakta ha qk agar ham ya krtay ha to hamay profit ziada hota ha lakin agar ham ya nai krtay ha to hamay loss bhi ziada ho sakta ha jisay hamay investment katam ho jay gi
                            • #749 Collapse

                              koshish karain kay app aik he pair pe trading karain is se app full concentrate kar payein gay ager aik he faida nahin mil raha to app aik waqt main aik se ziada pairs pe bhi trading kar saktay hain is main koi issue nahin hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                ji han agar aap ke pas sab pair ki knowledge hai to sab per bhi kaam kar sakte hain is se aap ko acha profit ho sakta hai or aap kamyabi hasil kar sakte hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X