greed loss ki main reason hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    yes brother ap na theik kaha ka agar ap main greed ho ga to ap forex main kam nai kar saktay agar ap greed la kar forex main kam karain gay to mara khayal main ap ko loss he ho ga aor profit agar kabe kabar ho b jay to ap ko ya ni pata chala ga ka aor ap again greed main a kar loss kar do gay so there is no greed in forex
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      g han meray bahi agar hum trade lagate hen and then profit bun jae tou humen aisa lagtaw hay jese humara ab say profit hi profit houga pher jub hum greednes undar aajt ihay tou pher hum loss ker bethte hen
      • #33 Collapse

        یس برادر آپ نا کہا کا اگر آپ میں گریڈ ہو گا تو آپ فاریکس میں کم نئی کر سکتے اگر آپ گریڈ لا کر فاریکس میں کم کریں گے تو مارا خیال میں آپ کو لوس ہے ہو گا اور پروفیٹ اگر کابہ قبر ہو بی جائے تو آپ کو یا نی پتہ چلا گا کا اور آپ آگین گریڈ میں آ کر لوس کر دو گے سو دیئر اِس نو گریڈ ان فاریکس
         
        • #34 Collapse

          jba traders yeh daikhtay hain k unain fgaida hasil ho raha hai and unain rupay ki habas kha jati hai and lalch kertay huay ziyda risk lay lyatay hain and jis k bna per unain loss ka samna kerna perta hai.
          • #35 Collapse

            forex ki trade mey greedy bahoy mashoor hy kue kay 90% log ais mey greedy ker jaytay hy kuch log profit kuma laytay hy laqin maintain nai ker patay aur aur kay lalch mey jo kumya hota hy wo be lose ker deytay hy wase tow greedy tow kisi aur be business mey hoo tow nuksaan hi hy fiada tow nai hy aur forex jasay business mey tow hy hi risky ais kay saath greedy kerna
            • #36 Collapse

              G bhai ap theek kh rhay hai.greed sirf forex trading mai hi trader ko loss nhi deti.Blkay jis kam mai b greed ki jaye usmay loss hi hota hai.Forex trading mai trader ko 90% chances loss honay k hotay hai agr wo gredy ho kr trading kray.Trading 1 art hai or phlay is art ko learn krna chahiye isay smjna chahiye or complete patience k sath trading krni chahiye.
              https://t.me/pump_upp
              • #37 Collapse

                ji han blkl thk bt ki apny k greed hmari bht bri dushman hai aur hmy greed sy bchna chahiay aur SL ki wja sy hm loss sy bch skty hain , achy traders kehty hain k jo bnda greed sy nae bchta wo 99% sure apna loss krta hai aur kbi kbi to bnda apna pora capital loss krdeta hai ek chory sy lalach k pechy
                • #38 Collapse

                  agar ap forex tradng me kam krte hain to greed ko kam dekhen or mehnat zyada kren jitni zyada mehnat karen gay utna he loss ho ga
                  • #39 Collapse

                    Assaalm u alikum friend jee haan humein loss k reasons ko janna chahiye jis me se ek greed hai iss liye humein greed se bach ker trading me aana chahiye, or iss k sath sath learning k bina humein trading me nhi aana cahiye is se bhi hum loss me ja sakty hain.
                    • #40 Collapse

                      Kafee traders ko yeh masla hota hai ke aek achee learning aur demo account practice ke baad bhee un ko forex mein lagatar loss hote hain so mein un se yeh kehna chahoon gee ke wog greed se avoid karein greed hee unko loss detee hai ....
                      • #41 Collapse

                        han dear ye aik acah buiness hai is ko koi bhi kr skatanhai ye aik acha buiness hai is ko bhaut sy loog kr rahy hain ye aik acha buiness hai si ko ksi time bhi kia ajs kta hai ye aik real buiness hai is ko ksii time bhi kr skaty hain
                        • #42 Collapse

                          Yes of course greed loss ki reason hai kyoiun k jab trader forex me greed karty han to unko is ki waja se loss ho jata hai or jo trader forex me be honest trading karty han to unko greed nahe hota or na he loss hota hai
                          • #43 Collapse

                            yes greed se loss hota hai aor greed har field main loss deti hai is se bachna bohat hi zaroori hota hai nahee to ham loss main rehte hain
                            • #44 Collapse

                              Humery sab say bara dushman forex main humera lalauch hai our aik he din main huge profit earn kerny ka dream hai jes ko chorna ho ga or money ko manage ker k chlana ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                me bi si bat ko agree karta ho kay lost ki main reason hi greed hoti hai kay aik trader ko pata hi nai hota hai kay market nay kahs ay return ho jna hai tu wo apni deals ko lagaui hi rehnay deta hai aur profit bi lost me chala jata hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X