greed or loss ki main reason y hai ky jqab hum forex trading main aty hain or agar humain koi profity ho jata hai to hamari eyes khul jati hai or hum rato rat ameer banany ka soch lety hain jis ki waja sy hum speed sy kam karna shuru kar dety hain or hamari nazar sirf profit par hoti hai or is waja sy hum bht sy points ko bui mis kar dety hain jis ki waja sy losss ho jata hai.............
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим