emotional logon k liye forex kafi dangerous hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g han forex on logon k leay bohat he dangerous hai jo log apnay emotions per kabo nhe rakh sakty hain is k leay hamay forx ko seekh kr krna chiea warna ap ko forex mai loss he hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      g han bhai ap sahi keh rahe ho jo log is business mai emotional hote hain un logo k liye forex ka business kafi dangerous sabit ho sakta hai is liye un logo ko chahiye k wo is business ko join na kare.
       
      • #18 Collapse

        dear forex aik aisa business jis mai himat or sabar ki zarorat hoti hai and is business mai emotions pr control pana bohat zyada zarori hai q k emotions hamare sari mehnat pr pani pher sakte hain........
           
        • #19 Collapse

          janab mere khyal se business chahe koi sa bhi ho and koi c bhi job ho is mai haar jeet to hoti rehti hain and forex ka business aik bohat risky business hai is liye is business bohat himat ki zarorat hoti hai........
           
          • #20 Collapse

            ap ny thk kaha ha hamay emtion sy kam nahe lana chae ha hamari choti si galti ki waja sy bara loss ho sakta ha hamay chae ha hum planning aur stratigy k sth tradinng kary jis sy hamay faida ho
            • #21 Collapse

              Mery khyal sy kisi b kam ko karny k lia josh ni hosh ki zrorat hoti q k hum josh mei a kar apna sub kuh kho bethy hain or yun hamara Trade ki dunya mei rehna mushkil hai so be control himself.
              • #22 Collapse

                forex trading mein bohat zyada profit bohat short time mein kmany ka lalach hr kisi k zehan mein a skta ha. or jo traders is tarah k emotions py control nhi kr skty, un k liye forex waqy mein hi bohat zyada dangerous ha.
                • #23 Collapse

                  g han ap ny thik kaha forex emotional logun k liye dangerous hy.forex me hmen soch samjh k apny mind ko attentive rakh k trade karna hoti hy or agr hm emotional ho k trading karyn gy to ye hmary liye boht prtoblems create hun ge
                  • #24 Collapse

                    Forex trading patience ka naam hay iss main aap ko fresh ho kay trading karni chaheay takeh aap say ghalti nah ho agar aap ko istrading main loss ho raha hay to aap ko sabar karna chaheay aur aap market ka wait kar lain agar aap iss main emotional trading karrain gay to aap ko loss bhe ho sakta hay
                    • #25 Collapse

                      emotions in forex trading is very harmful for the traders but loss in forex teaches us how to control our emotions in forex trading so first learn in forex and then earn
                      • #26 Collapse

                        yar mare khyal se jo log apne emotions ko control nai kar sakte un ko forex trading nai karni chaye kue k forex trading ma emotion bohat zayda ayser andaz hote hai
                         
                        • #27 Collapse

                          Dear friend aap ne aik achi baat ki hai aap ne kaha hai k emotional logon k liye forex kafi dangerous hai to mai is baray main youn kahoonga k aap ne thk kaha hai mai ap ki baat sai agree krta hon.
                          • #28 Collapse

                            Assalam u alikum friend, jee haan forex beshak risky business hai or yahan emotions ki koi jagah nahi hai or jo log emotional hain unhain forex se kuch ziada hasil nhi ho sakta kyun k iss business me loss bhi hota hai or emotional log to yahan trading nhi ker paaty, iss liye jab bhi trading kren emotions se door reh ker keren.
                            • #29 Collapse

                              g han ap ne theek kha ha forex pa logo ko emotional nh hona chayee jab passye trading me loss ho jeye esy logo ko chayee k wo in door rhye agr wo door nh rhy gy tu is bhot sa nucsan kr bhyte gy apna emotional logon ko door rhyna chayee is thankx
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                g haan dera friend ap nahain sahi pick kiya hai bohat say traders emotional ho jatay hain jin ka huanin kafi loss ka samn kerna perta hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X