emotional logon k liye forex kafi dangerous hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    ji bhai I agree with you forex trading is a great business is main profit bhi hy r loss bhi hy profit tab banta hy jab ap seekhty ho knowledge get karty ho warna loss to ko cover karna bht mushkil hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      agar ap emotions ky sath kam kary gy to na ap kam kar sakty hai na hi achi earning forex par kam karny ky liye emotions par cantrol karna zarori hia tb hi ap forex par kam bhi kar sakty hai or achi earning bhi earn kar sakty hai
      • #33 Collapse

        Ji Han aap ne sahi Kaha ke forex trading business me emotional logo ko nahi aana chahiay kio ke Koi bhi trade laga ke wo jazbat me Aa Kar Los Kar saktay hain.
        • #34 Collapse

          g bhai aap na thik bola ha agar aap ko forex ma kam karna ha to aap ko emotion pa control karna hoga kyon ka agar aap control nahi karty to aap ko loss ho sakta ha is lya aap ko cool mind sa kam karna hoga,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,...................... .....
          • #35 Collapse

            gary the gadget guy Foreign exchange hazardous hai not logo design okay liay jo emotive ho jatay hain kiun ik ager unhain thora se bhi drop ho jaiy to be able to wo fail ho jatay hain aur a while wo depart ker jatay hain Forex trading se.
            • #36 Collapse

              Emotions are any things that are not saving for the Forex trading, as the emotions are whatever object heat, and we poverty to decree chill in the commercialism of Forex, so earn the forbearance and avoid the greed and the emotions.
              • #37 Collapse

                It is important to note that Forex trade is done with mind, but not with heart. Actually, there are reasons behind this argument. If we get emotional then it means we take decisions with our heart, but we need to take decisions with our mind if we want to get succeed in Forex business. Therefore, we should keep away emotions during Forex trading and always take calculative and wise decisions in accordance with the market tread and pattern.
                • #38 Collapse

                  waqai aur der haqiqat yeh business emotional logon k liya nahi hai kyun key app jitna emotional ho kar trading karogay uthna hi appko nuqsaan ka samana karna parega aur app loss pe loss karthey jaogay.
                  • #39 Collapse

                    hmmm es main woohi kaaamyab hai joo es main emosional nahi hoota main too es main emotional nahio hoota main too es main acha banne ki koshish karta hoon or achi trading ki bhi koshishh karta hoon.,.
                    • #40 Collapse

                      g han ap ne thek kaha jo log choti choti baton ko dil pe lay lety hen un k liye ye waqi boht dangerous ha unko chaheye k apni emotions ko control men rakhen agar aisa ni karen gay to trading ni kar payen gay
                      • #41 Collapse

                        forex trading aik bussines hy is jab ap trade karty hain to apni sari knowledge or experince ko istimal karty hain or agar ap apni emotion pe countrole nai karty to ap nuqsan uthaty hain is liye ap ki bat sahi y k forex trading emotional persons k liye dangerus hy.
                        • #42 Collapse

                          han wese yeh baat sahi hai ke emotional bande ke lye forex bara he khatarnaak hai agar forex me emotional hua jata rahe to pora account aap ka is business me lose ho sakta hai so kabhi bhi during trade emotional nhi hona chahiye .
                          • #43 Collapse

                            Boss emotionally or greedy person k liye forex trading mein wo loag kamiyab nahi ho sakhte hai dear isme apko kafi cool minded rehna parhta hai loss or profit dono hota hai business hai dear nuqsan or profit dono ko bardast karna parhta hai emotionally koi bhi kaam karne se baad mein pashtwa hi hota hai so be cool and patience.
                            • #44 Collapse

                              yes dear ap na ya bat thik khi ha ka forex ma emotional log zida earn nhi kar sakty ku ka is ma wo bht ziada jazbati ho gaty ha
                              or is ma loss kar baithty ha jis ki wja sa wo aj tak kamiab nhi ho saky.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                g haan g bilkul teekh kaha hai myn bhe agree karti hoon ye aik aisa business hai jis myn kabhe bhe loss ho jata hai tuu jo log emotional hein un k liyee ye business bohat he dangerous hai iss business myn himmat oor sabar honna chahye tab he banda success hasil kar sakta ahi ...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X