emotional logon k liye forex kafi dangerous hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    emotional logon k liye forex kafi dangerous hai
    emotional logon k liye forex kafi dangerous hai kiun k ye kafi risky business hai hume bht soch samjh kar iss me trading karni chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g Forex dangerous hai un logo k liay jo emotional ho jatay hain kiun ik ager unhain thora se bhi lose ho jaiy to wo disappoint ho jatay hain aur some time wo leave ker jatay hain Forex trading se
    • #3 Collapse

      bai jan kiya mein jan sakta hu k ye risky kis tara hy emotion logu ce murad kesy log hey aor ic mein humy kiya risk hy i men iv me nuksan hony k chance kiya hey aor kesy humy nuksan ho sakta mjy apky k reply ka intzar rahy ga so please mjy zror btye ga isky bary mein
      • #4 Collapse

        Assalam-O-Alaikum han jii bhai jan ap sehi kah rahey hen aur me ap ki is bat sey agree karta hoon key emotional log forex trading me kamyab nahi ho sakta q key forex trading cool mind ho kar ki ja sakti hey.
        • #5 Collapse

          my dear yeh kehna k forex sirf risky business hai yeh baat sahi nahi forex agar risky hai to isi wajah se yeh buht profitable business b hai but jahaan tak bad emotion ki baat hai to ek business man or expert traders kabhi b emotional nahi hota
          • #6 Collapse

            g ahn forex bohat risky business hai ,jis ny is business ko seekh kar achi practice k bad kiya os k liye koi risk nahi hai,jo nahi seekh k karta wo tu loss he loss karta hai ,is liyr humein is ko seekh k he karna chaiye
            • #7 Collapse

              you are right dear brother forex trading may agar koi trader emotional control nahni kar patay hai who bahot ziyda loss kartay hai who gambler trader say b ziyda dengue r howa kartay hai
              • #8 Collapse

                jee bhai app ne bilkul theek kha hai forex trading business main hume boht loss be ho sekta hai lakin some time kuch trader apna loss bear nai ker pate aur kuch asa ker date hain jo k boht galt hai jaise k apna laptop tor dana yah phir apni health khrab ker late hain iss leya emotional logo ko iss se dor he rahna chahiya :)
                • #9 Collapse

                  g haan g bilkul teekh kaha hai ye aik ponline business hai oor iss busines myn emotional logoon k liyee forex kafi dengerous hai ,, wo bohat emotional hotey hein oor iss business ko loss ho ga tuu bardasht nahe kar sakein gy ye bohat risky business hai ...
                  • #10 Collapse

                    G han bilkul forex ka business boht risky business ha or jo emotional hon or tora sa loss hone per wo or bhi disactive ho sakty han so please forex ke business me loss or profit to laga rehta ha is liye pareshan na hon or active mind ho kar trading kiya karen.
                    • #11 Collapse

                      Emotional person Aksar emotion main a kar mistake karty hain or Forex trading main mistake aap ko Acha lose De sakty ha es leye es main ehyteyat se emotion se Bach kar cool mind se trading karny ke zarort ha
                      • #12 Collapse

                        bilkul 100percent drust farmaya aap nay. patience, forex trading ka sab se important factor hay. jo trader is ko loose karta hay wo nakam trader ban jata hay. is lye emotional control zaroori hay.
                        • #13 Collapse

                          jee bhaio app nay bilkul theek kaha hy forex trading business may humay boht loss bi ho sekta hy lakin kuch waqt trader apna loss berdashat nai ker patey aur kuch aisa ker datey hain jo kay boht gult hai jaise k apna laptop tor dana yah phir apni health khrab ker late hain aiss leya emotional logo ko ais sey door he rahna chahya emotional ko forex sey door hi
                          • #14 Collapse

                            Yes dear ap theek kh rhay hai.Emotional ho kr trading krna kafi risky hota hai isi liye emotional honay say btchnay k liye trader ko apna compelte focus trading pay krhna chahiye or bilkul b apni social life ki tenshions k baray mai nhi sochna chahiye.complete patience k sath trading krna hi better rtha hai.
                            https://t.me/pump_upp
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai agar aap jazbati hain to phir trading main mushkilat aa sakti hain, is liye trading main aap ko jazbat say kam nai laina chahye , trading thanday demag say hi karna chhaye, waran aap ko nuksan bhi ho sakta hay, is liye profit hasil kar ay ka liye aap ko relax hokar hi trading karna chahye,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X