Scalping aur hedging dono forex men rosky hote hain hamen forex men scalping aur headings dono ko ni krna chahiye.
Scallping ye hoti hai k agar ham short term trade karen ge yani bahot kam time men trading krna scallping kehlata hai aur ye risky bhi hai.
Hedging ka matlab hai aik hi trade ko sell aur buy dono kerna as a example agar ham kissi pair ko buy krte hain aur market hamare against challi jy to ham usko sell pe laga dete hain isse hedging kehte hain.
But forex trading men scallping aur hedging dono ko ni krna chahiye hamen trading k liye pehle market ko achi tarah se analyse krna chahiye tab hamen trading krna chahiye.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим