Avoid copy paste posting

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Avoid copy paste posting
    Assalamu Alaikum dear members Hamen chahie ki Ham copy karne se avoid Karen dusron ki post ko agar aap copy Karke lagayenge to ismein Aapka hi nuksan hai Kyunki copy karne wali post karne se account band ho jata hai isliye Hamen chahie ki is chij ka bahut hi khayal rakhen Taki Hamara account Ban Na Ho Aur copy pest wali posting se avoid Karen Kisi Ki Bhi post copy na Karen apni mehnat se kam Karen Taki information aur knowledge wali post ko select Karke Vikas Saken Aisa karne se Hamara weekly bonus bahut Achcha Milta Hai aur thanks bhi bahut jyada mil Jaate Hain jisse extra bonus earn kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Avoid copy paste posting

    hum is mai agar copy pasts kar ky kam karty hain to hamy loss ho jy ga hamy learning gain kar ky aik tiem tale bana kar kam karna ho ga then humkam kar ky eanr kar saky gy hamy market mai kamyab hony ky liye copy pasts ko avoi karna ho ga forex aik asa business hain jo ky kabe be band na hi ho ga hum isy apna life time career be ana sakty hain
    • #3 Collapse

      Re: Avoid copy paste posting

      copy pste karny say avoid karna ho ga tba hi hum achy say trade kar skaty hain aur forum main pahly learning karni ho gi tab hi hum kamyb trader ban sakty hain but hamain forum main trnd ko use kark hi hum achy say trader ban sakty hain but hamain forum main emotion ko kabo main rakhna h ga tab hi hum trader ban skaty hain aur fourm main planing kar k hi um achys ay trader ban sakty hain aur earn ho saky gi
      • #4 Collapse

        Re: Avoid copy paste posting

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Wahajpk پيغام ديکھيے
        hamy cothy pasia
        Salam friends g han bilkul copy ki gii posts se ap ko nauksan ho sakta hey q k wo account ko band kerwa deti hen hume khud se mehnat ker k search ker k posts kerni chiay tak dosron k sath sath hume b faida ho .
        • #5 Collapse

          Re: Avoid copy paste posting

          forex pay kam karne se related jo sabse jyada important baat hai vah yah hai ki koi bhi member jab yahan per apna post work kar raha hai to usko yah kam bahut jyada acche se karna hota hai aur yah kam tab bhi acche se kiya ja sakta hai ki jab members iski quality ka bahut jyada acche se khyal karke aur isko karenge aur iske liye yah bhi bahut jyada important hai ki members ko creative mind hona chahie aur kabhi bhi copy and paste nahin karna chahie
          • #6 Collapse

            Re: Avoid copy paste posting

            G blkl hmain copy paste posting ko avoid krna chahiye q k copy paste krny se bonus acha earn ni hota r acount b ban ho jata hai to hmain chahiye k apni mehnt se kam krna chahiye khd se posting krni chahiye jo knowledge ho us k mutabiq q k forex me knowledge se he acha kam kr skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Avoid copy paste posting

              Assalamu Alaikum dear forex member ji bilkul theek kaha aapane ke hamen copy pasting ko avoid karna chahie hi kyunki yah forex ke rul ke against hai aur jab Ham copy paste karte Hain to yah hamara loss hota hai aur hamara account band bhi ho sakta hai aur aksar Ho bhi jata hai isliye hamen is mistake ko nahin karna chahie yah hamare liye bahut loss karvati hai isliye isase bachkar kahan karna chahie behtar hai ki Ham apni learning aur knowledge ka istemal karte hue apne mind se posting Karen innovative aur informative posting Karen ke hamara kam quality ka ho mistakes ke bagair ho aur ham acchi earning kar sake isliye kabhi bhi copy pest na Karen isase hamen bahut loss hoga
              • #8 Collapse

                Re: Avoid copy paste posting

                G aj last day hai or hume zeada se zeada post krni chahye apna daily target achieve krna chahye or Posts kbhi b copy paste na kre balke apne mind se apne knowledge se experience se quality wli post kre ta k ap kamyab hu saky
                • #9 Collapse

                  Re: Avoid copy paste posting

                  Assalamu Alaikum to all members kaise hain sab posting Mein Hamen copy paste se avoid karna chahie Kyunki Agar Ham copy Karenge to aap ka account Band Ho Jaega Forex trading mein jaruri hai ki aap Forex trading ke rules and regulation ko follow karen to kamyabi Hasil hoti hai kamyabi Itna asan Kam Nahin ke aapane copy paste kar le aur aapko bonus Mil Gaya Aise Nahin Hota aapko apna mind use karna padega Apne senior sikhana padega maloomat Jama karne pade gi tab kamyabi aapka Mukaddar hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Avoid copy paste posting

                    Pak forum Forex trading ke Hawale se ek Achcha platform Hai perform per Ham Jitna Achcha aur quality work ke sath kam Karenge Apna daily ka target pura Karenge new create thread Karenge Tu Bhi Hamen Achcha fayda Hustle ho sakta hai Hamen relax hokar aur personal job samajhkar perform per kam karna chahie tha ki Hamen Achcha response Mile new Mein work aur chahie ke form Ke Sath Ho Forex trading ke demo account per apni practice bhi Jari rakhen Aake Apna experience betair kar sake.
                    • #11 Collapse

                      Re: Avoid copy paste posting

                      W.slam mishi dosto jitni time ap forex forum ko de ge ap ko utna acha responce bi mily ga per ye khyal rahhk k thread ya post kare k wo copy paste na ho q k dear dosto copy paste ka responce forex forum pe acha ni milta is liye copy paste mat kare khud se unique informative threads lagae take bonous apko acha mily ❤️
                      • #12 Collapse

                        Re: Avoid copy paste posting

                        G hy bilkul thk kha hy hm copy paste sa avoid krna chya jitni mhynt sa konwldg or experience ky sath qulit wark kra ga utna hi kamyb Ho ga or achy bonus hsil kr saky ga forex bht hi achy business hy is main hm jitni emandri sa kam kra ga utna hi kamyb Ho ga copy paste krna sa hm kbhi bh kamyb Nhi Ho ga
                        • #13 Collapse

                          Re: Avoid copy paste posting

                          Ji bilkul theek Kaha posting karte hue Hamen dusron ki post ko copy nahin karna chahie Hamen apni mehnat ke sath aur apne knowledge ko share karna chahie Jitna Jyada Forex trading ke Hawale se knowledge share Karenge Itna Achcha bonus Milega aur acche bonus ke sath Forex trading Mein Ham acchi knowledge wali trade lagakar Achcha profit cancel kar sakte hain price mind ke sath kam karna chahie hardworking ke sath kam karna chahie jitni Jyada learning ke sath practice Karenge na Achcha benefit han Sarkar se Karenge aur acchi knowledge wali trade lagakar earning ka Sakenge.
                          • #14 Collapse

                            Re: Avoid copy paste posting

                            koi b kaam nakal se ya chura kar karna wese he galat hy .forex hmein ye bat bar bar talkeen karta hy k kisi k kaam ko mat dohrain apna telent use karin .apne knowledge or experience se jo hasil kya hy us ko apne ilfaz mein likhein to he hm profitable kaam kar sakty hein .copy past kaam se ap apna he nuksan kr bethty hein .ager kisi topic per ap foren apni raye ka izhar yani comment nhi kr sakty to ap us per thorri study kr lein us ko seekh lein phir wo kaam karein tk ap ka experience b develop ho or ap ko kabi nuksanb b na ho.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Avoid copy paste posting

                              Assalamu alaikum friend ummid karta hun ki aap sab khairiyat se honge forex business mein jo Ham posting karte Hain hamen chahie ke samay Ham kabhi bhi kafi pesh na Karen isase hamara hi nuksan hota hai Naga mein fayda hota hai ek to hamen achcha bola nahin milta aur dusra hamen is business mein main acchi experience hasil nahin kar sakte Jo log copy paste karte Hain to kabhi is business mein kamyab nahin ho sakte karne ke liye hamen nahin karni chahie thanks to all friend 🌹🌹🌹🌹

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X