Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.
    Forex trading mein jitna ho sake hamen lalach se bachana chahie kyonk forex trading mein lalach ki wajah se hamen loss hota hai jisse forex mein hamara bonus account bhi wash ho jata hai aur forex mein ham nakam ho jaate hain forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye lalach se bachana hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen lalach se bachana chahie aur forex mein hamen imandari aur sabar ke sath work aur trading karni chahie aur is tarah se forex mein hum achi trading aur acha work kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

    اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirismail پيغام ديکھيے

    Assalam walekum per explain per aapatkal Sahi kahan hai ki lalach Hamare kam ko kamyabi ko nakam kar deti hai aur Hamari Mahila Tip Barsa Pani Bhar deti hai isliye Hamen chahie ki Ham Lala Chhori Motion Control Karke rakhen Lala Chori Motion Control karne ke liye Hamen Hamesha apni trade entry ke sath hi trade Exit code suicide kar lena chahie tha ki is dauran Hamare trading Hamari Lala Chor iski vajah se interfere karne se last Mein Na convert Ho Gaya Is liye demo account ki practice hamen Real account mn bhot zayada faida deti ha. Ager ham demo account ko proper planning k sath use karen to ham within four week trading seekh ker real account man profit kamana wali trading ker sakta han. Demo account k oper ham daily trade analysis ker k market trend find karen aur trade lagaen to is terha hamara trade analysis aur trade man time management man behter hoti jati ha. Aur hamen apna lot size ko Risk Management k motabiq calculate kerna a jata ha. Aur money management ka use b behter ho jata ha. Is terha ham apn her trade Risk aur Reward Ratio ko calculate ker k kerta han. Aur ham acha profit earn kerna ki sari techniques jn jata han. Is liye hm kabi b Demo Account k baghair ttading seekh he nahe sakta.
    • #3 Collapse

      Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

      Agar Ham lalchi Banke kam Karte Hain To Hamen Kuchh Bhi Hans Nahin Hoga Agar Ham hundred percent kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen apni bad feelings ko control Mein Rakhe market Mein hardworking Karni chahie then Ham kam Karke profit Hasil kar Sakenge Forex Mein Hamen analysis ka aur indicators ka istemal karte hue kam karna chahie market ki movement ko samajhna Aasan Kam Nahin Hai Hamen ismein Achcha knowledge Raksha experience Karke entry points Lekar trading Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

        Bilkul sahi Kaha aapane Kala Chashma Re kamyabi karna kam kar deti hai koi bhi kam Hoga ismein aap Lala kar dete Hain vah aapka Kamna kam ho jata To Meri Kya Mein Forex Bakers online business Mein Mila Le Se Dur Hona chahie bol ke honesty se kam karna chahie Kyunki Ek online business hai ismein aap worker imandari se to aap kamyabi agar aap large Karenge Badi trade Lenge to Aapka Kaun Bhi khatm Ho Sakta Hai To Aise Bachana chahie Lal 4 Gauge Dur Hain Koi Bhi kam hota hai ya koi aur
        • #5 Collapse

          Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

          Assalamu alaikum friend forex business mein lalach hamari kamyabi ko humse dur kar deti hai hamen chahie ki ham forex business mein lalach Na Karen lalach karne se a hamen kabhi is business mein profit nahin hoga Bangalore sota Chala jaega hamen chahie ke ham is business ko mehnat ke sath complete Karen jisse hamen is business mein accha profit hoga aur jo log mehnat karte hain kamyabi hasil hoti hamen chahie Ham lalach na lalach na Karen purush business copy mehnat ke sath achcha Karen thanks to all friend 🌹 🌹🌹 🌹
          • #6 Collapse

            Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

            g han agar hum apna kam laluch kay sath kuray gaay to es say humain successs gain nhi ho pay giii humain gar kamyab hona hai to es kay liyaay bhi humain apna kaam mehnaat kay sath kurna ho gaaa or humaain kayaab hona hai to es kay liyay humain lalauch say dor reh kaay apna kam kurna ho gaa agar hum laluch say dor rhay gaay to he hum acha kam kurpay gaaay or nakami say buch kay kamyaab ho pay gaay
            • #7 Collapse

              Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

              bilkul thek kaha hy lalach to hamien bilkul bhi nhe karny chaye kun ky lalach karny wala kabhi bhi kamyab nhe hosakt ahy is lye hamein is mina mehant kanry caye aur pher himat ky saht owrk karna chaye jis sy pher kafi ziada fiadahs akta hy aur pehr kamyabi bhi soakty hy jis sy pher ham is man mikk achy eanring bhi kama sakty hn
              • #8 Collapse

                Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirismail پيغام ديکھيے
                Forex trading mein jitna ho sake hamen lalach se bachana chahie kyonk forex trading mein lalach ki wajah se hamen loss hota hai jisse forex mein hamara bonus account bhi wash ho jata hai aur forex mein ham nakam ho jaate hain forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye lalach se bachana hamare liye bahut hi zaruri hai isliye forex mein hamen lalach se bachana chahie aur forex mein hamen imandari aur sabar ke sath work aur trading karni chahie aur is tarah se forex mein hum achi trading aur acha work kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham loss se bhi bach sakte hain.
                Salam dear Forex member aapane bilkul sahi kaha hai Bihar mein Apne Delhi darlings ko acchi tarike se complete karna chahie jitni Hamare post-trade ki quality informative Hogi aur acchi Hogi itna hi Hamara Bhi clip-on Jyada Hoga isliye Hamen apni didi takat uski quality ke upar focus karna chahie aur usko quality improve kar ke sath Sal daily ke quantity ko bhi complete karna chahie Jita hun Forex Swayam ke upar apni senior score Walon Karenge aur unke post had to read Karenge itna hi Hamare andar Jyada Se Jyada Achcha knowledge Jaega aur ham Apne deri targets koshish tarike se kam lete kar Sakenge. jaipal Koi trading main lalach se hamesha nakam hote hain isliye trading mein kabhi bhi lalach nahin karna chahie jitna jyada ham log karenge se Ham Mila usko hi face karna padega isliye aisa koi bhi kam na Karen jisse aapko nuksan ho aur aap ko loss ko face karna pade isliye jitna ho sake loss se bacche...
                • #9 Collapse

                  Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

                  ASSALAM O ALIAKAUM, Jab Bhi Ham Forex mn laluch ky sath kam karte hain tu hamari ka bhi aap Hi Ko nakam kar deti hai to hamen kabhi bhi Forex mein lalach ke sath Kam nahin Karna chahie agar Ham Lal aaj ke sath kam karte hain mehnat nahin karte Sabar ke sath Forex mein Kam nahin karte to Ham kamyabi Hasil nahin kar sakte agar kamyabi Hasil karni hai to Forex mein manata learning ke sath kam karna hoga aapane learning ko improve karna hoga tabhi Forex acchi ho sakti hai Forex mein just bolo kamyab hote Hain Jo Maine to learning ke sath Apna Kam karte hain Apna Kam ek responsibility samajh Kar karte hain agar Ham chahte Hain ki Ham kamyabi Hasil Karen to hamen lalach se dur rahana Hoga Sabar ke sath hi mat ke sath Forex mein kam karna ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

                    g han lalach hamari kamyabi ko nakam kar deru hai to dear members hamy lalch sy bachna chayie ager ham kamyab hona chahty ho to . kio kay lalach aik burri bala hy aur yeh kamybai ki raha ma aik kisam ki rukkawt hay aur wo bhi bahut bari rukawat hamy chahyie k es sy khud ko door rahy . aur kamyab honay kliye sabr ka daman pakar lye . q k bahut sy members aisy hian jo es lalcah k hathhy charrh gaye hain aur ap na bahut sa nuksan kar behty hain aur main bhi unhi logo ma sy aik hn to dear members ap sab ko ham sy yeh sabk zaror seekhna chahyie k lalach ka anjam bura hi hota hy aur forex ma to es ka aur bhi bahut ziada nuksan hy . esliye hamy es sy avoid karna chayie
                    • #11 Collapse

                      Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

                      Ji han Agar lalach se kam Karenge to absolutely Hamare liye kamyabi very well Nahin Hogi Hamen Apna Kam without lalach karna Karke acche experience ko add karna hoga Hasil karna hoga Is Tarah Ho profit Hamare liye management se Milega isliye Hamen chahie koi bhi lalach wala kam Bhar Gaya Na Karen Agar lalach wala kam Ham Agar Har kis Karenge to hamare liye kamyabi bilkul profitable Nahin Hogi isliye isiliye good experiment se acchi trading Karen aap Jab Karenge Achcha profit automatically aapko milega Is Tarah aap ke liye Hamesha bharpur kamyabi Hogi Achcha Sa advantage aapke liye very very good opportunity se add Hoga Is Tarah aap Jab Bhi kam Karenge aapke sath experience Achcha knowledge acchi Si trading karne se aapko Achcha Hamesha informative Achcha knowledge aap ko Hasil karne mein aapke liye Har Nahin Hogi Is Tarah Ham Jab Bhi kam very very good Karke Ham kamyabi Ko focus Karenge absolutely Hamare liye kamyabi very very good Hogi Hamare liye informative Achcha knowledge Hona chahie Ham Jab Bhi kam Karen hamare pass informative acchi trading Karni chahie to yah Hamare liye basically good kamyabi Hogi acchi dharne se Hogi Is Tarah profit Hamen milega
                      • #12 Collapse

                        Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

                        Jis Roz se Ham Forex mentor hue hain yah baat sunte a rahe hain ke lalach na Karo ya buri Bala hai lekin jo cheez hi aisi hai ke insan Jitna Bhi bach le kabhi na kabhi tu Kisi mamle per is ka role aa hi jaata hy Forex trading yah bahut common factor hai aur takriban har trader is ka shikar kabhi Na kabhi to jarur hua hoga. Kuchh trader hote Hain Jo bhakt per sudhar jaate Hain aur yah kuchh kar sar ko le kar di jaati hai aur unko dobara is platform per working k qabil na hone deti.so agar kuch gain krna chahte ho tu is ko minimum kro aur demag k sath aur demanded situation k hisaab sy chlo vrna haar tumhari ho gi koi is sy bach nahi skta kisi bhi soorat mn yeh tumhare rasty ki sab sy bari rukawat hy is ko door krne sy hi kuch consistent earning milti hy vrna scattered hi rehti hy kamai kabhi mil gai aur kabhi nahi
                        • #13 Collapse

                          Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

                          Assalamu Alaikum Maggi bahut pyar karta hun na lage Hamari kamyabi ko nakam Kitab Le jaati hai isliye sabse pahle Hamen lalach Nahin Karni chahie Banke main Karni chahie Jata ka Manchitra Kaise Mein nikal deta Christmas tree Kaise Kam Nahin kar sakte isliye sabse pahle Jo karte hain vah Hote Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

                            Assalam-0-Alikum dear forex member apki baat bilkul thik hain k lalach humhri kamyabi ko kha jati hain jis say sirf or sirf humhy loss deta hai humhy trading krty waqt lalach nahi karni chiye ku k lalach ik buri bala hain humhy business main lalach say dor rkhna chiye ku k ik tu lalach risk ko kha jati hai or dosra kamyabi ko b lalach kar k hum mehnat krna chor dty hain or lalach ki wjha say hum nakami ka samna karty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

                              Forex trading main yahan loss hota hay wahan profit bhi har hal main hota hay aksar aoqat aisa hota hay k new traders ko bhi pehli dafa kluch na kuch profit ho hi jata hay ab woh aisa kartay hain k ziada profit kay lalach main big lot kay sath ya phir aik say ziada trades open kar kay trading karnay lag jatay hain jis par un ko bohat ziada loss honay lag jata hay aor aksar account wash ho jata hay lehaza ham ko lalach say bachna chahiay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X