Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

    Dear members yeh lalch bauth hi gndi cheez hai hme esko khud se door rkhna chaye Lalch hmari kaamyaabi ko nakaam kar deti hai hme apne work main Lalch Nahi karni chaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

      forex forum mein hum mehnat karty hain aur humein acha bonus gain hota hy magar jab hum trading karty howe lalach karty hain aur lalach mein aa kar apne account se zayada ka risk lety hain to es sy humara account wash ho jata hy jisse humare mehnat waste ho jate hy es liye hum forex trading mein kmayab hone ky liye mehnat to karty hain magar phir lalach kar ky hum kamyab hone ki bajaye nakam ho jatey hy es liye humein chahiye keh hum forex trading mein lalach se avoid karin aur humesha sabar ky sath aur money management ky sath he trading karin tabhe hum aik kmayab trader ban sakty hain thanks
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #18 Collapse

        Re: Lalach hamari kamyabi ko nakam kar deti hai.

        jee haan laalach aese cheese hai jo hamein brave saay weak banaa dete hai aur pherr humm jabb klaalach kare hain aur pherr humm ache profit kee bajae acha bonus haasil karne ke bajae humm loss kaa saamna karte hain aur humm nakaam hote hain aur hamare liye bahut hello zaruri hai isliye foreign exchange mein hamen lalach se bachana chahie aur foreign exchange mein hamen imandari aur sabar ke sath work aur buying and selling karni chahie aur is tarah se foreign exchange mein hum achi buying and selling aur acha work kar sakte hain aur achi incomes aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur foreign exchange mein ham loss se bhi bach sakte hain

        اب آن لائن

        Working...
        X