Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

    trading fundamental Usi Surat Mein Karni chahie Jab Ham bilkul Ek fresh mind ke sath aur Hamen kisi ke saim ki koi tension Na Ho Koi pareshani Na Hota ki Ham Apna pura consciousness Apne analysis consistent with kar sake aur Iske alava sabse primary bad ke Hamen high-quality thoughts ke sath Hamesha foreign exchange Mein kam karna chahie kabhi bhi terrible point ke sath Jaaye Kisi Aur Ko nuksan pahunchane ke liye koi bhi Aisa step Hamen Nahin Lena chahiye jisse dusron ka Ko nuksan Ho Ya kisi ke nuksan ka koi danger Ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

      forex aik difficult buisness hai is mein kamyaab hona bohat mushkil hai is liye is mein kamyaab honay kay liye hamein mehnat karna hogi loss or profit har buisness ka hissa hota hai is liye loss hojay to ghabrana nahi chahye balkay is ko improve karny kay liye hamein apni mistakes ko improve karna chahye jab ham apni mistakes ko ignore karein gay to kabhi kamyaab nahi ho sakein gay kamyaab honay kay liye hamein mehnat ki zarort hoti hai jitni mehnat karein gay utna kamyaab hoty jayein gay.
      😎😍understand forex then work

      اب آن لائن

      Working...
      X