Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?
    Assalam o alikum dear forex friends me ap se pochna chahta hon k trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

    trading karte hue Agar Hamen Kisi vajah Se loss Ho Jata Hai To Hamen loss Kare cover karne mein kabhi bhi jaldbaji Se Kam Nahin Lena chahie sabse pahle Hamen loski reason find Karni chahie ki kis wajah se Hamen loss hua hai agar Hamari apni Kisi mistake ki vajah se Hamen loss Hua Hai To sabse pahle Hamen use mistake ko notify Karke usko Khatam karna hoga Uske bad Ham Ek acchi trade Le Payenge Jaise Ham Apna lost cover kar Saken aur iske sath sath market ke bare mein acche and licence bhi bahut jaruri hai analysis ko bhi Ham Jyada acche tarike se perform Karenge to hi Ham Kamyab Ho Payenge Apne loss ko recover karne mein
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

      Forex trading mein loss ki soorat mein Kiya krna chaiy bohat acha swal hai forex main aap ko jab loss ho rha ho tu aap ko sabar karna chaiy or Aap sabar ka sath wait kray gay tu aap ko acha profit ho ga
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

        yess dear aap forex aik difficult buisness hai is mein kamyaab hona bohat mushkil hai is liye is mein kamyaab honay kay liye hamein mehnat karna hogi loss or profit har buisness ka hissa hota hai is liye loss hojay to ghabrana nahi chahye balkay is ko improve karny kay liye hamein apni mistakes ko improve karna chahye jab ham apni mistakes ko ignore karein gay to kabhi kamyaab nahi ho sakein gay kamyaab honay kay liye hamein mehnat ki zarort hoti hai jitni mehnat karein gay utna kamyaab hoty jayein gay.
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

          Forex trading mein loss hota rahata hai hamen lost ki vajah se pareshan nahin hona chahie hamen bilkul bhi apna Kam stop nahin karna chahie hamen mehnat Karni chahie hamen pahle se ful mehnat Karni chahie Agar ham kamyab hona chahte Hain To hamen chahie ki ham regular hokar kam Karen good work Karen jab hamara good work hota Hai To Ham kamyab Ho jaate Hain hamara farz banta hai ki Ham mehnat ke sath kam Kiya Karen regular hokar kam Kiya Karen sabse important baat yah hai ki hamen apne experience ko increse karna hota Hai jab hamare pass knowledge or experience hota Hai To Ham apni life mein kamyab ho sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Munda پيغام ديکھيے
            Assalam o alikum dear forex friends me ap se pochna chahta hon k trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?
            forex market mean loss hone per aapko pareshan nahin hona chahie kyunki is market Mein aapki post trades per nuksan ho sakta hai jinko aap bardasht karke is market Mein kam karke kamyab hote hain agar aap is market Mein nuksan ko bardasht karna Sikh lete Hain uske bad aap is market mein aasani se kamyab Ho jaate Hain Jo tradus market mein main achcha trading plan banaa kar kam start karte hain unko kamyabi mil jaati hai is market Mein successful hone ke liye aapko hard work ki jarurat hoti hai uske bad aap is market mein aasani se kamyab Ho jaate Hain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

              Assalamu Alaikum ji han bilkul theek Kaha aapane Agar Hamari Hamen block ho jata hai To Hamen usse mayus Nahin Hona chahie bus balke usse dekhna chahie aur apni lodge Mein Safar karna chahie jitne Mein market Mein Kafi Achcha profit Hasil ho sakta hai Hamen ummid Nahin chahie
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

                assalamu alaikum dear member forex trading Mela uski Surat mein hamen Sabha aur hun ke sath kam karna chahie apne kam ko continue karna chahie agar Ham apne loss ko recover karna chahte hain to hamen mehnat karni chahie agar hamen naat ke sath kam karenge aur apne loss ko recover karenge tu is tarah agar Ham minakshi sath kam karte hain jaenge to hamen ek na ek din jarur kamyab honge isiliye main chahie ki hamen lost Surat mein ghabrana nahin chahie balki masjid mehnat ke sath kam karna chahie garam minakshi sath Ham karenge to Ham jarur kamyab honge isliye main chahie ki hamen sabar ke sath kam karna chahie na ummid nahin hona chahie Jo log mehnat karte hain vah dekhna ek din jarur kamyabi hote Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

                  Assalam walekum I hope all of you will be happy and enjoying good health with the blessings of Allah Almighty ji aapane bahut hi Achcha Sawal Kiya Hai hai Jiske metallic Mein yah Kahana Chahunga ki Forex Mein loss Hamari apni mistake ki vajah se Aata Hai To Hamen main posting aur trading main Kisi Kishan ki mistakes Nahin Karni chahie Uske bad Hamen this point bhi nahin Hona chahie balke Apne loss ko recover karne ki koshish Karni chahie Is Tarah Ham Forex trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Shukriya.💐💐💐
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

                    g ha ap ke batia tjk ha ha apour is zadfi l,og per ni hotias ha ghe sau lkau jatyia ha gher say hotia ha gjher say say hortia ha gher say nsay hotia ha gh pe ni hotia ha gher per ni ho0tria gha our forex say kay jatia gha g
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

                      Walekum assalam dear friend Forex Mein nuksan Ki Surat mein Hamen sikhana chahie market ke bare mein zyada Se Jyada ilm Hasil karna chahie aur quality wali posting Karni chahie aur analysis ke bagair trade Nahin Karni chahie aur Khud per yakin Rakhna chahie mehnat aur Lagan se kam karna chahie lalchi nahin banna chahie Sabar se kaam karna chahie hai to phir Zindagi Mein Kamyab Hona Sakenge
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

                        Han dear ham ko ager pakistan forex forum main loss ho jata hai to ham ko chahiye k ham is main saber karin aur is pair ki movement ko analysis karin ager is k back aney k chahces hain to ham ko is k back aney ka wait karna chahiye aur ager nahi hain to ham ko trade ko close kar Dana chahiye ta k account wash honey se aur big loss se bacha ja sakey. Ham ko is k bad market ko analysis kar k sahi time per dosri trade open kar k is se loss ko cover Kiya ja sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

                          Forest Mein Jab loss hota hai To Hamen kya karna chahie yah bahut important question hai Sabse pahle To Hamen forest male or se bachne ke liye experience aur practice karne chahie Fir Bhi Agar loss Ho Jata Hai To Hamen forest Ko chhodana Nahin chahie Karte use loss ko cover karne ke liye new trade Lagani chahie use se Hamen Jo profit Ho vah Hamare lot ko over kam kar le Hamen Himmat Nahin Har Jaani chahie Hamen apni mistake Dhun chahie Jiski vajah se loss hua hai aur usmein stay ko Dobara Nahin Karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

                            Asslamoalaikum dear forex frndz AGR forex py trade lgaty wkt hmy loss ho b Jaye to hmy hmt nhi harni chahye hmy uski reason janni chahye k hum Kahan sy loss hva or next time mzed usky Bary me knowledge hasil KR k PHR trading lgani chahye ta k next time hmy faida hosky hum forex k Bary me jitna knowledge hasil kren km Han hmy chahye isko jitna hosky sekhy or PHR market k analysis ko dekh kr trading kren JB b krni ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading me loss ki surat me kia kerna chiay ?

                              Ye ap ny acha sawal kia hy ke agr forex trading mn kbi hmen loss ho jaey to hmen kia krna chahye.? Dosto hmen chahye le hm loss ki sorat mn bilkul bhi na ghbraen blky himmat sy kam len aur sb sy pehly to ye sochen ke hmen hmari kis mistake ki wja sy hmen loss hwa hy aur hm again wo mistake kbi bhi na kren taaky hmen dobara loss na ho aur hmen ye soch kr sabar krna chahye ke loss bhi business ka hissa hy tb ja kr hm forex par kamyaab trader bn sakty hn.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X