Forex Pai ek dusrai sai challenge lgaya ja sakta hai kya?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #376 Collapse

    no there is no need to challenge in forex trading business . if you challenge in forex trading business you need to work so quickly to complete your work . there is many probability to mistake in forex trading .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #377 Collapse

      yes you say right brother I agree with you but according to my learning, mery hyaal me har trader ko apny level and mind k mutabiq trade krna chahey. ek dosry ko trade k doran challenge dena risky hota hy. q k us me jald bazi or emotions involve hoty hy oor tum shayd high lot use krky dhoka kha lo.
      • #378 Collapse

        Mey smjhta hoon hoon k esa nahe kerna chahye kyn kay apnay experience or skills k mutabik he trading kerni chahye na kay dusron sey kisi kisam ka mukabla kia jaye kyn kay her kisi ki apni apni abilities hoti hen or hamen mukabla nahe kerna chahye.
        اصل پيغام ارسال کردہ از: Umar Jahangir پيغام ديکھيے
        kya log forex pai ek dusray sai challenge lga sakte hain kai kn sab sai zyada earning kray ga ya kn phelai ek maksos amount tk phounchay ga apna apna opinion dain???
        • #379 Collapse

          members forex trading me hum aik dosre se challenge laga sakte hain aur es se humain forex ko learn karne ka zayada moqa bhi milta hay kyu kay jab humara kisi se challenge hota hay to hum us me success hasil karne kay liye khob practice karte hai.....
          • #380 Collapse

            salam dosto,bilkul challenge lagaya ja sakta ha lekin challenge lagaty lagaty ap greedy na bann jao ka wo ap sa agy ho gay to ap greed karna shoro ho jao to iska khayal rakhy.
               
            • #381 Collapse

              G han bhot se log chaling se hen kam krty han or forex man chalnge zror lgaya jata ha or es se bhot se logon ko loss bh e hota ha or profit bhe lekn man samjhta hon k asa nahan krna chy
              • #382 Collapse

                Yeh bro challenge lgaya ja skta hy but ap ye kabi na kare k challenge me apni feelings emotions aur jaldbazi ko involve kare istarah se loss k chances zyada hojaege aur profit k km aur forex mein ache traders ek dusre se challenge lga sakte hy
                • #383 Collapse

                  Forex main target ka hona b zarori h hm kissi k sath challenge lga skte hain k pehlay kon aik makhsooos Goal pora karta h is tarah hmain apnay target ko pana asan hoga or hm achay trader bn skain gay
                  • #384 Collapse

                    G bilkul forex pay ap apny hisab say kaam karain iss main ap apny ap par buhat yada challange laga sakty hain aur apny kaam ko behtri ki tarf bhi la sakty hain iss main hum jitna yyada aur jitni mehnat say apna kaam kar sakty hain utna hi hum iss mian apny andar behtri bhi la sakty hain aur apny kaam ko buhat yada faida bhi day sakty hain iss main na sirf humara faida ha balky hum apny kaam main asani bhi la sakty hain
                    • #385 Collapse

                      G bilkul aisa bhi kar sakte hain is se ap logon ke darmioyan competition arise hoga aur ap logon mein mehnat karne ka jazba bhi paida hoga,ur is tarah ap aur ziyada earn karenge is se.
                      • #386 Collapse

                        han is me ap sab aik dosry se chalang laga sakty hen q k hum sab aik dosry se directly ya indirectly kabhi na kabhi kahi na kahi kuch na kuch muqabla zaror kerty hen q k is muqably k ilawa hamary pas koi or tareeka nai he agar kuch ziada earning kerni he to kuch ziada mehnat kerni hogi
                        • #387 Collapse

                          yeh keasa sawal hai yara yeh challenge lagata tu ja skta lekin krna ni chahiyeh q k yeh 1 kam hai or sub ko apna apna k krna chahiyeh tb e profit ho ga warna dosry chaker mein hmy bht loss ho skta hai q k ager hum kam krty js ki waja sy hr surat try kry gy k zaida kry tu bht loss mein ja skty behtr hai yeh kuj na kry
                          • #388 Collapse

                            gii haa merre bhaii forexx traddeeqmee hii naee balkkee muqablla too kahhi bii laggai jatta hee issi laee forexx t5r4adde mee app muqabblaa lagga sakkte hhe laKENN MEE TOO MMANTTA HOO KEE FOREXX TR5AD4EE MEE HUMME MUQABBLLA NAEE LAGANNA CHAHEE
                            • #389 Collapse

                              mukabala to kahe bhi lag jata hay janab je chahay wo koe bhi kam ho janab je .is leya forex main bhi achay trader kay darmeyan ho he jata hay ke jo ache trader hote hain wo ek khas amount tak pehle pohnche ka dawa ek dossre se karte hain ke kn is amount tak pehle pohnche ga or is se
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #390 Collapse

                                salam dosto,g bilkul ham ak dosry sa challeng laga sakty ah lekin khayal rakhy ka ham greed na shoro kar dy or phr is tarha hamy to loss h ho ga.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X